Jaiza: Loss Responsibility
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Loss Responsibility
    Trading me loss ki Responsibility traders ko lena chaye aur traders ko accept karna chaye key loss us key mistakes aur wrong trading decisions leny ki waja se howa hay
    agar traders loss ki responsibility hi nahi len gey aur loss ka blame forex market ya broker ko den gey to mery khayal me esy traders kabi be apni mistakes ko control nahi kar sakty
    loss expert traders ko be ho jata hay magar expert traders hamesha apny loss ki responsibility lety hey aur khud ko hi blame karty hey expert traders key knowledge aur expernice key improve hony ki waja be yahi hay aur esy traders forex market me long time survive kar sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے

    Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha bath ke ha kau ky ager him ko loss hota ha to is ki waja him log kud hoty ha kau ky loss hony ki sub sy bari waja ya ha ky him log mhnat nhi krty ha or achi planning nhi krty ha is leya Mary Khayal ma loss him logo ko kud ki waja sy hota ha
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      yes dear aap nay bilkul sahi baat ki hay kay jab bhi kissi trader ko loss hota hay to iss ko full responsibility leni chahiye k us ko loss iss ki apni ghaltion ki wajah say hoa hay inn traders ko apni ghaltion ko note kerna chahiyetaakay unn ghaltion say seekh sakain or dobara un ko na dohraayain

      blaming the luck
      dear jab bhi kissi trader ko loss hota hay to bohat say trader bajaay iss say seekhnay kay yeh kehtay hain ka bad luck thi qismat kharaab thi haan luck bhi aik factor lekin jab bhi loss hota hay ziada ter loog issay bad luck keh kay ignore ker daitay hain lekin ager aaap ignore kerrnay kay bajaye iss per dehaan dain or in ghaltion say seekhain to aap aik achay rtrader ban saktay hain
      • #4 Collapse

        jitna ap yahan say loss karyen gay loss ko ap ko yahan say recover karna ap ko buhat he mushkil ho jaye ga market may ap yahan say daily base par kaam buhat he mushkil method k sath kar skyen gay market ka ap k pass perfect idea hona chahiye yahan say
        • #5 Collapse

          Loss aur loss ke Zimedaari.

          Sab se pehly main ye khena chahun ga kay Nuqsan Buisness ka hissa hota hay. Ye kabi bhe mumkin nahi kay pehly din sy lay kar aakhir tak aapko just profit he hota rahy aur loss aap ko bilkul bhe na ho. Loss hota hay magar us ko kiss tarha manage karna ha ye trader kay acha hony ke nishani ha.

          Loss ko kis traha dekha jaay:

          Loss ko dekhny sy meri muraad ye hay k loss agar ho to ya to banda sirf preshan rehta hay aur us loss ko ly kar sochta ha k ye loss q hua. Lekin dosra tareeka ye hay k loss ko aap daikhin kay Loss ka sabab kiya tha aur phir us loss ko agli dafa kis tarha profit main tabdeel kiya jaay. Aur kis tarha sy us ghalti ko dobara sy dohraya na jay. Agar ham loss ko as a plus point use karin gy to yakeenan hamain us sy faida ho sakta ha.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Loss Responsibility

            loss ki responsibilty ko hum ay khud apny ap par hi lyna hota hay kun kay jab b hum kam karty hain to is mai nprofit ya loss humare apni trade say hi hota hay is main jab b order ko lagaty hain to is kay liye hum nay khud hi pairs ko select karna hota hay khud hi is par analysis kar kay kam karna hota hay agr to is main loss hota hay to ys kisi or ki zimadari nai hoti hay ye khud ki hi resposibilty hoti hay jo kay agr hum feel kar kay kam karty hain to market main achi earning hasil ho sakti hay so humain active ho kar kam karna ho ga jis sya trade mai loss km ho sakta hay hard work kar kay kam karty hain to market main achi earning hasil ho sakti hay lack of knowledge or learning na honay ki waja say loss hota hay ye forex or kisi broker ki mistake nai hoti hay
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Loss Responsibility

