Dear agar hum ais market mai kaam kar rahy hai aor hum agar ais market mai normal kaam kar rahy hai to kai hum ko ais market mai faida ho sakta hai kun k ais market mai agar hum zayda time dy gy to hum ko tab hi ais mai faida ho ga ya normal time deny se bhi faida ho sakta hai??? Ap log senior hai kindly ais k bary mai kuch guide line dy de.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим