Jaiza : Currency pairs key types
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Currency pairs key types
    currencies pairs types

    1. Major currencies pairs
    2. Manor currencies pairs
    3. Exotic currencies pairs

    1: Major currencies pairs

    Forex exchange market key jes currencies pairs me US dollar ho es ko major currencies pairs kaha jata hay, esy pairs me US dollar base side par be ho sakta hay aur quote side par be ho sakta hay.
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	16.4 کلوبائٹ
ID:	12461967

    2. Manor/Cross currencies pairs:
    manor ya cross currencies key pairs me US dollar nahi hota hay.
    Click image for larger version

Name:	images.jpg
Views:	1
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12461968

    3. Exotic currencies pairs

    Exotic currencies key pairs wo hoty hey jes smaller economy countries ki currencies include ho esy pairs ko exotic currencies kehty hey.
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpg
Views:	1
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12461969
    Last edited by ; 04-08-2018, 08:04 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ki post ko study kia hai aor ais mai jo ap ne baat ki hia exotic currencies ki to ais k bary mai phly ni pata tha mainy to sirf Major currencies aor Minor curriencies k bary mai suna hoa hai.

    Major Currency
    Dear jaisy sab trader janty hai k ais market mai agar hum currencies wala option open karty haibto waha par bahot sari currencies show hoti hai jis mai se hum ko ye ni pata hota hai k ais mai major currency kon si hai aj mai ap ko asan tareeka batata hu. Jis bhi currency pair k sath Usd aye wo major currency ho gi jaisy EurUsd, GbpUsd, UsdChf, Usdjpy etc ye sab major curriency pairs hai ap ko ye bhi pata hona chaye k major currency pair par aik to spread kam hota hai aor dosra ain mai moment bahot hi achi hoti hai ais mai kaam karny ka maza aata hai. Ais liay zayda tar log ain mai kaam karty hai kun k ais mai spread bhi kam hai aor ain mai moment aisi hai k bandy ki trades ais mai ni phansti.

    Cross Pairs
    Dear abi hum baat karty hai minor pairs ki ain ko cross pairs bhi kehty hai ain mai ye hai k spread thora zayda hota hia magar ain mai moment kafi zayda hoti hai aor ais mai agar ap trades lagaty hai to ap ki trades asani se nikal aati hai baqi rahe baat cross pairs ki to ye wo sary pairs hai jin mai usd sath ni hota jaisy Gbpjpy, NzdChf, EurJpy etc bahot sary pairs hai ain sab mai log trading karty hai aor acha profit banaty hai magar ais mai bas spread thora zayda hota hai ais liay log ais mai zayda kaam ni karty jitna log major pairs par kaam karty hain.
    • #3 Collapse

      Jnb aap nain nihayat hi ehm baat batayi hai darasal yeah trading main basic batain hoti hain jinko seekhnan har trader k liye bht zarori hota hai aur jnb waqia pair teen qisam k hotay hain
      1:major pair (pair jin main aik curruncy usd ho chaye woh basic curruncy ho ya quote curruncy)
      2:cross pair(aisay pair jin main usd moujood nan ho aur baaqi normal curruncy hun)
      3:exotic pair(aisay pair jin main taraqi yafta mumalik ki curruncy use hi exotic pair kehlatay hain )
      In sub pair main say mujhay jo beat pair laga hai woh major pair hai q k is main usd moujood hai aur in ki markeet main movement bhi bht ziada hoti hai jisski wajah say insan kaafi profit hasil kar sakta hai...umeed hai aap jawab say agry karaingay
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        currencies pairs types

        1. Major currencies pairs
        2. Manor currencies pairs
        3. Exotic currencies pairs

        1: Major currencies pairs

        Forex exchange market key jes currencies pairs me US dollar ho es ko major currencies pairs kaha jata hay, esy pairs me US dollar base side par be ho sakta hay aur quote side par be ho sakta hay.
        [ATTACH]4095[/ATTACH]

        2. Manor/Cross currencies pairs:
        manor ya cross currencies key pairs me US dollar nahi hota hay.
        [ATTACH]4096[/ATTACH]

        3. Exotic currencies pairs

        Exotic currencies key pairs wo hoty hey jes smaller economy countries ki currencies include ho esy pairs ko exotic currencies kehty hey.
        [ATTACH]4097[/ATTACH]
        Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha ky currency pair ktny types ky hoty ha
        Mary khayal ma currency pair followings types ha
        Major currency
        Cross pair
        Exitic currency

