plannig and risk management
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    forex makret men risk managemnt boht ahm ha agar ap risk k manage nhe karty to succesful trading na mumkin ha q k forex men high risk aur high reward ha agar ap risk ko manage kar lety han to reward high ho jata ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      Yes jab ap forex main trade start ker rehy hon tou pehly apko apni trading ko plan ker lena chahiay aur trading main risk level ko ap minimize ker sakty hain agar apny kisi pair main trade start ki hai aur market apky against ja rehi hai jo apko loss ho raha hai tou ap apny loss ko limited ker ky stop loss use ker ky risk ko manage ker sakty hain
      • #888 Collapse

        jitne achi apki planing ho gi itne hi achi ap ki earning ho gi aur planiong mn hi risky mangment bi a jati hy k ap k pass ktna capital hy aur ap ko is pay ktna risk lena chae yah sab cheez planing mn a jatien han
        • #889 Collapse

          planing kaarbnay ka maatlab hi ye hota hai kay ap apnay rsik ko kum kar rahay haai aur planer sirf aika chi think rekhnay wala hi ho sakta hai aika chi skills ko use karnay wala hi ho sakta hai
          • #890 Collapse

            planing kar kay hard work kay m arket main kam karna ho ga moeny ko mange kar kay trade main order ko place karna ho ga jis ay humain market main achi earning ho sakti hay
            • #891 Collapse

              planning and risk management kin cheezo ko follow krny say ik good trader ki tara say kaam ko kr saqty hain or account say money ko earn krna mumkin kr saqty hain in subi cheezo k sath main is kaam ko teek say lalach free krna kafi zada zair hota hai
              I LOVE PAK FORUM
              • #892 Collapse

                Sub sy pehly marketko technically view kren aor uskyusky bad forex trading ma knowldge aor eaxperince ky hisab sy trading ki news view kren aor market ka sentimental analysis kren aor risk manage kren phr trade open kren
                Acha kaam achy daam
                • #893 Collapse

                  Ues dear ap ki bat bilkal thek ha forex trading business ma.kam krne k liye bohat experience ur knowledge ki zahrorat hoti ha agr hum is ma planning k sath kam kre ge tu hume is ma bohat zada faida hoga.ur hum is ma asani se kma sakte hen
                  • #894 Collapse

                    Risk management sey aap trading skills ko seekh saktey hain keh kitni equity key sath kitna volum use krna hy aur kitney pairs main trading krna hy. Agar aap ko equity ka saheeh use krna aa jaye ga to aap ka account kabhi wash nahi ho ga. Planning sey aap apni trading ko behtar bana saktey hain aur loss ko kam kar key profit ko increase kr saktey hain.
                    • #895 Collapse

                      Forex trading busniss mai humin chahye hy k is kd pluning karain zaida sai zaida or sath sayh trading time risk management ko be dakh liya karo uski waja sai aoko looss nai ho jae is mai
                      • #896 Collapse

                        Gee mery bhai ap ka thread bohat acha hai. forex market mai hum risky aur money management ky rules ko follow kr ky kam kray gy tou hum es market mai zada earning ho gy.
                        • #897 Collapse

                          Forex trading busniss mai hum is busniss ko plining ker ke he seekhta hy ager is ke sath hum risk management ko be clear ker lain tu hum is busniss mai kamyab ho jae ga
                          • #898 Collapse

                            ye ak riski buisness hai is main hum learn kar k hi trade achi kar k kamyab ho sakty hain aur market main run kar sakty hain aur market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur planing karni ho gi
                            • #899 Collapse

                              hamain is main risk ko manage kar k hi trade karni ho gi ta k loss na ho skay aur ye ak riski buisness hai aur learn kar k hi trade karni ho gi ta k market main trade kar k hum achi trade karny k kabil ho saky aur profit ho saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                Forex trading aik risky business hai aur forex trading ke market b bohot he risky market hai . ager Forex trading mai lambay arsay tak kam karna hai tu traders ko chaiye ke woh apny risk ko kam say kam level per rakhin aur sath sath money management per tawajo dain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X