assalam o alaikum dear members kia ap janty hain k expert log trending markwet main ptrae karna pasand kartgy hain kiun k ye b sunny main ata hy k trend is your frend " to actually mera sawal ye hy k anti trend trade kiun nai chal sakti ya q log anti trend trade nai karty hain ? ap kindly apni openion aur suggestions se agah karain .,, aur kia ap main se kisi ny koi calculation ki hy hy trend trading main winning ratios zada y ya anti trend trading main main winning ratiio zada hay??
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим