Loss kis waja see hota hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss kis waja see hota hai ?
    Dear friend maen AP logo see you Janna chahta hon ke forex men loss kiss waja see ata hy
    Last edited by ; 16-08-2018, 11:53 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: FXSwiss پيغام ديکھيے
    Dear friend maen AP logo see you Janna chahta hon ke forex men loss kiss waja see ata hy

    Salam bhia Mary Khayal ma loss hony ki sub sy bari waja ya ha ky him log mhnat nhi krty ha or kud sy analysis create nhi krty ha dosaro per bhrosa krty ha ager him log mhnat kre gye ho phir jtni zayada him log my at kre guess him logo ko itna zayada profit ho ga Mary khalay ma loss hony ki sub Sy bri waja mhnat na krna ha
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      sab sy pehlay mein forex app ky baray mein batana chahon ga ky ye aik boht hi zabardast app ha ap is sy boht saray paisay kma saktay hein online lakin is ky liye experience ka hona boht zarori ha meray khial sy forex mein loss ki sab sy bari waja experience ki kami ha jab hamein is ky baray mein acha experience na ho hum is ky baray mein achi tarha read na karein aur trading mein ajayen aur tukay lagayen to kabhi kabhi to tuka sahi lag jata ha magar is mein loss honay ky chances boht zaida hotay hein iski aik bari waja ye ha ky jab ap demo practice kartay hein to hum us pr zaida dhian ni daitay aur sai sy practice ni kartay aur real trading mein ajatay hein aur sab kuch apky opposite ho jata ha aur apka account wash ho jata ha aur apka kafi loss ho jata ha is liye loss sy bachnay ky liye pehlay apko demo practice pr dhian daina chahye aur jab ap real trading mein ayen to apkay pas boht acha experience ho tab ap loss sy bach saktay hein aur achay experience ky liye apko 1 to demo practice ki zarorat ha us ky elawa forex ky baray mein read karein is ko achay sy learn karein apko ye pata hona chahye ky price kab kis tarf palat sakti ha ye sab knowledge agar apkay pas ha to ap na sirf loss sy bach saktay hein balkay ap is mein achi earning kar saktay hein aur poor sy rich ho saktay hein
      Last edited by ; 15-08-2018, 07:06 PM.
      • #4 Collapse

        Loss key reason bahot zeyada hey agar traders apny loss hony ka reason khud hi find karen gey to un ko es bat ka ba'khubi knowledge ho jaye ga key trading me har dafa us key loss ka reason kia hay, me samjta hon key loss ka main reason market Attitude ko understand nahi kar paty, some traders market trend key against es ley trades open kar lety hey key ho sakta hay market U turn le ley magar me samjta hon key ye bilkul be ghalat soch hay, discipline key sath trading karni chaye, agar per be loss ho jaye to mazeed trading me improvement ki koshish kanri chaye.
        • #5 Collapse

          Loss ager ata hy to us mein experience ki kammi hoti hy koi bhi work ho ya job sub sy pehly uski training lyna buhut zrori hy or forex ki training hum demo account banna ly sakty hein us ky bad ager hum work start karyn to hamyn loss kam sy kam hoga yeh to nhi keh sakty ky nhi hoga ku ky market rules change hoty rehty hein hamyn kuch khabar nhi hoti to loss ho jata hy
          • #6 Collapse

            Loss Ke Wajohaat...!

            Wesy to profit loss ko manage karna aap kay trading plan aur strategy pe depend karta hay lekin mery khayal main jo kuch main reasons hain loss ke wo main aap kay sath share krta hun.

            Bina Plan K Trading: Agar aap kay pass plan nahi hay trading karny k ly to aapke trading karny ka aapko koi faida nahi mile ga. Uski wajha ye hay k aap aik baar profit bna bhe lain gy to dosri baar apko loss ho jay ga. So have a plan.

            Analysis K Baghair Trading: Agar aapko analysis nahi karny aaty hain aur aap just tuky par trading kar rahy ho to aap ko kabi profit nahe hoga.

            Risk Management Se Na Waakfi: Risk management ko chor kar trading karna bhe 1 main wajhohaat main sy aik hay.

            Emotions Ka Amal Dhakal: Apny jazbaat par kabu rakhna aik sab sy bara positive point hay forex main lekin agar aap wo nahi rakhty to phir loss apka mukadar ha.

            Target Ka Wait Na Karna: Mostly aap apny targets tak pohnchny se pehly agar trades close karo gy to aap loss ho sakta ha. So hmesha target ka wait karin.

