educated log he kya forex trading kar sakte hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    nahe eduacted log kam time main zayda achi forex trading ker skate hai but non educated be is bsuiness ko ker lazmi skate hai easily khoe be problem nahe ho ga ap ko
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aries18 پيغام ديکھيے
      educated and non educated dono he ye business kar sakte hain bus forex trading ki achi knowledge aur practice hona zarori hain..ye business sirf high educated k liye nahi hain is business ko har koi easily kar sakta hain...
      ye Sach hai K buhaat Kamyaab or baray baray Forex Traders buhat high fi Education hasil kartay hain or degrees bhi hasil kartay hain... laikin Start Main wo bhi hum jaisay he newbie hotay hain... main samajhtaa hon k forex Trading karnay k liye bas Ap Ko computer use Karna ataa ho,likhnaa parhnaa jantay hon,Calculation or Tajziyaat Karnaa jantay hon or ap ka buisness mind ho Tou you Can be A Good Forex Trader But After learning A lot
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #33 Collapse

        yaar educated to kr he skte hain magar non-educated sa app ki kya murad ha matric pass ya bilkul nil? cux agar bilkul nil hain to phir kr to woh bhi skte hain but unhein bohat time lag jaye ga sirf terms hi samajhne mn to isiliye unka leya thora zada mushkil hoga banisbat unke jo educated honge.
        • #34 Collapse

          forex ke liye education ki itni ziada zaroorat nahi hoti lekin ager app educated hain to apko ziada faida hoga kion ke is se app aur bohat sara knowledge le sakte hain forex mai app ko basic market ke bare mai pata hona chahie
           
          • #35 Collapse

            Educated logon k liey to forex best earning opportunity hy lakin mery khial mein uneducated people forex mein kamyab nai ho sakty kiyo k forex ka ziada tar material English mein ab jin ko english bilkul nai ati phr to forex ko join karna un logon k liey bilkul bekar hy
            • #36 Collapse

              marya khayal sa educator k ilawa b log isko use kar sakty lakin un k pass knowledge ka hona b zarori hai keun forex ma humay posting ka ans dana partay han agar un k pass knowledge ho ga to wo jwb da saken ge ni to phir wo forex ma kam ni kar saktay
               
              • #37 Collapse

                ni dear aisa kuch ni hai agar ap ko thora bahot bhi net use karna ata hai to ap trading kar sakty hai aor ais se faida autha sakty hai
                • #38 Collapse

                  G han Forex trading me educated traders he trading kar sakty hai non-educated logo ko trading k bare me learning karny me kafi time lag jata hai or wo directly trading me loss k siwa kuch nhi hasil kar sakty. Lekin agar non educated persons ka mind taiz ho to wo trading knowledge ko jaldi follow kar k trading me profit hasil karna start kar sakty hai or bohat se non educated persons sharp mind hone ki waja se trading me profit hasil kar bhi rahy hai.
                  • #39 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aries18 پيغام ديکھيے
                    educated and non educated dono he ye business kar sakte hain bus forex trading ki achi knowledge aur practice hona zarori hain..ye business sirf high educated k liye nahi hain is business ko har koi easily kar sakta hain...
                    Forex ko mere khyal say har koi kar sakta hai aur uneducated say muraad agar apki bilkul unparh loog hain tu woh mere khyal say nahi kar sakty hain aur agar koi thora likha bhi parha likha hai aur forex ki terminologies ko samjh sakta ho tu woh kar sakta hai.
                    • #40 Collapse

                      nahin g forex trading main is cheez ki koi limit nahin hey keh is main just educated log hi trade kar saktey hain balkeh is business main every person jo keh forex ko achi trha se learn kartey hain woh is main work kar saktey hain.
                       
                      • #41 Collapse

                        ji ha bilkul forex ko har koi kar sakta hay is kay lye aap ko high educated hona zarori nahi hay is ko kam educated bhi kar sakta hay is kay lye aap ko trading karna aana chahiye our is ki proper knowledge hona chahiye.
                        • #42 Collapse

                          itna zyada complicated business thori naa hai ke sirf educated log hi isi istemaal kr sakte thori si mehnat ki zaroorat hai phr isse uneducated log bhi use krskte hain...
                          • #43 Collapse

                            Gi app ne sahi kaha ha ke forexx trading sirf high level ke liye nahi ha balke is me low education ke log bhi kam kar sakte ha bs thori si forex ke bare me information hasil karle aur basic information bhi zaroori ha...is ke illawa demo account per thori practise bhi karni chiaiye take hum trading achi kar sake aur forex trading hamare samjh me ajae aur koi mistakee na ho
                             
                            • #44 Collapse

                              jee nahe forex ki sab se ache baat he yehe hai k yaha taleem wgera ki koi requirements nahe hain yaha jo chahey jese chahey kam karskta ha bs proper info hne chaiye posting wgera ane chaiye iske ilawa trading k rules pta hon chaiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex trading educated or non educated log dono hi join kar sakte hain ... lekin educated logon k liye zada pareshani nahi hoti unko har bat samajh mai ajati hai or wo asani se trading kar sakte hain
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X