forex trade se related decision
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    1ee bhai hum ko trading karte waqt forex ke tamam rules follow karne honge . hum ko trading karte waqt greedy nahi hona chahiye kio ke greed aksar trader ko lost ke taraf lejata hai . hum ko money managment ka khayal bee rakna chahiye . aur apne emotion ko control karna chahiye .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g ha dear apne bilkul thik kaha hai trade karne wakat apko apni emotion ko control karne parta hai taki app loss se bach sake app trade karne wakat agar apni emotion ko control na kar sake to apko loss ho jati hao
      • #33 Collapse

        Yes dear bilkul sahe bat ,aap ne boht ache suggestion di ha ,hamen is per amal krna cahie,jitna zayda hosaky is men hamen mehnat krne chaie,and trading ka experience lina chaie,on k bad marketing k hisab say hamen chalna chaie,ta k hamen kahen loss na hojai.
        • #34 Collapse

          han g trading mein to waqie emotions aur greed ko bilkul khatam kar dain aur jitna apko profit a raha ho foran nikal ke market se side pe ho jayen ye hi apke liye behtr hai
          • #35 Collapse

            Well, aap ki baat kisi hud tak theek hey but ager aap seekhnay per zyada tawuujaa den tou aahista ahista aap ko yeh cheez bhee tang nahee krey gee or aap ko theek trah sey pta hoga kay kab order open kerna hay or kab order ko close kerna hay.
            • #36 Collapse

              yes dear i agree with u ke forex mein ap ko boaht he careful ho ke work karna chaye take ap is mein loss na kar sake r is mein ap bohat he acha work kar sake r is ke liye ap ko zhada se zhada demo mein work karna chaye ya ap ke liye best ha boaht he
              • #37 Collapse

                dear brother forex app ko ager thora sa profit mil reha ha to app us ko save kar lo jub app bolty han ma is sy b zayeda profit hasil karun ga to us time pa app us sy b loss karty han is liyea app ko chyea thora thora kar k pahar benhy
                • #38 Collapse

                  yes my dear i am fully agree with you you are fully right hmen trading karte hue apni emotions ko controle karna chaey because trading men ager ap emotions ko controle nhi kro ge to is men apka apna hi lose ho ga ap jalbazi se kam kro ge to apka apna nuksan he
                  • #39 Collapse

                    ji haan ap ney sahi kaha hain k humein kahbi b emotinoal ho k trading nahi karni chayeh balkey hamesha kuch pips mil jaye tab hi trade closed karni chayeh and phr market ka anaylsis kar k trading karni chayeh ..
                    • #40 Collapse

                      sabar bohut hi zaroori hai forex trading mein jitna app mein sabar aur shukar hoga utna hi app kamyab hongay forex mein shukar agar hoga toh app toray se profit par b satisfied hongay aur is tarah appka account bhar tha jayega aur agar aapp mein sabar hoga toh app best time par entry le sakiengay aur market ko achi tarah se observe kar sakheingay..
                      • #41 Collapse

                        bilkul market kay hisab se chale ap aur lot aisi hi lagaye jiska loss bhi ap bear kersake aur ziada lalach ki zaroorat nahi hai bas ap roz ka 1 target set rakhe utna hi earn ker kay bahar nikal jaye bhale market apke matlab ki chal rahi ho.
                        • #42 Collapse

                          i agree with your suggestions patience ka trading k doraan bohat aham role hota hai. jald baazi b ni karni chahiay kyoun k emotionalism ka trade mei koi kaam ni hota. market ka achi tarha jaiza le k step laina chahiay.
                          • #43 Collapse

                            Forex trading se mutaliq kisi bi kism ka decision leny k lye humen apne emotions pe control karna chahiey quon k Jazbat me kiye hoey faisly aksar galat hote han or loss ki tarf bi le jate han mentally mature hona chahiey ya na ho k hum kisi kism ki mentally stress me hon or apna loss kar bethen galat decision kar k.
                            • #44 Collapse

                              forex trade se related decision yehi hain k hum good time py koi acha decision lay agr hum loss safe kr rahny hai agr hum ko time py pata chal jaye tu hum koi acha decision ly so yehi suggestion hai meri friends ap ko .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                mery khyaal say aap scalping ki baat kar rhy hain.dost ye baat bhi theek hai.newbies kay liey scalping he best hooti hai.emotional nahin hoona chahiey un ko.long term trading kay liey boohat patience ki zaroorat hooti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X