Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?
    Bank main agar agar paisa rakha jaay to us main aur forex main invest kiya jay us main kitna fark hay aur dono ma behtar kon sa ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
    Bank main agar agar paisa rakha jaay to us main aur forex main invest kiya jay us main kitna fark hay aur dono ma behtar kon sa ha?

    Salam Bhai Mary khayal ma AP NY bhot hi acha question poucha ha ky bank ma passy rkna bhter ha ya phir forex trading ma investment krna
    Mary Khayal ma ager to AP ko trading ka elm ha to phir AP trading kr ky acha profit bna skty ha to phir AP ko Chaya ky AP trading kr love or acha profit ban lo or ager trading ka AP ko pta nhi ha to phir AP is ma passy invest na kro bilky phly AP trading ky mutlk elm hasil kr lo phir isa Invest kr Lana ya bi thek ha AP ky leya
    Removed by Moderator.
    • #3 Collapse

      dear Bank me money rakna safe to reh sakta hay magar money ko increase karny key ley zarori hay key ham es ko forex business me invest kar den, Forex business me investment karny se investors ki daily aur monthly profit limit kesi be Bank profit se bahot zeyda ho sakti hay
      Bank me limited profit hi app ko mil sakta hay jab key Forex trading business me app ko ye advantage hota hay key app apni marzi se unlimited profit earn kar sakty ho, es business key loss ko business ka part samjna chaye, Forex business me investment be bank ki tarha safe rehti hay agar app trading nahi be karty to ye long time key ley app key account me safe rehti hay.
      • #4 Collapse

        bhai app ka swall boht acha hy bank ma paisa rakha jaye ya ky trade ma invest kiya jaye bhai behter to invest karna banta hy likin us wakt jab app ko yakeen hoo ky app ka profit margine ziyada hy app ky loss sy and jab app ky pass itna experience bhi aitna ho ky app apni investment ko save rakhny ky saath saath acha profit bhi banany ki ahleeyat rakhty hoon tab to app ye risk laien kionky bank ma rakhi amount same rahti hy and trade sy app us ko barha sakty hy likin ager app ky paas experience na ho and aitny skills na hoon to phir ap real investment na karien
        • #5 Collapse

          dear members ma to apni hisab sy yeh kahon ga ky jis chez ma apko experience hai whi kam kren agr apko banking ma zeyada knowledge hai dilchaspi hai to ap banking kren wahan investment kren aor agr apko trafing ma knowledge hai apko interesting lagti hai trading aor ap experience bhi hasil kr chuky hain to apko investment yahan krni chye arket ma trading bht easy bhi nhi hai mushkil hai lkn complicated nhi hai smjh aa jati hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
            Bank main agar agar paisa rakha jaay to us main aur forex main invest kiya jay us main kitna fark hay aur dono ma behtar kon sa ha?

            Bhai AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager to him log mhnat kre or achi planning kre to phir investment krna thek ha laken ager him log mhnat nhi KR skty ha to phir is ky leya him logo ko zayada profit nhi hota or him log loss ma chly jaty ha to is sy bhter ha ky him log bank ma save KR ky rakha
            • #7 Collapse

              Agarwal trading main Western Ghat and to trading Mein investment aapki 1 and 2 days and 1 week main ya maximum after 1 month baby double ho sakti hai isliye agar aap Bank Mein investment karte hain toh aap ki engagement 10 year ke baad hoti hai isliye dekhna hota hai ki aap kahan se zyada benefit isliye aap kaise ho aur kisi sabse yahan par kaam kar ke Adnan kar sakte hain
              • #8 Collapse

                assalamualaikum bhai agr ham bank main pesy rkhty hain or us ka jo profit ay ga wo sod ky zimry main jay ga jab ky forex main esa nai hy halal hy or profit bhai acha hy
                • #9 Collapse

                  my dear sir apne bohat hi acha sawal kiya hai bank me bia[apki pyment seve ha or agr ap forex trading krna chahty hai or apk pas axha exprince bi ha to ap forex trading me investment kr sakty hain or us se ap acha profit bi kr sakty hain or haan long time trading krny k liy apko lalach ni krna bilkul kiyu lalach me apko loss hi hai to apko sirf or sirf trading us waqt krna chahye jab apko market ki samjh a jai to apko loss ni ho ga
                  ALWAYS BE HAPPY
                  • #10 Collapse

                    Paisa bank ma ho ya invest kiya jaye, dono soorat mein profit day sakta ha. Bank mein rakhnay ki soorat mein ye hay kay profit kam hoga lekin wahan loss ka khatra nahi ha. Jab paisa invest kiya jata ha to phir us mein profit margin bohot barh jata ha, jesa kay forex mein invest karnay se huge profit earn karnay ka moqa mil jata ha, lekin forex mein loss ka bhi risk hota ha.
                    Ab sawal ye hay kay paisa forex mein lagaya jaye ya bank mein rakha jaye? Is ka simple answer ye hay kay agar forex ka tajarba ya taleem nahi ha to paisa bank mein rakhna behtar ha. Agar forex ka ilam hay to phir forex aik behtareen option ha because ia mein profit ka chance barh jata ha.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

                      GDP Kisi bhi country mein bahut jyada important hota hai aur Aise Kisi country ki production Kannada Lagaya Jata Hai GDP Gross Domestic Product ko kehte hain aur Jis Ke country ki Jid pe jyada ho Wahan ke Karamchari economy class a coffee better hoti hai aur vah countries Takia sanwal ignesh Kumar Hoti Hai jisse country ki De GDP water Hoti Hai vah country acchi hoti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

                        Trading me invest karna zeyada best hai q k agar ap bank me rakhy gy to us sy ap ko faida nahi ho ga wo bus bank me hi para rahy ga or agar ap us ko trading me invest karo gy to ap us sy profit bana sakty ho yani us pesy sy earn kar sakty ho is liye bank sy acha trading me invest hai.
                        Lekin trading me b tab hi invest karna chahiye jab ap ko trading ati ho trading ki smajh ho agar ap ko traidng nahi ati to ap ko loss ho jaye ga yani ap pehly sy b jao gy agar ap ko trading nahi ati to ap ko invest nahi karna chahiye bal k bank me rehny dena chahaiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

                          Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main pasey invest karny ya bank account main rakhen to dear sab sy pehly to ap ko pata hona chae ha k ap ko trading ktni ati ha ktna knowledge or experience ha jis k mutabiq ap trading kar k earning karny gy agr ap ko trading Ni aati ha to ap trading main bilkal bi pasey invest na karny jab tak ap forex trading seek ni laty han jab tak ap k pass knowledge or experience hasil ni ho jata ha us k bad ap investment karny ta k forex trading main successful hon easily agr ap forex trading seekty ni Han to phr bank main rakh lan wahan pasey ziada ni hon gy par safe hon gy
                          • #14 Collapse

                            Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

                            bhai jan yah apki apni mazri hti hai aghr ap banks main apna paisa rakhty hain tu bhi apko profit de skta hai or aghr ap forex main invets krna chhaty hain tu bhi apko profit mil skta hai laken mera khyal hai k ap ko forxe main bonus account ki saholat mil jati hai jis main ap aghr bonus k sath trading karen tu apko profit mil jta hai apko self invest krna he nahi parhti hai tu hmain method wohi use krna chahye jis main ap paisy k bgair he profit eran kar skty hain tu ap kar len ta k apko mazeed eraning mily or apko kisi or trha ka loss bhi na ho jub k bank main invest krny se apko loss ka khtra nahi hota hai or forex main apko profit bhi hota hai or loss bhi sath he hota hai tu choice yours ap jis main acha kam kar skty hain wo hi ap kar skty hain q k koi bhi kam hum apny expiernce ki base par he kar skty hain jis main hmari grip achi hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kia bank main paisa rakhna behtar ya ya trading main investment achi hay?

                              Ji ap nay bohat hi acha question kia hay pehlay log apni amount ko mehfoz rakhnay kay liay ziada tar bank ka choice kartay aor apnay paisay bank main jama rakhtay is say paisa to mehfoz ho jata magar paisa barta nahi tha bank ka ab bhi yehi system hay k is main money deposit karwanay say safe to reh jati hay magar is main kisi qisam ka azafa nahi hota oper say bank charges alag say pay karnay hotay hain jin say hamary paisay aor bhi kam ho jatay hain lakin agar ham apnay paisay ko kisi business ya Forex trading main invest karan to woh profit ki soorat main barh jatay hain jis say hamari asal investment bhi mehfoz reh jati hay aor oper say profit hamaray liay achi earning ho jati hay agar ham chahtay hain k ham apni asal raqam ko dugna kar lain to us kay liay haman bank main deposit karwanay ki bajay un ko Forex trading main invest kar dena chahiay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X