Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay
    Ibtada main aksr dakha jata ha kah new traders jo join karty hain woh forex trading market main over trading karnay lag jaty hain aor jb trader over trading karty hain to trader ko trading main loss hoty hain jis ki waja say new traders ka dil tot jata hay to forex trading main kabhi bhi market main over trading na karain takeh trading main successful hon aor fail na hon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading business mein over trading karni hi nhi cahaiye new trader hun ya old trader new trader k liye zaroori hy k wo over trading na karain kiok over trading lalach ki waja se hoti hy ziada profit k lalach mein new trader over trading karta hy aur un ka account wash ho jata hy kiok experience kam hone se account ko management nhi karta js ki waja se loss ho jata hy
    • #3 Collapse

      G han bilkul asa hi hota ha new traders apne capital se big trading karte hain jis se un ko loss hota hai new traders ko short volume ki trading karni chahiye ta ke un ko starting me loss na ho.
      • #4 Collapse

        Yes my brother exactly app nay sahi kaha hay k bht se traders ko loss is lye hoota hy k wo greed karty hain aur over trading karty hain jiski waja se unka Account wash hoo jata hy aur phir wo apna confidence level bhi destroy kr baithty Haan aur trading nhi kar saktay
        • #5 Collapse

          Forex trading business mein kabhi bhi over trading nhi karni cahaiye wo new trader ho ya old trader kiok over trading mein faida kuch nhi hota loss hi hota hy over trading se ziada account hi wash hota hy over trading new trader k liye tu buht hi danger hy
          • #6 Collapse

            Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

            Forex main jb b new beginners aty hain to woh ziyada shoaq aur jazby sy trading krty hain aur esi shoaq aur jazby main aa k woh aksr over trading ki tarf chaly jaty hain jb aik ya do trades profit main gainkar laen to phr un ka mind bss trading main lga rahta hai woh panic ho k bar bar trades krty rahty hain jis ki waja sy woh khud ko loss ki taraf ley jaty hain..
            • #7 Collapse

              Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

              Yes you are right ap bilkul thek kaha ha g ha new member s ko forex par over trading nahi. Karni chahiya jis ki waja sa vo loss ka sikar hota bilkul new member s ko trading planning ka sath karni chahiya jis sa vo kamyab ho sakta ha
               
              • #8 Collapse

                Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

                Yes you are right ap bilkul thek kaha ha g ha new member s ko forex par over trading nahi. Karni chahiya jis ki waja sa vo loss ka sikar hota bilkul new member s ko trading planning ka sath karni chahiya jis sa vo kamyab ho sakta ha or is sa acha profit kama sakta ha
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Hina232 پيغام ديکھيے
                  Yes you are right ap bilkul thek kaha ha g ha new member s ko forex par over trading nahi. Karni chahiya jis ki waja sa vo loss ka sikar hota bilkul new member s ko trading planning ka sath karni chahiya jis sa vo kamyab ho sakta ha
                  ap ny woh jo waja batai hai us mai ap nahi smaj sakain gy asal jo waja hai woh yeh hai k Ap ibtidata main over trading karain ya bad main karain ap ko loss he hoga. Over trading ap ki es waja se ati hai jab ap k pas confidence level high ho jata hai tu phir ap marke tmai jo trade karain gy woh ap es base pay karain gy k ap ki trade ap ko profit day gi esleye confidence ka level ap maintain kar k rahkain or apni trade ko woh he open ya close karain jis ki ap ney learning ki ho.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

                    New traders k loss ki aur bahut c wajuhat hone k sath sath aik main waja ye over trading hai jis mein her pair pr koi na koi order khol lia aur jaise he chand cent profit aya to close kr dia. Jb k loss wali trade jb tk account wash na kr de to tb tk trade chalti rehti h aur sl ma lagan aik bari ghalti hai. Over trading se bachein aur sirf correct trading krein.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hina232 پيغام ديکھيے
                      Yes you are right ap bilkul thek kaha ha g ha new member s ko forex par over trading nahi. Karni chahiya jis ki waja sa vo loss ka sikar hota bilkul new member s ko trading planning ka sath karni chahiya jis sa vo kamyab ho sakta ha or is sa acha profit kama sakta ha
                      Over Trading mai planning zarori tu hai lekin over trading kis waja se trader main ati hai us iki main waja hoti hai ap ka over confidence . jab trader apni trade ko profit mai close karta hai tu woh mazeed trade analysis k bina karta hai woh souchta hai k woh ab mazeed profit kama lay ga jab k aisa nahi hota hai or woh fazool trade open kary ga or finally us ko waha se loss he milay ga.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

                        Dear new trader ko trade krny se phly learning krni chahiy agr in ka pas forex business ka bry me knowledge ho gyi to in ko loss ni ho ga trade experience ka baghir ni ki ja skti is ka liy trade ka bry me experience hona zarori hai or new trader ko phly trade ka bry me learning krni chahiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: shafiqahmad046
                          Bhai trader ko chaahiy hosly k saath trading kry aur us sy behtreen earning kr sakta hy aur earning ka behtreen tarika bhi yahi hy keh km lot k sath slow trade aur movement currency ph trading krain
                          dear new trader ho ya old trader ho over confidence a he jata hai or us ki reason yeh hoti hai ky jab ap ka daily ya weekly target koi b ho pura ho jaey us k bawajood ap woh trade karain jis ka ap ko pata na ho tu ap over confidence ki waja se over trading karty hain ya phir ap ko jab loss ho jaye tu jaldi loss ko recover karny k leye over rading ki jati hai or us ka hal yeh he hai k in se door rahain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

                            Assalamu Alaikum ji han aapki baat bilkul theek hai ke Forex trading mein agar aap Ko Kisi Ek trading ke andar profit hota hai to aap lalach Mein Aakar 1 second trade start kar dete Hain Jiski vajah se FIR aapko nuksan Hona Shuru hota hai isliye kabhi bhi aapko overtrading Nahin Karni chahie Palke aapko Jab Bhi Koi Tait karne ho to pahle market ko properly analyse karne ke bad hi trading Karni chahie agar aap exact entry point ke upar koi bhi trade open karte hain to isase aapko Kafi Jyada benefit ho sakta hai vah trading se bacche tabhi aap ek Kamyab trader Ban sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ibtada main new traders over trading karty hain jis sy loss hota hay

                              Over trading ki jo main reason hai woh over confiedence hai ya phir trade ik trade laga daita hai tu us ko recover karnay kay leye us se double lot ka use karta hai.jis se woh extra lot laga daita hai tu us ko bad mai loss ho jata hai es loss se bachnay kay leye ap ko trading mai woh trade open karna hogi gi jo ap janty hain or us mai rokna chahty hain.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X