Apni Trading Abilities Pe Bharosa Rakhen,Luck Pe Nahi.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mere khayal sy humey waqai he apni trading pr bharosa rakhna chahey wo is liy k insan apni taqder khud likhta he wo zindagi me jitni mehnet kry ga us ko us ka phal mily ga hume bhi trading ko waqt dena ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex trading ka kaarobar aik online worldwide business hai js main buy aur sell k zariye profit kamaya jata hai. Per agar kaha jaey k beger kisi planing aur market trend ko daikhy beger asani sy profit kamaya ja sakta hai to ye biklul galat hai, Forex main market analysis,market trend,signals aur up and downs ko samjana bout zaruri hai.
      • #33 Collapse

        luck pe bharosa rakhna chahaiy magar is context me nahi kay aap aik blind order laga dain or aap apni luck ki base pe us se profit lain ya loss lain. Ye business rules se chalta hai or jis ne rules ko follow kar lia or is ko business samjh kar apni skills ko utilize kia wo forex me successful hoga. Aap ye kam gambling ya luck se compare na Karen.
        • #34 Collapse

          yes apne aik behtreen mashwara share kiya hai luck per kabhi bhi trade open nahi kerni chaye kiun k luck se ap ko aik dobar ho skta hai k faida ho liken loss ka chance hmisha ziyada he hai tu study aur trend aur news sab ko smajh ker he trade open kerna chaye
          • #35 Collapse

            bilkul brother is main koi shak wali bat nahin hey hamen always forex main apni trading abiliites ko chekc kartey rehna chahiye aur always hamen apne skills ko improve kartey rehna chahiey tabhi hum is main achi trha se successful ho saktey hain.
             
            • #36 Collapse

              salam to all, dosto forex may skills or knowledge backbone ki hasait rakhta hain,lakon baz dafa tamam kisim ki experties ka bawajood bhi loss ho jata hay,is lia luck bhi valu rakhti hay.
              • #37 Collapse

                forex main luck par depend karna bewaqoofi hey.trade start karney sey pehley forex ke barey main learning per twaja do. experience gain karney ke liay demo par practice kkaro.phir khud per aitmad karo.
                • #38 Collapse

                  g bhai apki bat bilkul thek hain apna ap par brosa rakho apna knowledge ko increase karo.knowledge acha hoga to ap forex trading main acha trader bano gay knowledge ni hain to apko forex trading main bohut loss ka samna karna paraga.starting ma sab ko loss hota hain lekin bad main apko profit bhi bohut ata hain...
                  • #39 Collapse

                    bhai jaan luck zaroor aik important role play kartha hai forex trading business mein magar luck hi sab kuch nahi hai appko hard work kar k apni skills ko improve karna hoga aur jab appki skills improve hojayein appko apney tajraba k mutabiq trading karni hogi aur apnney experience ko apney trading mein andar lana hoga ta k app aik achey aur successfull trader ban sakey...
                    • #40 Collapse

                      achi bat ki hy ap ny brother is mein ye bhi hota hy k ap experienc ks ath trading karo aur baki sb luck pe chor do kio k luck bhi zarori hy is mein kuch na kuch important hy is mein but pher bhi ap ko apni abilities ko use karna hota hy.
                      • #41 Collapse

                        je han apne trading ko dekho es main ager apne trading ache hai tu pher app ko aur factor ko nhn dekhna chahye ahi just focus one your plan aur es main jo be kami hai us ko door karo tu app ko boht ache aur smart rsult milte hain aur kaamaayabi be
                         
                        • #42 Collapse

                          agar aap ko khud pay ye yakeen hai k aap ek din kamyab hon gay forex me to aap ko yaha pay kamyab i aap k naseeb me ho ge in shaa ALLAH so yaha pay try kartay rehna chahye.
                          • #43 Collapse

                            g han mere dost ap sahi keh rahay ho forex trading ma hamre apny luck ki bajae apni skillis aur abpni abilities par barosa rakhna chahiye tab he ham forex trading ma successful ho skay gay boaht se trader luck pe trading karty ha aur un ko loss hota ha forex ko learn kiye bina luck pe trade nahi ki ja sakti ha
                            • #44 Collapse

                              dear apko apki abilies par bharosa rakhna chahye kue k forex main luck par hi nai depend nai karna chahiye kue k forex risky business hai es main evertime luck nai azmani chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                yr aisa nae ha apko dono chezon par parallel tareqa sa reliable rehna hoga warna sirf abilities aur skills par depend reh kar ap sirf jeet nae skta luck ka saath hoga tu ap sab kuch karstka ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X