What is long term and short term trad
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is long term and short term trad
    Ma AP sub sy ya pouchna chta ho ky long term trad or short term trad Kya ha
    Mary khalay ma long term trade woh hoti hai Jo keh hum bary time frame ko use karty hue karty hain jab keh short time trade woh hoti hai Jo keh choty time frame ko use kar ke ki jati hai log apni apni pasand ke time ko choose kar ke trade karty hain long term main hum secure hoty hain short term py log ziada scalping karty hain
    Removed by Moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear long term trading key ley long time chart me market ko analysis karna pardta hay, jesy H4, weekly chart, monthly chart, jab key short base par market ko M1, M5, M15 market ko 15 mints key chart me analysis kar key short time key ley trade open kar dena aur jesy hi 15 mints me profit ho jaye to trade ko close kar dena ye traders ki short term trading hi hoti hay magar me samjta hon key short time me market ko analysis nahi kia ja sakta hay professional traders long term market analysis ko zeyda like karty hey aur ye profitable be hay, long term base par trading karny se ham market ko overall movement ka zeyda behtar tareeqy se idea laga sakty hey aur esi trading me profit be easily ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      long time and short time workingkarnay k lye ap ko markt k sath sath run karna par skta ha or is say ap ko kafi zayda kamayabi b mill skti ha is lye ap ko hard working start kar dana chiy or ap yahn say daily base par kaam kar sky han or ap na prfoit b nikal sktky han yaan say
       
      • #4 Collapse

        Short Term & Long Term Trades

        Short Term Trade:

        Short term trade wo trade hoti hay jo kay thory sy time kay ly open ke jaati hay aur phir profit ya loss main close kar de jaati ha. Short term trade chand minutes, ghnty ya phir din chal sakti hay lekin total 1 week se kam he hoti hay. Aur es ky ly min, 5min, 30min weghra ka time frame use hota hay. Short term trade karny walon ko short term trader kehty hain aur un main aaty hain: Scalpers, Day trader ya Short term swing traders.

        Long Term Trade:

        Long term trades wo hoti hain jo kay lamby arsy kay ly open rakhi jaati hain aur jin ka target 200, 500 ya 1000 pips hota hay ya jab bhe munasib wakt hota tab close ke jaati hain. Long term traders H4, D1 kay fime frame us kar kay trading karty hain aur ye trading zayda behtar samjhi jaati hay.
        • #5 Collapse

          long time workiong karany say ap k paccount may zayda balance hona chahiye ap ki workwing karnay say sab ko kafi zayda faida mill skta ha osr ap k kaam say sab loog khush ho skty han jis say ap ko kafi faida mill skta hay yahan say ye dakhan ahota ha
           
          • #6 Collapse

            Long term trades aur short term trades market mein trading kay different methods hain aur in mein farq sirf time ka hota ha. Short Term trades small time kay liye open ki jati hain, ye aksar scalpers ki trades hoti hain jo m1-m30 ya H1 tak ho sakti hain. Short term trades mein aam tor par market ki aik hi range mein movement se faida uthaya jata ha.
            Long Term trades wo hoti hain, jo aik din se lay kar aik haftay ya maheenay tak ki hoti hain. Ye aam tor par professional aur expert traders ki trades hoti hain, jo baray lot size, leverage aur equity se hoti hain aur in ka profit bohot ziyada hota ha. Long term trades mein big profit kay sath risk bhi kam hota ha because market long time tak loss wali side par nahi chalti aur jab reversal hota ha to trader ki trades profit mein aa jati hain.
            • #7 Collapse

              Agar Apke Pas capital come hai aapko chahiye kya aap Yahan Par sabse Pehle low level ki trading Kare aap ko short term investment karna chahiye Agar Apke Pas ya per capital jyada hai toh aapko chahiye kya aap Yahan Par market Main Long time ke liye working Kare aur long trade create Kare jis ki help se aapki investments increase ho jati hai aapko market Mein kaam karna Aasan ho jata hai
              • #8 Collapse

                Assalamu alaikum bhai mere yaar main long term Mein Hum Log lund ke liye training Karte Haiaur iss Mein Hum logo ko bahut jyada fayda hota hai aur Sauda Mein Hum Log short ke liye training Karte Hain jisse Hum Log ka feature profit Hustle kar sakte hai Dono hi tarike bahut acche Hain Dono mhnat ki Zaroray Ha
                • #9 Collapse

                  Re: What is long term and short term trad

                  forex mai hamy long term trading karne chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik international business hain hum is mai live or sada urdu mai trading kartty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex trading students ky liye bohat ache job hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: What is long term and short term trad

                    GDP Kisi bhi country mein bahut jyada important hota hai aur Kis Se kis country ki production Kanda Lagaya Jata Hai GDP Gross Domestic Product ko kehte hain aur Jis Se country ke upar jyada ho Wahan ke country economy class a coffee better hote hain aur vah countries Takia Star mobile ignesh Kumar Hoti Hai Ek Jaise country ki De GDP water hoti hai woh country acchi hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: What is long term and short term trad

                      Forex trading business mein hum long term trading bhi kar saktay han aur short term trading bhi kar saktay han forex trading business mein long term trading wo trading hoti hy jo ziada time frame use kar k ziada din k liye trading kartay han aur forex trading business mein short term trading wo trading hoti hy js mein kam time frame use kar k aik din k liye trading kartay han is ko short term trading kehty han aur short term trading mein ap scalping bhi kar saktay han aur forex trading business mein hum long term trading bhi kar saktay han aur short term trading bhi aur ziada logon k liye long term trading hi behtar hy kiok long term trading k liye ziada balance ka hona bhi zaroori hy long term trading tab hi kar saktay han jab account balance ziada ho tu long term trading kar saktay han aur agr balance kam ho tu short term trading hi behtar hy
                      • #12 Collapse

                        Re: What is long term and short term trad

                        je ap ne bohat hi ashi information share ki ha, jis ma trades ki main types ka zikar kia gia ha k long term aur short term trades kia hoti hain,
                        Long term trading: long term trading se murad ha long time frame pe chart ko analyse kar k trade lagana jis ma ham apna profit ziadah pips k rakthay hain aur yeh trades kafi lamabay arsay k lye bhi chalti hain jab tak trend rehta,
                        Time frame: H4, D1, W1, M1 in time frame ma ziadah tar trader market ko analyse kar k trading kartay hain
                        Short term trading: is ma trader choti choti trades laga kar profit earn kartay hain aur is hisab se un ki trading strategy bani hoti ha,
                        Time frame: M1, M5, M15, M30 ma trades hoti ha
                        I prefer: ma to long term trading ko pasand karta houn aur is ki reasons hain jaisay
                        a. chart ko analye karna asan hota ha
                        b. trend ko identify karna easy hota h
                        c. market ko ziadah watch ni karna padta
                        d. profit ziadah hota ha aur risk kam hota ha
                        • #13 Collapse

                          Re: What is long term and short term trad

                          forex aik online business hain hum is mai long term ya short term trading kar sakty hain hum forex mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai aik kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka koi qasur nahii ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: What is long term and short term trad

                            Asalam o alikum friend forex trading main hum 2 types ki trading karty han aik long term or dosri short term
                            Long term trading
                            Long term trading main hum bara time frame istamal karty han or un k analysis k mutabiq trading karty han Jo k aik sy do din k ley trade open ho sakti ha is ley humy proper analysis karny hoty han bary time frame k mutabiq trading Kar k ache earning karty han Jo trade ziada gantun ya din k ley open ki jay to long term trading main ati ha
                            Short term trading
                            Short term trading tohry time m ley open ki jati jis main ziada sy ziada 30 minutes at 1 ganta ho sakta ha is main Jo trade open karty han in short terms trade kehty Han or ye small time frame main open karty han small time frame main analysis karty han or us pe trading karty Han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is long term and short term trad

                              Forex trading business Ek bahut hi profitable business hai Forex Mein Ham long term and short term trade order Lagate Hain short term trade Mein Ham kam profit per hi apni trade close kar dete Hain Jab Ke long term trade Mein Ham Jyada risk lete hain aur high profit ke liye trade order Lagate Hain long trade ka time 1 to 2 dayz kay around hOta hai jisse Hamen Achcha profit Hasil Hota Hai showtime tradecom risky hoti hai aur vah easily close kar li Jaati Hai kam profit per short term trade new traders ke liye suggest karte hain expert traders Taki Apne account ko manage karte hue Chhoti trade lagaen aur easily profit Hasil Karen long term trade expert or experience adults ke liye Kafi valuable hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X