Kya Robot Trading work karty hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya Robot Trading work karty hai
    ASLAMUALEKUM fellow members kya kise ne robot trading ke hai successfully agar ke hai to apna experiance share karen mara apna zati khayal yeh hai k robot trading work nahe karty kun k market chaotic hain bilkul hamare brain k tarah is jo market conditions ke hisab se adjustments kar sakta hai jub k computer programming liner hai jo adjustments nahe kar sakty market conditions k mutabiq ap k kya rae hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    i think robot trading kaam karta ha q ka ager ya kaam nhi karta ha to per es ko banana ka magsad he keya ta to robot trading kaam karta ho ga es leya unhona ya made keya ha i is useful for the security........
    • #3 Collapse

      bahi jan ye option to bohet he acha hy lkn humy asa nahe krna chahey.q k agr humy apny uper confidence hy to hum is my kamyab ban sakty hn.hum jb b trade kry to humy chahey k hum ismy rebot trading na kry blky khud market ko time dy.
      • #4 Collapse

        g bhai bilkul robot trading nhi kar sakty ye boht mukhtalif kisam ka kam hai es me market ko analyse krna robot k bas ki bat nhi ye insani demag he behtar tariqy se kar sakta hai or behtar moky ki talash kar sakta hai
        • #5 Collapse

          Bilkul nai
          • #6 Collapse

            Nai robot trading bilkul nai karni cajiay balke humay hamesha menultrading karni cahiay yehi sab se best hoti hay hum apni marzi se market ki movement k hisab se trading kar sakte hay jab k robot par aesa nai jita aur humay loss hi zada hota hay hamesha isliay robot trading ko avoide hinkarna cahiay hamesha
            • #7 Collapse

              rebot me trading karnay walay meray exprience kay mutabik or jo rebot trading karnay walay me nay dekhay ha 99% se zada loss kartay hain rebot trading karnay se ap ko always loss ho ga rebot tub hi ap ko profit deta ha jub market range me hoti ha jaisy hi market trend me ati ha ap ka account wash ho jata ha ku kay market trend me bohat zada long trend banati ga jo kay rebot control nehi kar sakta ha
              • #8 Collapse

                G bilkul maina forex robot trading ki hay tou overall result jo hay forex robot trading ka woh loss kay siwa aur kuch nahi hay so in my opinion tou forex robot trading hame kabhi bhi nahi karni chahiye ya bahut risky uske ilawa lossv honay ka chances bahut zyada houte hen tou lehaza hamen chaeya kay ham fundamental analysis or technical analysis confirm kerka pher hi trade laga na ka robot ka chakroon may par kar apni precious money loss kerden
                • #9 Collapse

                  i think aysa h bee aur nhi bee, robot wese mere khayalse work kr skte he lakn wu shi tara kam nhi krte jaise insan krte he un m wo chezzain nhi hai jo insan kr skta h mere khayal se ap ku apna kaam khus krna chahye na ky ap robot k zriye karwaye.
                   
                  • #10 Collapse

                    yaqen jne agr bhtr earning krna chahte hy tu ap apne bal pr hi kr skte he ap ku robot pr 100 % brosa nhi hona chahye ke ap ku wu zeyada kama kr de ga mgr mere khyal se aysa nhi h.
                     
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      achi cheez hai Robo trading Ek Kothay achi Cheez Hai Jise aap Jab Chahe trading kar sakte hain Kyunki Robo trading bahut hi jyada accurate hoti hai aur isme Galti Ke chances bahut hi jyada kaam hote hain Jiski wajah se aap ki trading bahut hi jyada acchi hoti hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X