Forex ke health py effects🌩
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ke health py effects🌩
    ASLAMUALEKUM mare payare dosto aj hum ek bohat he important problem py baat kren ge yane health py kun ke main ne jub se forex start k hai mare nend pore nahe hoty main cheezn bhool jata hun due to trades and open positions iss se kasy bacha jae aur kya ap bhe effect hoe hain forex se
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    pyare bhai jaan w salam ap ka sawla boht acha hy is mn is k jawab mn is tarah dno ga k g yeh start mn thora mehnat wala kam hy laken is k bad phr is mn jb start mn achi mehnat kr latey hny is k bad phr hum sakoon sy rahtey hny ...
    • #3 Collapse

      Dear aap ko pata hona chahiye ke Forex trading ke health ke upar kaafi Jyada side effect hote hain Agar aapko Mein batao Karate Zyada side effect agar aap Forex trading Mein Koi Bhi trade Apne instaforex bonus account se Lagate Hain aur aap ko Jab Bhi bonus paper rocket Diya jata hai ya bonus Kiya jata hai to aap koi bhi train lagakar market ko baat karte Rehte Hain market Courtyard awaj karne se zyada mentally tension hoti hai isliye Hame Pata hona chahiye ki Forex trading Kaise business hai Jisme Janam Jyada watch Karenge market ko toh Hame Zyada mental tension Ho Gayi isliye Hame chahiye Ke Hum instaforex bonus account copper trading Kaise Bataye Kyun lot size small Rakhe Jis Ke Baad Hame market main jayada baat nahi karna padega market ko
      • #4 Collapse

        forex trdaing se hmari haelth par bhi kafi asar parhat hai jub k hmain apni trdaing ki fiakr hoti hai jis ki wajah se hum apni trdaing k chakronmain apna khana peena tak bhol jaty hain jsi ki wajah se hmari sehat bhi thek nahi rahti hai maghtr yahi k apni sehat ko bhi achi rakhen ta k apki sehat apko achi trdaing arny k qabil bnai ralkhy
        • #5 Collapse

          Dear friends app sub ny bahoot achi information di hy main app sy agree kerta hon bhai jaan app sub ko btana chahta hon k forex trading ko kbi zehan pe sawar na kery werna app ko loss hoga her waqat stress ma raho gy to app ki health pe negative aser pery ga.
          • #6 Collapse

            bohat acha sawal ha ager hum regularly business karta ha or apni health pa focus nhi karta ha to per hamara health loss hota ha jo business and health kaleya bohat nuksan ha so better you health the business will always better..............
            • #7 Collapse

              Dear apne bilkul thiek kaha ka forex trader bhot se aysy hain jo forex trading ki market pr itna zada time spend karty hain ka unko kahi jany ka time bhi nahi milta or apni health ko karab kar lety hain.Dear humain apni timing ka mutabik kam karna chahiya.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                forex trading aik such main thaka deny wala business hai or jo starting main jo log aty hain es ko join karty hain un ko bara okha lgta hai laken jub es main achi laerninga hsol kar li jati hain tu un ko yah taph nahi lgta hai laken kbhi bhi forex k liye khud ko bemar nahi karna chhaaye apni sehat ka bhi khyal rakhna chhaaye

                اب آن لائن

                Working...
                X