        In sub types of currency pair ma mj ko sub Sy Jo acha lagta ha wo ha najor currency pair ha kau ky is ma usd majod ha is ki waja Sy merket bi kafi zayada move krti ha or ager him logo ko forex trading ma kamyab trader bnana ha or acha profit hasil krna ha to is ky leya him sub logo ko major currency pair hi istmal krna chya
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          Forex trading mein currencies pairs ki form mein hotay hain, jin mein se aik ko base currency aur aik ko quote currency kaha jata ha. pairs ki kai types hain jesay Major Pairs, Minor Pairs, Cross Pairs, Exotic Pairs etc. Major pairs mein duniya ki bari bari economies ki currencies ka pair hota ha jesay kay Usd/Jpy, Gbp/Usd, Eur/Usd, Usd/Chf etc. Minor pairs mein wo currencies hoti hain jo ziyada movement nahi kartay aur traders ka interest in mein kam hota ha, in mein se kuch pairs ye hain Gbp/Chf, Cad/Jpy, Aud/Jpy, Eur/Aud etc. Is kay ilawa wo chotay mulk jin ki economy strong ha, un ki currency pairs ko Exotic pairs kehtay hain jesay kay Usd/Dkk, Usd/Hkd, Usd/Nok etc. In pairs ka spread usually ziyada hota ha.
          • #6 Collapse

            Agar Hum Yahan Par currencies networking karna chahte hain toh main market Mein currencies ki basics informations Ka Pata hona chahiye ke yahan par mages currencies konsi cheez hai aur vyapak stonic currencies konsi hai aap kaunsi currencies Mein acche se working kar sakte hain aapke paas ke paas perfect knowledge hona lazmi hai market Mein currencies ke liye kam karne ke liye
            • #7 Collapse

              assalamu alaikum bhai aapne bahut yaad aa rahi thi information share ki hai mai aap bilkul agri karta hoon agar aap aur hum Tu Is Tarah trading karte hain toh hum logo ko Kafi acha profit sakta hai aur hum log kaafi Jyada nahi kar sakte hain Hum logo ko bhi kam karna padegi Aur Hum log Kafi acha profit sakta hai
              • #8 Collapse

                Traders kay liye iss tarh ke basic knowledge ka hona bohot lazmi hai. Har tader ko forex ke important pairs ka idea hona bohot lazmi hai.

                Lakin mujhy laghta hai ke trading kay liye suitable ziada tar forex major pairs he hain. Iss ke aik reason tu yeh hai ke inn mai trading ziada hoti hai jis ke waja say inn mai daily average movement of price b ziada hoti hai. Jis ke waja say ager traders chaiye tu woh daily base per achi earning kar sakty hain. Iss kay sath sath major pair kay daily analysis aur forecast b internet per aaram say available hoti hai , jab kay baqi pairs ke forecast aur relevant news b mushkil say he trader ko analysis ke liye available hoti hain.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                  currencies pairs types

                  1. Major currencies pairs
                  2. Manor currencies pairs
                  3. Exotic currencies pairs

                  1: Major currencies pairs

                  Forex exchange market key jes currencies pairs me US dollar ho es ko major currencies pairs kaha jata hay, esy pairs me US dollar base side par be ho sakta hay aur quote side par be ho sakta hay.
                  [ATTACH]4095[/ATTACH]

                  2. Manor/Cross currencies pairs:
                  manor ya cross currencies key pairs me US dollar nahi hota hay.
                  [ATTACH]4096[/ATTACH]

                  3. Exotic currencies pairs

                  Exotic currencies key pairs wo hoty hey jes smaller economy countries ki currencies include ho esy pairs ko exotic currencies kehty hey.
                  [ATTACH]4097[/ATTACH]
                  gee bhai currency pairs jinnn main trade kee jaati hay unn ki teen types hai aik hain majour pairs or mostly trade bhi inhin pairs may kee jaati hay kiun kay inn k news or forecasts waghera bohat easily or commonly availaible hoti hain or market ka analysis kerna aasaan hota hay or inn pairs ki movement bhi kaafi taiz hoti hay nisbatan doosray pairs kay inn pairs main EURUSD GBPUSD USDJPY waghera mashhoor hain second type aati hay minor pairs ki minor pairs may dollar involve nahin hota hay yeh currencies kay aapas may cross hotay hay jesa kay AUDGBP GBPDKK waghera or phir exotic pairs aatay hain inn pairs main bhi trade kerna aksar pasand kiyaa jaata hay kiun kay iss market main resistance nahin hoti jiss ki wajah say simple or straight trend movement hoti hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Currency pairs key types

                    forex mai currency ke muktalf iqsam hain hamy in ke types ky bary mai janana chahey or hamy pairs ke movement ko samj kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Currency pairs key types

                      Traders trading karte hue different style use karte hain kuch traders co scalping karna pasand hai scalping trading keva strategy Hai Jisme traders normal profit Bana kar apni tradeco cut kar dete hain aur bahut set Railways long term trading karte hain Iske Alawa kuch traders short term trading day Karte Hain Har trader Apne experience ke hisab se chatting karta hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X