kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kiya ap apni loss wali trades ko band kar dete hu?
    aksar hamari trades buhut dino se loss mai rehti hain aur kabhi uper ati hain laikin zada tar mazeed loss mai jati rehti hain aur aik din ap ko margin call mil jati hai tu kia loss wali trades ko band kar dena chaiye ya wait karna chaiye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai main abhi tak is kaam par pohancha nahin hun to iske baare main apko main kuch bol kay khamakha apka time bar baad nahin karna chahta hun main to khud abhi practice main hun learn kar raha hun
    • #3 Collapse

      nahe hum loss wale trade ko assay nahe katy hain hum loss wale trade tun thak nahe cut karty jab thak wo profit may na aa jaya, ya ager ap ko apan proit cut b karna ho to ap kam say kam loss may us ko cut karoo or next day apnay loss ko compensate karo
      • #4 Collapse

        may dear g nhi ham apni loss wli tarad ko band nhi krte balk us ka koi behter hal sochte hen takis k loss ko roka ja ske is s tajrba b bart jata he.
        • #5 Collapse

          brother main apni loss wali trade boat kam hi band karta hn or is bat ka faisla halat ko dek kar hi kia jata ha ky trade ko loss pr hi band karni ha yas trade ko open chore dia jaye ya band ki or is ksath sath hujam ko bi dekhna parta ha
          • #6 Collapse

            yes dear ma mostly jab dekhta hoon zyada loss horaha hay ma trades close kar deta hoon forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain just ap ko best skills ki need hay then success milay gi
            • #7 Collapse

              ain khud band nahi krta loss wali trades ko stop loss lagye hoty hain agr live trading kr raha hon tu hedeging kr daita hon then close nahi krta otherwise stop loss hit ho gaya tu khud ba khud he band ho jaye ga
              :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
              • #8 Collapse

                Mai apni loss wali lot ko tab close karta ho jab mai samjho k mai yaha par hedging nhi kar sakta lekin ziada tar mai apni loss wali lots ko hedging k zariye loss hone se bacha leta ho kyu k hedging wo wahid tarika hai jis ko use kar k hum trading me apna loss recover kar sakty hai or is se apni loss wali lot ko bhi profit me la sakty hai mai jab hedging karta ho to mai apny analysis perfect karta ho or phir selling ya buying wali lot jab 1 pip k bhi profit me a jaye to mai us ko close kar k market k next trend se apni loss wali lot ko bhi profit me le ata ho.
                • #9 Collapse

                  dear aap apni loss wali trade ko close ker sektay han agr aap ki koi trade loss me jaa rahi ha ore aap ye semjtay han k trend bi aap k oppositte ha to aap ziaada wait na hi kerain aap trade close ker dain ta k mazeed closs na ho ore ye loss aap kisi ore trade se reciover ker sektay han
                  • #10 Collapse

                    kaya ap aoni loss ko hamy trdaing karne cheya ha ko ka muj aysa kuch lagta aya ha jsi ko ap janta ha abi atk bohot achi kahna parta aha yah ap be janta ha yah ap ko pata chtlta aya ha.
                    • #11 Collapse

                      good thread dear mein is cheaz pay depend nai karta hon mje ager loss hota ha tou mein usko continue nai rhakta bilke check karta hon ke ager ya trend mera kafi loss kare gay tou mein usko close kar deta hon take loss na ho is mein mera zhada
                      • #12 Collapse

                        agr mjyb lgta ha k market mere haq me aye gai aur ya mera balance zyada ha aur me ye dakh rha hu k koi new aney wali jis ka reaction mere haq me huga to isko bilkul nai band kro ga aur ise continus rakho ga
                        • #13 Collapse

                          forex trading ma agar ap ko order lagta ha agar vo order ap ki soch sy again chala jata ha to ap kuch point wait kara agar vo zayada again chala ja to ap ko cha ap us order ko band kar da isi ma ap ka faida ha agar ap asy nai kara ga to phr ap ko zayada loss he ho ga.
                          • #14 Collapse

                            yes dearz dikhen kise chaiz men musal loss hora ha ,to un ko band krna cahie,agr kabhe loss or kabhe profit to un ko cahlnay dijie ,or jo loss ata ha,un ko profit men change karny ke koshish krne cahie,han agr zayda loss horha ha,kum profit hota ha,to un say acha ha un account ko band krna chaie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              pehlay me aesa nahi karta tha aur wait karta tha k mera loss wala account profit me change ho jae ga lekin nahi mera account he khatam ho ta tha ab me nay socha hai k me stop loss use karo ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X