Jaiza: Forex Market
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex Market
    Forex Market

    Forex market all world me kesi be other financial market se different hay, forex market ki koi physical location nahi hay aur na hi es ki koi central currency hay,

    Forex market 24 hours completely electronically run karta hay, app ko ye nahi sochna chaye key Forex market ko koi department ya koi person es ko run karta hay, currencies ki Buying Sales (khareed o farokhat) se hi forex trading me traders ko profit ya loss ho sakta hay,

    Forex ki market to electronically move karti hay magar all worlds key traders ki entry forex market me brokers ki waja se ho sakti hay, Brokers ne traders ki asani key ley MT 4 terminal platform banaya hay jes se asani se traders all world se forex ki market me currencies ki buying sales kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap nay forex market ko acha explain kiya aur main thora forex market ko apny knowledge kay mutabik apse share karna chahun ga.

    Forex Market Ka Ta'ruf:

    Lafz Forex 2 lafzon ka mukhafaf hay jo hay foreign exchange. Forex market ko currency ke tejarat ke market kaha jata hay jab kay forex trading ka matlab hay currency ke tijarat. Forex market main mukhtalif currencies ke tijarat hoti hay aur ye tinarat har banda apny mobile ya computer pe internet k zariye kar sakta hay.

    Forex Trading Ke Khasosiyaat:

    • Forex Trading ko har banda asaani se join kar sakta hay.
    • Es kaam ko suru karny kay ly koi bari rakam darkaar nahe balkay choty se sarmaay se kam suru kiya ja sakta hay.
    • Forex Trading karny kay ly kahin jany ya koi office ke zarorat nahi bas internet connection jahan available ho aap kaam kar sakty hain.
    • Market 24 hours open rehti hay Hafty aur Itwaar ko chor kar. Aur 5 din main kisi time bhe kaam kiya ja sakta hay.
    • Har wakt aapko online rehny ke zarorat nahi hoti aap advance main order laga sakty hain aur apna munafa aur nuqsan control kar sakty hain. Us k ly aapko online bhe nahi rehna parta.
    • Aur akhri lekin zaroori cheez k aap apni investment se pehly demo account ke sahoolat se unlimited practice kar sakty hain aur us k baad kaam suru kar sakty hain.

    Jo banda 1 easy aur interesting karobaar join karna chahta ho to forex trading us kay ly best choice sabit ho sakta ha.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Forex Market

      Forex market all world me kesi be other financial market se different hay, forex market ki koi physical location nahi hay aur na hi es ki koi central currency hay,

      Forex market 24 hours completely electronically run karta hay, app ko ye nahi sochna chaye key Forex market ko koi department ya koi person es ko run karta hay, currencies ki Buying Sales (khareed o farokhat) se hi forex trading me traders ko profit ya loss ho sakta hay,

      Forex ki market to electronically move karti hay magar all worlds key traders ki entry forex market me brokers ki waja se ho sakti hay, Brokers ne traders ki asani key ley MT 4 terminal platform banaya hay jes se asani se traders all world se forex ki market me currencies ki buying sales kar sakty hey.
      Salam Bhai Mary khayal ma AP bilkol thek ky rhy ho ky forex market dunia ky kisi bi business sy acha ha kau ager him log Dosra business krty ha to wha per him logo ko itna profit nhi milta jtna forex market waly daty ha ager him log mhnat krty ha to acha profit hasil kr skty ho

      Forex trading



      Forex trading ky leya koi bi kisi bi kism ki talem ki zarort nhi
      Forex trading her koi kis bi jgha hi kr skta ha
      Is ko start krny ky leya him logo ko ko bri rqm ki zarort nhi
      Him log 24 hours is per Kam kr skty ha
      Is sy bhter koi or part time job ho hi nhi skti
      Forex market him ko bonus bi provide krta ha ta ky him log trading start kr skty ha
      Is business ma Kam krny ky leya him logo ko her waqat online rhny ke zarort nhi hoti
      Him log forex trading sy acha khsa profit hasil kr skty ha
      Is leya him sub logo ko trading start krni chya or acha profit hasil krna chya
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Forex market Mein kaam karne ke liye aap yaha par metatrader 4 wala platform easily use kar sakte hain aapke paas ek no Ek Krantikari information hona chahiye information of a long time ke liye working karne ke liye aapko Kabhi Jyada help to provide karti hai aur aap kahan se kaam karne ke liye HD management bhi ho sakti hai kya aap nahi UN par management kaise karna hoti hai
        • #5 Collapse