              Yes dear main aap ki iss point se agree karuga kyun ke hum trading mein kabhi bhi market ki movement ko blame nahi kar sakte hain because we don't know market kab achanak up down ho jaye to lekin wo alag baat hai ke aap ne proper market analysis ke according plan set kara ho some margin of points se aap ki trade loss mein chali jaye to udhar trader ko bhi blame nahi wahan phir luck factor bhi ajata hai but mostly ek trader ko loss and profit dono ka zimedar khud ko hi lena chaye kyun usko monitoring karni hoti hai jab wo trade kar raha hota hai thora aap ko focus idhar udhar hua market mein halki se movement aap ko chote se barha profit aur loss dono le de sakti hai to ek trader ko chaye wo responsibility ke sath trading mein apne emotions ko control kare and focus and confidence ke sath trading kare.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Loss Responsibility

                اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                Trading me loss ki Responsibility traders ko lena chaye aur traders ko accept karna chaye key loss us key mistakes aur wrong trading decisions leny ki waja se howa hay
                agar traders loss ki responsibility hi nahi len gey aur loss ka blame forex market ya broker ko den gey to mery khayal me esy traders kabi be apni mistakes ko control nahi kar sakty
                loss expert traders ko be ho jata hay magar expert traders hamesha apny loss ki responsibility lety hey aur khud ko hi blame karty hey expert traders key knowledge aur expernice key improve hony ki waja be yahi hay aur esy traders forex market me long time survive kar sakty hey.
                Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek ka Forex trading business Kaisa business hai jis mein apko loss hota hai toh sirf aur sirf aapki apni mistake ki wajah se hota hai aur Hume Yeh accept karna chahiye Ke Humne mistake Hui Hai loss Exercise trader Ko Bhi Ho Jata Hai Magar expert trader Hamesha Apne lost key responsibility hote hain aur kisi aur cobram nahi karte hain Palke Ye check Karte Hain ki hum se kha mistake hui hai aur apni us mistake ko Sahi karne ki koshish karte hain aur dubara se apne analysis karte hain Taki Unhe apni mistake Ka Pata Chal Jaye acche trader Ki Nishani hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Loss Responsibility

                  market main kam karny kay liye humain kafi kuch dykhna parta hay kun kay is main risk factor boht hota hay kabhi to loss hota hay or kbhi profit hota hay humain agr kuch gain karna hay to humain kafi mehnat karna ho ga kun kay loss to is main forean ho sakta hay agr zra c b hum nay mistake ki to loss ho sakta hay is main loss ki responsibilty hum par hi hoti hay kun kay ye kisi or ki zimadari nai hoti hay is main jo trader kam karta hay wo khud hi karta hay usi par hi asar hota hay so humain forex trading market ko responsible nai bana chhaiye or na hi broker ko respnsible tehrana chahiye jo b mistake hoti hay wo trader khud karta hay so humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main stay karna or earning hasil karna humary liye asan ho sakay
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Loss Responsibility

                    Many kai traders ko dekha hai jab un ko loss hota hai to wo kehty hai k market hi nahi sahi ya phir kehty hai indicators nahi sahi hala k aisa kuch nahi hota Bus traders ko adat hoti hai blame kisi par dalny ki is liye wo kamyaab nahi hoty.
                    Agar loss ko accept kar traders k loss un ki waja sy hota hai to wo behtar trading kar saky gy wo loss ko accept kary to wo phir loss ko door karny k liye koshish kary gy or phir agar wo try kary gy to hi un ki trading achi hogi.
                    Or jab un ko pata lag jaye ga k un ki mistakes kn kn c hai to wo un ko qabu pa ly gy or trading achi ho jaye gi. Loss ki ratio kam ho jaye gi or profit increase ho jaye ga aisy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Loss Responsibility

                      jab market main profit hota hay ya loss hota hay is main khud ki zimadari hoti hay kay market main achi earning nai ho pa rahi hay kun kay jab trade karty hain to is main ziada tar traders khud hi practice kar kay kam karty hain kun kay market kay bary main agr ziada knowledge ho gi ziada expert hon gay is kay sath sath humain market ki leraning karna ho ga kun kay loss mistake karny say hi hota hay agr hum loss ki zimadari forex par dalty hain to koi faida nai hay humain khud mehnat karna hoti hay tab hi kuch kam kar sakty hain humain apni knowledge ko brhna ho ga ta kay achi earning ho sakay or ya phir broker par hum dalty hain kay broker ki wja say loss hota hay to b kuch faida nai hay humain khud active ho kar kam kam karna ho ga khudi decide karna hota hay or order place karna hota hay
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Loss Responsibility