            Ye jo kuch baatin mane aap kay sath share ke hain wo loss ke kuch wajohaat hain aur aapko en main sy kisi ko bhe nahi apni trading main involve karna to phir apko loss in sha Allah nahi hoga.
            • #7 Collapse

              dear loss ki boht si wajoohat hoti hy hum demo practice ky bad real account ma trade start ker dety hy jabkey ye janty hoey ky hum demo ma apny loss ko ignore ker rahy hoty hy bajaye us sy seekhny ky

              2 demo ma jo bhi hum trade lagaty hy wo tuka base he hoti hy boht kam trader hoty hy jo proper analysis and knowledge ky sath demo py trade lagaty hoon

              3 bilkul aisi tarah hum demo ma hum money management and risk management ka khayal nahien rakhty aur na he apna koi trading plan banaty hy

              4 ye kuch cheezeen hy jin ko ignore karty hoeee hum real trading ma kadaam rakhty hy jis ka result humy loss ki soorat ma face karna parta hy and result ma hum real trade seekhny ky liye bhi 4 sy 5 month lag jaty hy profiable trade karny ma

              5 ais liye her newbie ko ye mashwara doon ga ky demo ko serious laien and ais ki practice ko bhi sari planing ka saath trade karien to app ko real account ma loss face nahien karna pary ga
              • #8 Collapse

                Forex trading main loss hony ki kei aik wajoohat hoti hain jin main sab sy pehli waja yeah hoti hai ky ham without getting sufficient trading knowledge just sell aur buy learn ker ky forex market main investment kerty hain aur trading shuru ker dety hain phir knowledge ki kami ki waja sy kei ghaltian kerty hain jesy small balance per bari lot size sy trade open ker dety hain aur market thory time ky liay hi open trade ky against move kerti hai tou account wash ho jata hai phir hamari planing nehi hoti ky ham baghair sochy samjhy kisi bhi pair main just market ki movement daikh ker trade open ker lety hain aur thori dair ky bahd jab market apna trend change ker leti hai tou loss hona shuru ho jata hai aksar ham kisi bhi pair main trade open ker ky profit main trade ky jany ka wait kerty rehty hain aur apni trade ko thory loss main close nehi kerty ky loss increase hoty hoty account hi wash ho jata hai isky elawa baghair analysis aur baghair news ko read kiay just luck per sell ya buy laga dety hain aur luck her dafa favour nehi kerti aur hamain aesi open trade main loss ho jata hai agar ham in tamam points ko samny rakh ker trades open kerty rehain tou hamara loss ka risk kam ho jata hai aur profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Dear forex trading mein loss any ki kai wajohat hain jin mein sey ek over confidant bhi hy aur kam knowledge bhi hy lalach bhi hy aur ziyada profit bhi loss ka bais banta hy kiyoun k profit lalach paida karta hy aur jis ki wajha sy over confidant bhi paida hota hy aur phir practice k bawjod bhi loss hota hy
                  • #10 Collapse

                    Dear members Forex trading aik complete aor complex trading business hai is ma proper guidance skills knowledge bht zarori hai moreover apko achi khasi practice xhye hai tb ja ky ap trading kr skty hain aor is ky leay pehly huen demo account banana chye is ma kafi arsa mean kam az kam two months ki practice hona bhi zarori hai jahan tk loss ka takuq hai to loss trading ka hissa hai prifit aor loss ko humen management ky sath gain krna chye
                    • #11 Collapse

                      My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him log mhnat nhi kre gye to him logo ko loss ho skta ha or ya loss hony ki sub Sy bri waja ha Jis ki waja sy him logo ko loss hota ha domosri bring waja ya ha ky him log trading ma lalachi ho jaty ha him logo ko lalach nhi krni Chaya bilky mhnat krni chaya ta ky him log acha profit hasil KR skty
                      • #12 Collapse

                        Agar aap Yahan Par same time mein bahut zyada mistakes Karenge toh is mistakes paying guest aapko yahan se working karne mein kaafi problem ho sakti hai aap kahan se guideline provide karne mein help nahi ho sakti hai isliye aapko yahan se management Karke achha se working Kare aur aap ko kam karne mein nuksaan nahi hoga aur profits a profit hi milega
                        • #13 Collapse

                          Dear friends. Loss any ki wajjah bht sari hain .
                          1. Ap jab tarde lgaty hain to ap us pr zyada focus ni krty.
                          2. R wo log jin k pass technique hoti to hy but wo us ka use ni krty.
                          3. Knowledge ki kammi.
                          4. Confidence ki kami.
                          5. R agr ap axi c trade lgain to apko profit hasil axa hoga r agr ap choti trade lgain to yakeenan ap ko loss hi hoga.
                          6. R wo log b loss mai jaty hain jo practice ni krty.
                          7. R wo b kisi sa help ni lyty.
                          Thnks
                          • #14 Collapse

                            Loss ki waja jo meri samaj me ati hay wo hay traders ka es business me serious na hona, Forex business ko serious leny waly traders loss ko control be kar sakty hey magar jo traders serious nahi hoty wo loss ko ignore kar lety hey aur next time ki trading me profit ki umeed le kar trading start kar lety hey, esy traders ko me yahi kaho ga key jab tak wo apny loss hony ki mistakes me se learning nahi karen gey aur esy mistakes ko control nahi kar sakty to wo kaby be Forex business me agy nahi ja sakty aur un ko hamesha ki trading me loss par loss hota rahy ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: FXSwiss پيغام ديکھيے
                              Dear friend maen AP logo see you Janna chahta hon ke forex men loss kiss waja see ata hy
                              traders kilo Sone Ki Sabse Badi Bazar Yeh hoti hai ki job traders Bina market how much a whole market band gobhi Nawaz ki editing Karte Hain Tumko trading Karke loss ho jata hai trailer score chahiye ki hardworking Karke trading Kare to Ongole loss nahi hoga Agar traders in trading karte huye hardworking Karenge or sources for trading Karenge to get lost ke chances bahut kam ho jayenge aur reading kar ke woh profit banana Sakenge isliye traders
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X