          My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma main AP ki bath stuff bilkol agree krta ho kau ky forex ek ASA business ha jha per him log Kam mhnat ky sath zayada sy zayada profit hasil KR skty ha laken yaha per ager him log mhnat nhi krty ha to him logo ko loss bi ho skta ha is bath ko bi apny zahan ma rakho or planning ky baghar profit ho hi nhi skta is leya achi planning KR ky trading start kro
          • #6 Collapse

            Forex trading eak best way aor most popular earning method/source. Agar mujh say koi pochta hai kay online earning kay liye kon sa best way hai to main sub ko forex trading kay baray main he batata hon aor un sub ko detail say guide karta hon main yeh chahta hon kay jab main is say earning kar raha hon to baki logon ki bhi help karni chahiye. Forex trading main buying and selling ka kaam hota hai aor eak educated person is per easily work kar sakta hai agar wo forex trading ki learning kar lay complete to wo daily bohat achi earning kar sakta hai. Agar ap main jazba aor junoon hai online earning karne ka to apkay liye best way hai forex.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex Market

              forex aik intarnisonul karobari markit hy is main log feis to feis bhi kam kar rahy hain tejarat or lein dein kar rahy hain or jo log feis to faes ni karobar kar sakty woh internet ka sahara liety howe onloin apny gharon main baith kar bari asani ky sath forex markit main kam kar ky karobar kar ky behtarin naffay hasel kar rahy hain to patt chala keh forex bhi aik busnus hy baqi karobaran ki trah to jes tarah baqi kamon main log teijarat kar ky naffah uthaty hain usi trah forex markit main bhi log teijarat kar ky faedah uthaty hain or bey shumar naffy kma rahy hain jen logo ko forex ka ilam hy or is forex ky bary main kuch na kuch ilam rakhty hain or is sy dil chaspi laity hain or forex ky tmam tar qawnin ko samny rakh kar chalny waly ko to forex bary bhari bharkum naffy dy rahi hay or us sy us membar ki hwsala afzae ho rahi hy to yeh hy forex ka tearuf mukhtasar
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex Market

                Ji bhai jan ap ka topic bohat acha hay world ki currency ka online len dan Forex trading kehlata hay bohat si Forex trading mil kar Forex market banatay han Forex market world trading kay liay aik electronic market hay jis ka wajod kisi khas jaga par physically nahen hay Forex market pori world main kam karti hay jis main trading karnay kay liay kai broker kam kam kartay han aor traders ko palate forum provide kartay han jis par trader trading kartay han is kay badlay main trader broker ko trading main honay walay profit say kuch % pay karta hay Forex market main trading karnay kay liay trader kay pass money ka hona zarori nahen trader trading account say hasil honay walay bonus say bhi trading start kar sakta hay Forex market ka koi central office nahen Forex market 24 hours kay liay trading provide karti hay Forex market main trader ko kahen janay ki zarorat naeh hoti trader ghar bethay trading kar sakta hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex Market

                  g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or ays ahe hai forex trading ki market pori dunya main aghr move kar rahi hai yah k es se log business kar rahy hain tu es ko koi aik person yah koi particular department handle nahi kar rha hai q k es ki market main ups or down jo aty hain wo logun k khareedo farokht se hoti hai or kharedo farakht ki buniyad demand and supply ki base par hoti hai or esi trah he market bhi move karti hai mtalb k up down karti hai or yah hum par depend hota hai es liye hmain es bat ko dekh kar he buying or selling karni hoti hai or market kof olow karna hota hai market kiya hai or yah kis trha move karti hai es bat ka tu pta chal jata hai laken hum ny es ko kesy use krna hai yah hmari apni ability par hota hai jis se hmain acha bonus milta hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X