Loss kis waja see hota hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai forex trading main loss hony k boht se wajohat hoti hai jis ko aghr trador apni trading main shamil krta hai tu un ko loss hona yakini ho jata hai or aik acha trador kbhi bhi apni trading main loss hony waly factors ko apni trading main shamil nahi krta hai q k jub wo apni trading main kud he koi na koi galti kar deta hai tu un ko loss ka smna hota hai forex main zeyda tar jo loss ki wajohat hain wo darj zail hain.
    1: expiernce ki kami
    2: knowledge ki kami
    3: market k aginst main jana
    4: trend ko follow na karna
    5: jald bazi main oreder lgana
    6: bari lot lagana
    7: emetions ko control na karna
    8: demo ki practice na karna
    forex trading main yah chand wajohat hain jin se har trador ki trading main risk ka factor barh jata hai or un ko loss ho jata hai tu hmain chahye k apni trading main earning k lalach main a kar apny accunt main khtry main anhi dalna chahye q k jubb tak account hoga tab tak he hum apni trading akr skty hain wrna account jub wash o jata hai tu boht muhskil se hum apni trading ko continue kar paty hain tu be carefull while trading......thanks..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Brothers forex main loss ka hona chand he batoun ki wja say hota hai jo k boht he simple hain us main aik to humera greed factor hai jes ki wja say humean loss hota hai baki main detail k sath app ko btata hoon
      NO plan : aik to dosto hum pak forum ko join kerty hian dosara us main pher agay humera koi plan nahe hota hia k hum nay kitna time forum ko dina hia our kitna time froex learning main dina hai oiur kis time hum nay analysis kernay hain
      Knowledge our experience ka na hona : humra aik masla hai dosto forum k through hum bonus to earn ker lety hain lekin humean trade kernay k leaey us ki taleem our tajarba demo say hasil kernay kerna zarori hai jo k hum log nahe kerty hain hhumean phelay forex ko siekhna chahy pher he live account main kerna chahy
      Demo practice ka na hona : hum log bonus bna k jab humen real account main milta hai to pehr hum us main direct live account main trade shuro ker dity hain jes ki waja say bhe humean loss hota hai to humean practice lazmi 2 say 3 month kerna ho gee
      • #18 Collapse

        Bhae humean forex main loss kafi wajohaat ki bna pay hota hai us main aik to humeri mistake ye hoti hai k hum forex ko seikhay bagheer learn kiay kerty hian jo k hum forum members ki barey mistake hoti hae humaen forex main loss say bachny k leay ache training ki zarorat hai us k leay ager koi app ko ache guide line day to pher app ko us pay amal kerna cahay pher app us main phleay ak sequence say forex main kaam kerna chahy phelay app us ko siekhain pher app us ki achy say demo main practice karin our pher app us knowledge our experience k sath real account main trade karein gay to pher app ko loss kum ho ga our profit behtar ho ga forex main humean bus aik laluch ko control kerna ho ga pher he app us main ache earning araam say ker pain gay humery pass aik achy trading plan ka hona zarori hai
        • #19 Collapse

          Re: Loss kis waja see hota hai ?

          G han friend bilkl ap ny tek kaha hy forex trading Aik successful business ha mgr is m kamyabi asy hi ni hasil ho jati is k liay ap ko bot zyada mehnat ki zarort hoti hy jasa k dakha jaiy to dunya m jitny kam han jitny business han koi b mehnat kiay bagar kr lia jaiy to us ka koi profit ni hota ap ka sara kam tba ho jata hy business khtam ho jata hy ap ko koi profit ni milta forex m b successful hony k liay zrori hy k ap hardworking hon hr kam m knowledge experience study learning or trading hr kam mehnat k sath karan to ap kbi b loss ni kr skty loss ki main wja mehnat k bagar trading krna hy or forex ko join kr k seriously kam na krna hy
          • #20 Collapse

            Re: Loss kis waja see hota hai ?

            kesi bhi karobar main kaamyab hony ki bhi kuch wajohat hoti hain or usi kaam main nakam hony ki bhi kuch wajohat hoti hain agr kesi kaam ky karny main kaamyab ho jaen gy to hamin us sy naffah hasel ho ga or agrusi karobar main usi kam ky karny main nakam ho jaen gy to hamin naffy ki bjae loss ho ga to forex bhi chonkeh ayk besnus hy is main bhi kaamyab hony ki chund wajohat hain jen main sy ayk wajjah yeh hy keh forex main kaam karty waqt jub hum lalach main paeh jaty hain keh ji main is kaam sy is karobar sy kesi na kesi taiqy sy zeyada naffah uthao to is lalach main a kar woh loss ka shikar ho jaty hain ya pher forex ky bary main maelomat ka na rakhna keh ub forex markit kes truf move kar rahi hy yeh sub kuch jany baghair trade kar dina tub bhi nuqsan ky chans hoty hain
            • #21 Collapse

              Re: Loss kis waja see hota hai ?

              Forex trading mai traders kay loss ki mukhtalif wajuhaat hoti hain jinn mai say aik main wajah traders ka sahi waqt pay sahi faisla na kerna hai. Aksar traders jab koi movement daikhtay hain tou unhain yeh he pata nahi chalta hai kay yeh movement upward hai ya downward hai. Movement bullish ya bearish hai, movement reversal hai ya trend Bana rahi hai. Iss wajah say traders faisla kernay mai dair ker daitay hain aur end result loss hota hai. Traders kay loss ki sub say common wajah he market ki sahi monitoring aur trading charts kay barey mai ziada knowledge ka na hona hai. Forex trading mai iss baat ko Agar achi learning aur practice say cover ker Lia jaey tou loss ko bhi bohat hadd takk cover kia jaa sakta hai.
              • #22 Collapse

                Re: Loss kis waja see hota hai ?

                Assalamu Alaikum Dosto kaise hain aap sab ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge.
                ji han doston aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai ji han doston trading Mein loss hone Ki Sabse Badi vajah yah hai ke doston Ham overconfident Ho Jaate Hain aur jab Ham overconfident Ho Jaate Hain To Ham lalach Mein a Jaate Hain knowledge Mein Aaya Karo over trading karna Shuru kar dete Hain doston Jyada fayda bi loss ka.bais banta hai hmara kam knowledge bhi humary loss ki waja ho sakta hai Kyunki Agar hamare pass knowledge Nahin Hoga To Ham is platform per Kabhi Kamyab Nahin ho sakte na Achcha profit Hasil kar sakte hona hai bonus kar sakte hain doston Hamen Jyada profit Hasil karne se bhi loss Ka Shikar Ho Jaate Hain q ke Jyada trading kerny se hum laalch mein Aa.jaty hein or lalach Mein Aakar overtrading karna Shuru kar dete Hain Jo ki Hamare Liye nuksan ka bais banta hai aur Hamen loss ho sakta hai.THANKX
                • #23 Collapse

                  Re: Loss kis waja see hota hai ?

                  Assalamu Alaikum dear friend loss ke reason bahut jyada hai agar traders Apne loss hone ka reason Khud Hi find Karenge to unko is baat ka Bahubali knowledge ho jaega ki training Mein Har dafa Uske Dost ka reason kya hai main samajhta hun Kalo ke main reason market attitude understand nahin kar paate Sang traders market Trend ke against isliye trade open kar lete hain ke ho sakta hai market U Turn Le Le magar main samajhta Hun Ki yah bilkul bhi galat Soch Hai discipline ke sath trading Karni chahie Ghar per bhi loss Ho Jaaye to meri trading Mein improvement ki koshish Karni chahie loss Agar aata hai to usmein experience ki Kami hoti hai koi bhi work ho ja jo sabse pahle uski trading Lena bahut jaruri hai aur Forex ki trading Hamen Demat account banaa Le sakti hai Iske bad Agar Ham work start karen To Hamen Lo kam se kam ho gai hai To Nahin kah Sakte Nahin Hoga Kyunki market role change Hote Rehte Hain Hamen Kuchh Khabar Nahin Hoti to loss ho jata hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss kis waja see hota hai ?

                    g bhai jan pahly ma forex ka bary ma btao ga akhr ya ha kya ya aik bohat bara or or lajawb business ha jo online mayasr hota ha saturdy or sunday ka elawa ham har wakt es ma kam kar sakta ha wo kam din ma hu ya rat ma is bat ki koi teshion nai ha ya busines hi asa ha es ma hamy sab sa zyada mehnat ki zarorat hoti ha agr ham mehnat karta han to es sa hamy kamyabi or bohat faida hota ha koi bi kam karna ka liya mehnat ki zarort ha or ham es kam ma agr apna aik acha expirence bna lan to lose nai hu sakta zyada tar hamy lose os wakt hota ha jab ham es markit ma new hota han or hamra pasa zyada information nai hoti or na hi knowledge bi nai or na hi expirence es markit ma kamyab wahi ha jis ka pas ya sab khuch ha agr ya nai ha to hamy losse sa bachna ka liya learnig or demo account pa zyada kam karna hu ga jis sa ham lose sa bach sakta han
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss kis waja see hota hai ?

                      Assalamu Alaikum Pyare dost loos Ki Sabse Badi vajah Yahi banti hai ki aapke pass mere Khyal se Agar experience Na Ho Aur dusri Badi vajah yah banti hai ki experience hone ke bavjud Agar aapko loss ho raha ho to uski vajah yah hai ki aap lalach karte hain Kyunki yah to Badi reason Hai Jiski vajah se account mein aapko loss hota hai agar aap ine donon ko control kar le to aap acchi earning kar sakte hain to isliye Sabar ke sath ine donon chijon per control Karen to aap Kamyab aur acchi admin kar sakte hain Kyunki lalach bahut badi aur Buri Bala Hai Jiski vajah se Ham Apne account ko khatm kar lete hain to isliye lalach Se Kabhi Bhi train Nahin Karni chahie confidence ke sath aur vistar trading Karni chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss kis waja see hota hai ?

                        g bhai waisay tu buhat si wajohaat hai losses honay kai forex trading main lakin main un main say khuch important wajohat ka ap ko batana chahon ga aur wo yeh hai kai jab bhi hum market main entry laitay hain tu proper analysis agar na karain different timelines chart per tu hum sahi support aur resitance ko find out nai kar patay jis ki waja say humay losses hotay hain is kai ilawa thora loss karwana behtar hai us say kai kai ap apni saari equity aik hi trade main ganwa dayn aur apnay mazeed profit kamanay kai chances ko kam kardain tu agr hum stop loss ka option use nai karain gay tu hum marekt main taiz volatility ki waja say aik hi trade main apni saari equity ko loss karwa bhaithtatay hain jis ki waja say bumay dobara chance hi nai milta kai apna loss ko cover kar sakain. Aik aur waja hai loss karwanay kai aur wo hai humari apni lalach because agar hum lalach na karain is market main tu kabhi bhi loss na karwayn ya agar karwayn bhi tu humara loss kam ho aur profit ki ratio zaida ho. Aisa tab hota hai jab hum proper target lai kar makret main enter nai hotay jis ki waja say agar humay kisi trade main profit ho bhi raha ho tu humay samajh nai ati kai hum nay trade close kahan karni hai jis ki waja say zaida profit kai lalach main market achanak say reversal mar daiti hai aur panic ho kar hum trade ko loss main cut kar daitay hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Loss ki bari waja traders ki bari waja woh kudh hoty hain. Jab trader apni mistake ko repeat karty hain tu phir woh apni mistake ki waja sy loss karty hain. Loss ko kam sy kam bus aik waja sy kiya ja sakta hai kay trader ko pata ho kay wo jo strategy use kar raha hai woh kaisi hai. Us pay kam kary or time to time apni trading ka review lay kay achi earning kar sakty hain.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X