forex for students
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex ko agar students join karta ha to vo mahnat kar k acha profit hasil kar skyta ha agar ap k pas forex ka experience ha to ap acha profit hasil kar skyta ha or forex sirf students k lia best nai ha forex her aik k lia best ha forex ko her koi join kar k acha profit hasil kar skyta ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      G bilkul forex trading students ke liye best hai,ye is kom apne spare time mein asani se kar sakte hain aur apni studies ke expenses bhi khud utha sakte hain,aur students mein basically seekhne ka jazba hota hai,to wo isko asani se seekh sakte hain aur ek achi aamdani hasil karsakte hain.
      • #18 Collapse

        forex is best for all the students and i m also student.... mere khyaal se forex mai ham jese student k liye bht hi acha system hai earning karne k liye mai forex mai kaam kar k earning or learning karti hun or sath hi apni study bhi continue rakhi hui hai
         
        • #19 Collapse

          I think that forex for good student because forex is world wide online hard and smart business .for this need lot of good knowledge experience and the good others knowledge and lot of money invest . So be carefully take a decision
          • #20 Collapse

            me khud ek student hon aur mera forex ko join karnay ka maksad he yehi tha k me ek din yaha pay itna sa earn kar lon k me apna kharcha nikaal sako aur mjhay umeed hai me kar lon ga.
            • #21 Collapse

              forex hr ko use kar sakta hai aur i think yeh students k bohot he acha hai kiun k wo yahan sy easily part time job kar income hasil kar sakte hai:) forex student mein trading k maqsad ko be samany lati hai :)
              • #22 Collapse

                yes my dear app ney sahi kaha ye student kay liye bohat best hai main khud ek student hoon main insta forex par trade karta hoon aur daily mein acha profit earn kar leta hoon aur main es say apni study ki fees bhi asani say nikal leta hoon aur apni poket money bhi save kar leta hoon his a good and 99% profitable bussiness i thinks main es ko bohat like karta hoon
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                  forex trading me boht profitable business hai ,, students ec business se boht faida utha skty hen ,, ec business me time bhi kam lagta hai aur ap achi earning bhi kr skty hen .. but ap ko phly ec business ko smjhna perta hai ...
                  Bhai ye ap ki soch he k forex trading Students b ker sakte hen or is me time b kam dena perta he. jab keh esaaa Bilkul b nhi he, Well me jab trading me aya to muje sab study chornni pari tab jaa k trading se koi benefit le saka, ye 1 Real Business he is me apko Proper Time dena hota he...
                  • #24 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Dangerous007 پيغام ديکھيے
                    Bhai ye ap ki soch he k forex trading Students b ker sakte hen or is me time b kam dena perta he. jab keh esaaa Bilkul b nhi he, Well me jab trading me aya to muje sab study chornni pari tab jaa k trading se koi benefit le saka, ye 1 Real Business he is me apko Proper Time dena hota he...
                    G Brother aap ny bilkul theek kaha. main khud I.T ka student hon or forex k liay bohat kam time milta hay. Sat or Sun ko jab free hota hon tu forex market b off hotti hi. or newcomer k liay tu kafi time darkar hota hay forex to learn karnay k liay is liay student k liay mushkil hay. lakin phir bhi study ko ignore kiay bagair Forex trading karna bura kam nahi hay.
                    • #25 Collapse

                      forex trading students ke lia bhi bhuat acha business hay kyun ke is main timing ki koi pabandi nahi hay is lia wo jab chahye is ko join kar sakte hain aur part time main apni achi earning kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        forex to janab her k lai suitable hai. koi b is ko kar sakta hai. per student to is se bohat faida utha sakty hai. q k un ki learning ki adat hoti hai. agr wo is ko learn or seekh kar trade karain gy to zaroor faida uthay gy . per agr wo aisa nahe kar sakty to un ko trade phir nahe karni chahian
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                          forex trading me boht profitable business hai ,, students ec business se boht faida utha skty hen ,, ec business me time bhi kam lagta hai aur ap achi earning bhi kr skty hen .. but ap ko phly ec business ko smjhna perta hai ...
                          well i think forex students k lye bht he ihm cheez hai,wo is k zareye apne akhrajat pore kerte hain,jis ke waja se unka feuture bright huta hai,jub khd kamayenge to kisi ke opar bojh nhi bune ge,
                           
                          • #28 Collapse

                            forex bohat achaa busineess hy forex busineess student ke lye kaafi profitable hy ye busineess student bohaat asaani se kr skty hy aur asaani se trading kr ke profit haasil kr skty hy aur apny education aur 2osry zrooryat poory kr skty hy ye busineess student ke lye sb se best busineess hy
                            • #29 Collapse

                              forex trading student ke liye bohat hi important marketing bussiness hai sab se pehle apko forex trading ke bare mai knowledge leena parta hai ke kis tarha forex market kam karti hai us ke baad mai apko insta forex se real earning start hotihai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Students k liye forex main ham acha moqa hai k woh best profit bnain aur forum work students k liye best hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X