                        Loss har business ka hisah ha, chunk forex trading aik risky business ha jis ma hamain soch samajh kar k kaam karna padta ha thodi si ghalt ki wajah se hamain bohat saray nuqsan k samna kar pad sakta ha aur forex market ma aksar traders loss kartay hain apni hi mistakes ki wajah se is lye hamain hi forex trading ma loss ki responsibility leni chahye q k ham apni mistakes ki wajah se hi loss kartay hian is lye bohat hi ehtiah se entry leni chahye q k hamaray anlyses ki waja se ham ko loss ho jata ha, is lye hamain apni mistakese seekhna chhaye q k agar ham apni mistakes se seekhain gay to ham dobarah wohi mistakes ni karain gay aur loss se bhi bach jayain gay is lye loss ki zimadari aik trader ko leni chhaye aur apni mistakes ko kam se kam karni chhaye tab hi ham forex market ma kamyab ho skatay hian otherwise hamain loss hota rehay ga aur ham is ma profit hasil ni kar saktay hian
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Loss Responsibility

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Trading me loss ki Responsibility traders ko lena chaye aur traders ko accept karna chaye key loss us key mistakes aur wrong trading decisions leny ki waja se howa hay
                          agar traders loss ki responsibility hi nahi len gey aur loss ka blame forex market ya broker ko den gey to mery khayal me esy traders kabi be apni mistakes ko control nahi kar sakty
                          loss expert traders ko be ho jata hay magar expert traders hamesha apny loss ki responsibility lety hey aur khud ko hi blame karty hey expert traders key knowledge aur expernice key improve hony ki waja be yahi hay aur esy traders forex market me long time survive kar sakty hey.
                          Asalam alikum Jee bilkul aapne bilkul theek kaha hai trading mein Los ki responsibility traders ki hoti hai Ek accha trader wahi hai jo apni zimmedari ko Samjha profit or loss ko accept Kare aur jo log ko accept karta hai aur Himmat Nahi Aata Tose lost bhi Hota Hai Har Business mein loss or profit Sa chal raha hai Hame Himmat nahi harni chahiye because every thing is fear in business. Forex mein expert traders ke knowledge or experience ko improve karne ki wajah bhi yahi hai aur usse traders forex market Mein long time service kar sakte hain aur ek acche trader Ban sakte hain Salam Forex
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Loss Responsibility

                            Agar Hum Log forex market Mein hard work Karte Hai To Hum Log Kafi achha profit bana sakte hain isliye Hum logo ko Zyada Se Zyada hard work karna chahiye Phir Hum Logon Ko uska bahut zyada fayda hota hai aur hum log kaafi accha profile nikalwa sakte hain forex market mein se Jiska Hum logo ko bahut fayda Hoga Aur Hum logo ko kamyabi bhi milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Loss Responsibility

                              Zahir c bt hy k forex trading main hamy loss hmari mistakes ki wja sy hota hy hamy apny loss ki responsibility khud lyni chaiy q k forex trading hmara apna business hota hy is m loss b hmara apna hota hy or profit b hmara apna hota hy is liay jasy ham profit ko accept krty han wasy hi hamy loss ko b accept krna chaiy hamy apny loss ka blam market ko ni dyna chaiy q k is m market ka koi qsor ni hota jo kamyab trader hoty han wo apny loss ki zimadari khud lyty han or jo traders is market m kuch hasil ni kr paty or nakam rahty han or loss ki b zimadari ni lyty or kbi kuch hasil ni kr paty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X