News Ko Kabhi Bhi Nazar Andaaz naa Karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    forex trading news ke bohat he ziyda imortents hain .app logo ko khab be forex trading main news ko nazar andaz nahee karna chayee kiyoo forex trading main jhabe be kisi be pair ke news atee hain tu forex trading main bohat he moevement ah jate hain jiss si agar app log chaho tu is main ek acha profit earn kar sakty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g bilkul jiss business main aap kam kar rahain hain es ki aap ko khabar rakhani chahye es business k mutaliq kio bhi new ho es sy aap bakhabar rahain aor kissi bhi khaber ko nazar andaz na karain nhai to aap ka nuqsan ho sakta hai.
      Azadar Morai
      • #18 Collapse

        jab main is business main new aya tha tab mujay news kay baray main nahi pata tha.or jab main apni trading kerta tha.to mujay buhat sa loss ho jata tha.or mujay nahi pata lagta tha kay market main itni fast movement kue ho rahi hay.bhai news is business ka 1 buhat aham hisa hota hay.is liya trade karnay say pahlay news ko 1 bar zaror dakh lo..
        • #19 Collapse

          G bhai ap ne bilkul thek kaha economical news bhi bhot effect karti hain tarding pe isliye hamen trading karne se pehle news ko zaror watch karlena chaye kiun ke jab different countries main pair change hote hai to unki movemnt bhi change hoti hai aur uska effect yahan pe bhi parta hai au rphr currency ki values down hone lagti hain istarah hamen chaye ke hum market ki movemnt aur uske trend ko dekhte howe koi trading karen take hum bare loss se bach saken.
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sheikh muhammad asif پيغام ديکھيے
            G bhai ap ne bilkul thek kaha economical news bhi bhot effect karti hain tarding pe isliye hamen trading karne se pehle news ko zaror watch karlena chaye kiun ke jab different countries main pair change hote hai to unki movemnt bhi change hoti hai aur uska effect yahan pe bhi parta hai au rphr currency ki values down hone lagti hain istarah hamen chaye ke hum market ki movemnt aur uske trend ko dekhte howe koi trading karen take hum bare loss se bach saken.

            Aap agar apnay Meta Trader 4 main Trading terminal K nechay Dekhain Tou Waahn bhi news ka portion hai... aap usay bhi utilize Kar saktay hain... or Sath Sath instaforex ki Apni website Par bhi Economic Calanders hain Wo newbies k liye Samajhnaaa thora Easy hai... bas economics Ko Study Karna paray Ga,Dekhnaa ho Ga k kisi mulk main Agar Umemployment ka Ratio barh Raha hai tou us mulk Ki economy par kya Asar ho Ga... us mulk ka bank intrest Rate Kahan Tak jaa Saktaa hai Waghera Waghera
             
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #21 Collapse

              yes dear me ap ki bat se agree karta hu kyu kay forex trading business me news ki bohat hi zayada importance hay aur hum asani se forex news ko read kar kay es business se profit earn kar sakte hain aur yeah aik asan business hay.
              • #22 Collapse

                Ji bilkul aise hi he,forex ka taalluq mulki halaat k sath attch hy,jis mulk k halaat achy hongy wahan ki curency up jayegi,aur jis mulk k halaat down hongy wahan ki curency down hogi.
                • #23 Collapse

                  bhai jaan forex trading ki duniya mein news aik bohut hi important role play karthi hai aur news hi ki wajah se market up aur down hoti aur iski wajah se market ka trend decide hota bohit se trader toh news time par trading karthey hi nabi kiyun k yeh time bohut hi risky hota hsi.
                  • #24 Collapse

                    News ksi bi market ko chalanay me bht madad gaar sabit hoti hen,. chahay koi bi news ho aap us par zaroor tradings karen q k is taraha aap us se acha profit le saktay hen
                    • #25 Collapse

                      Trading me technical analysis k sath sath trader ko fundamental analysis bhi karny chahiye or fundamental analysis me news a jati hai news time market par kafi effect karti hai. Trader ko chahiye k wo market news check karta rahy or sirf high impact wali news par focus kare high impact wali news he market par effect karti hai or jab high impact news ka time ho to trader ko chahiye k wo apny analysis perfect kar k order lagaye or jab news ati hai agar news negative a jaye to market ki fluctuation up jati hai or agar positive a jaye to fluctuation down hoti market me is liye news ko nazar andaaz nhi karna chahiye.
                      • #26 Collapse

                        yes my dear ap ne bht achi bat ki hy huma news per nazr rakni chaye ku news jase ati he to wo news market per bht impact dalti hy or is impact ki waja se market ki moment bht had tk uper jati hy or bht had tk neche ati hy or market ki moment us waqt bht he taz hoti hy agr theek se analysis kar kam kya jay to bht acha profit la sakte he
                        • #27 Collapse

                          gee haan dear thek kaha apne k app forex mainnews ko kabhi be nazar andaz na kary kue k kisi be country ki markit kisi be waqat kahi be ja sakti hai es liye hamay news par depend karna chahiye.
                          • #28 Collapse

                            Yes dear news ko kabhe bhe nazar nhn krne chaie on men hamen boht ache knowledge milte ha,news k thruogh hamen boht acha experience bhe hota ha,and on men trading k rules and regulation ka bhe hamen pata chalta ha.
                            • #29 Collapse

                              Ap nay thk kaha ha ap ko chahye kay ap news ko kabhi bhi nazar andaz na karain balky hum iss main daikhain kay kon si cheze humary liye faida mand ha aur hum iss ko daikhain balky humain chahye kay hum buhat achy treky say trade karain aur dil main apni lagan aur mehnat ko shuar banain to ap kamjab ho jain gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex mein news aur release bohat zyada matter kertay hain aur prices ko effect kerti hain aur humein kabi b news ko ignore nehi kerna chaheye aur humeshe innay sunna chaheye iss se humein bohat help milti hai aur analysis b strong hota hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X