aam guftgu forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading world ka sub se best business he is me ham log apny investment karty hen or us ke bad ham log is me trading karty hen or boht sa profit hasil karty hen wo bhi boht kam time me ham log is per online kam karty hen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mere bhai forex trading 2 kism kee hotee hai ek hai short term ka trading aur dosra long term ka trading . agar aap short term ka trading karte hai to aap ko m5 ya m15 ke rules follow karna chahiye . aur agar aap long term ke trader hai to aap m30 ya h1 ke rules follow kare.
      • #18 Collapse

        i think dear ke ya ap ke experiecne pay he depend karta ha ke ap ke pass kitna experience ha ager ap ke pass experience ha tou ap is mein long trading be kar sakte hain r ager experience aur ap ka capital be tora ha tou ap M15 mein he trading kare ya best ha
        • #19 Collapse

          me pehlay scalper tha to 15M ki time frame use karta tha or is se mujahy kafi acha prfoti ho jata tha lek,in aap mene thora advance level par soochna shuru kardya he or me aap Day tradings karta hun
          • #20 Collapse

            forex keh softrware mteatder mian kafi frame hain aur her frame ka apna apna fida aur loss bhe hey aur her trader ka bhe apna pasdndeda tim eframe hey kein wesey mostly users m15 sey h 1 tuk keh tim eframes ko use kertey hian kyu nkeh i smianhum mrkt ko smjh beh letey hain aur hmare trade ka tim ebhe na zyada reht ahey aur ne he kum
            • #21 Collapse

              The failure rate in the Forex industry is as high as 95% for beginners in the forex market, as most traders lose their capital in their first years of trading. What is interesting to note is that the most common mistakes are avoidable. So why exactly do forex traders consistently
              • #22 Collapse

                yes bilkul humay apni ghaltion se seekhna chahyai tub hi hum achai trader bun sakatay hay or ya nahi k ghaltion per ghaltion kertay jay tu pir hum apne account ko nil kerray gay or hum trading ko nahi enjoy ker saktay hay so is main koi jaldi wali bat nahi sakoon se daikh ker trading kerni chahyai takay hum profit lay ker enjoy ker sakay
                • #23 Collapse

                  incomplete knowledge jis ke bais aap loss utha rahe hain, is loss ko controll karne ke lye aap ko ksii expert se Training leni chahye q k wo Teacher easily aap ko aap ki mistakes samjha sakta hai aur bahter tor per aap ko guide bhi kar sakta hia q ke is period se guzar chuka hai ke jis se aap guzar
                  • #24 Collapse

                    dosto yeh har kisi ki apni thinking hoti hai k kis time frame main profit ziada hota hai aur kis wakt kya hoga kyonk trading krny ka style har ksii ka alag alag hota hai aur islye mera bhi alag hai aur main ziada tar H1 aur H4 ko use krta hoon takay market trend ki stability ka pata chalay k kitni der tak rehta hai trend,,,,,,,,,,,,
                    • #25 Collapse

                      dear brother yes jab hum ko trading k bare main pata chal jata hai to hum ko is time market k up or down k bi kuch knowledge hona shru ho jata hai or is main experience bi ho jata hai
                      • #26 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: abidali1983 پيغام ديکھيے
                        just 1H and 15M ke timeframe per trading kari he and i think this is perfect timeframe for every trader. in timeframe ke through mujhe profit jald hota he. zeyada tar 15M pe.
                        Zaroori ni k jo time frame psand ho us me trade ke jay yah galt ho ga nuksan dy sabit ho ga bat yah hai k ap kis strategy pay kam kr rahy ho or
                        apky pas margin kitna hai or phr ap market k analysis krty ho usky bad ap ap decide kr skty ho k ap k trading ke condition kia hai or ap phr behter time frame choose kr k trade kryn ap ke loss ke shrah kam hoge
                        :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
                        • #27 Collapse

                          main to kehti hun ye depend karta hay apnay apnay trading style per or pair per,agar koi long term tarde karna chahta hay to zahir si bat hay wo kabhi bhi M5 ko use nahi karay ga is liay ye to her kisi ko apni choice per hay meri nazar main to.
                          • #28 Collapse

                            1H OOR 15M k timeframe per trading se acha profit ho jata hy islyee yay timeframe best hy.15 zayada acha hy for trading.
                            • #29 Collapse

                              aisa nahi hota ke ager ap H1 ka time farme rakhte hain tu os main market kahin aur hoti hai aur M15 ke time farme main market kahin aur hoti hai market M15 ho ya H1 ho ya kisi bhi time farame main aik jesi hi movement hoti hai ye time farme se humien itna pata hai chalta ke itne time main market yahan se wahan move kya hai ya kari gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bhai baat yeh hay forex main best time frame 1H aur 4H hain kion k long trading ki ja sakti hay aur big profit earn kia ja sakta hay aur scalping ke ley 15M ka time frame theek hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X