dosron k signal ko follow na karin.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    dosron k signal ko follow na karin.
    helo dear all new trader and old trader app ko ye advise karna chata hun k kabhi bhi app kisi k signal ko follow na karin hamesha apny signal ko follow karin ju app nayv khud bnay hoty hain kun k wo ager fail ho jain tu app ko kuch sekha kar jaty hain ager ksi k signal fail ho jain tu ko kabhi bhi reason ka pta nahi chlta.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear actually naqal k liye aqal ki b zaroort hoti hy na jo k new commer main nai aa sakti q k ap nakal tab e kar sakty hain k jab apko market ka price action achi trah samajh ajaye. other wise ap hmesha confused e rahy hain aur ho sakta hy k ap apny signal provder ko baaz dafa to galion se b nawazain. kia khyal hy ap logon ka???
    • #3 Collapse

      Dear friends app sub ko pata hy k app khud k analysis kery khud pe berhosa kery confidence paida kery , tb app kamyab ho skty ho bhai jaan dosro k signal analysis app k hisab sy galt sabit ho skty hy kyn k her ksi ki apni trading strategy hoti hy aor apny trading account k mutabiq hoti hy.
      • #4 Collapse

        Friend Forex trading me analysis must hai means without analysis k to trading achi mumkin hi nai hai to achi analysis me signals ko check kerna chahye means kisi k b check zaroor kere forecast dakhe market news dakhe indicators ko check kere then sub ko dakh ker andaza ker k trading kere then ap achi analysis ker sake gey Forex tading ki.
        • #5 Collapse

          bhai jaan jo bnda khud py yaqeen karta hy wo bnda hemsha k lye kam yab hota hy is lye ap ko chayeh k ap khud per yaqeen karey or phr kisi k oper na karey ap apny signal ko follow karey kisi dosery k signal ko follow na karey ....
          • #6 Collapse

            Yes brother apne bhe thek kaha ke dosro ke signals ko follow nahi karna chahiye leken bhai jo new hain trade main unnhe trading main experince nahi hain to wo kisi ke bhe signals ko follow kar saghte hain leken signals bhe 80% ho tab wo kesi ke signals ko follow kare jab tak wo forex trading ko seekhnae ki koshish kare
            میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
            انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
            وہ خود ہار نہ مان لے
            Posts Ache Lage to please Click Thanks
            • #7 Collapse

              expert aur experienced traders key signals ko be follow karna chaye aur esy traders ki trading ko be follow karna acha hay magar esy traders je ka apna trading experience limited ho to esy traders key signals ko follow karna hamari mistake ho sakti hay.
              • #8 Collapse

                Dear trader agar ap forex trading main expert hain aur achi trading karty hain to ap ko chahye k ap dosron k singnal par kam na karen jiss ko hamen loss ho sakta hy
                • #9 Collapse

                  Yahi to bat ha k Ziada log apny doston kbataye gye signals hoty hain us k mutabik trading krty hain ye sochy bina k ye sahi ha ya galat .to asi soorat nain hi loss ho jata ha
                  • #10 Collapse

                    Forex main kuch traders khud market ka technical aur fundamental analysis kar k trade lety hain aur kuch traders dosry logon k signal per karty hain..lakin huamin kisi dorsy per rely nhi karna chahye aur Forex ko learn karna chahye aur khud analysis kar k trader leni chahye
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                      helo dear all new trader and old trader app ko ye advise karna chata hun k kabhi bhi app kisi k signal ko follow na karin hamesha apny signal ko follow karin ju app nayv khud bnay hoty hain kun k wo ager fail ho jain tu app ko kuch sekha kar jaty hain ager ksi k signal fail ho jain tu ko kabhi bhi reason ka pta nahi chlta.
                      Mary Bhai forex ma wohi kamyab hota ha Jo mhnat krta ha na ky copy paste krny Wala is leya doxro ky signals ko kabi bi follow nhi krna chya bilky market ko kud sy analysis krna chya
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        bhai jan ap nay bilkul thek kaha h aksar new trader doosron k signals ko follow kartay hain jis say un ko loss a jata h. lakin hmmay kisi bhe haal main kisi doosray kay signals par bilkul bhe rely nhe karna chahiay balkih khud mehnatt karni chahiay aor analyse kar k trade lgani chahiay. hmmay FOREX main khud mehnatt karni chahiay aor market ka technical aor fundamental analyse kar k trade lgani chahiay jis say hmmay profit ziada aor loss honay ka khatra kam ho ga...
                        • #13 Collapse

                          yes brother aap ne boht achi baat share ki hai agar phir b kisi k signal use karnay hai phir b demo par practice time kar le or result hasil kare main b aisa kar chuka ho wo mujhay acha nai laga signal 24 hor aate rehtay hai hum itna din raat kaisay wait kare behtar hai apna mode or plan par trading kare
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            forex trdaing main boht se ayse tradors hain jo k baki trdors ko trading k signal dety hain jsi ko follow kar k trdaors trading karty hain mera khyal hai k hmain khud trading ko sikhna chhaye or khud trading karni chhaye jub hmain dosrun par depend hona parhta hai tu hum khbhi bhi khud trading nahi kar skty hain na he hmain trading mainkmayabhi ay gi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X