Financial crisis (Maaliyaati Bohraan) kya ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Financial crisis (Maaliyaati Bohraan) kya ha?
    Financial crisis ya maaliyaati bohraan kia ha aur es sy kesy nibta jaata ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mali aor maishati buhran ki wajuhat!
    Dear members financial crisis ki derjazel wajoohat ho skti hain jin ma
    1. Political Uncertainty
    2.Economic instability etc ho
    3. Terrorism
    4. Weak international relations
    5. Weak government
    Etc yeh chezen mulki maeshat ko burhan ki taruf ly jati hain keun ky apky mulk ma international ivestor trust feel nhi krty companies trade nhi krten close ho jati hain mulk ky sath kisi kisam ka taean khtm kr dia jata hai aor stock exchange crash kr jati hai
    • #3 Collapse

      Re: Financial crisis (Maaliyaati Bohraan) kya ha?

      Yeh Baat aap ki bilkul theek hai kidhar ko chahiye kya ek time Mein Ek Hi trade Karen aur Jyada Tej Jo Ek time mein open na Karen Kyunki Agar take time mein jyada child's open Karenge to loss ke chances bahut jyada increase ho jayenge isliye ek time Mein Ek Hi trade open Karen
      • #4 Collapse

        Re: Financial crisis (Maaliyaati Bohraan) kya ha?

        Malyati bohran ya financial crisis ki bat ki jaye to is main baoht say factor jab akathay ho jatay hain to yeah sortehal peda ho jata hay jis say mehgnai aur afratezar main izafa hona shoro ho jata hay. is ki sab say bari waja sayasi satah per peda honay wali uncertain condition hoti hay. que kay poray country ko political party chala rahi hoti hain. is liye yeah aik boht abra issue ho sakta hay. is kay ilawa economical instability aur terrorism bhi ahm rule ada kertay hain. jab political condition sahi nahi ho gi to government week ho gi jis say weak international relation hon gay aur maalyati bohran peda ho ga.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Financial crisis (Maaliyaati Bohraan) kya ha?

          Aapne bilkul theek baat ki hai agar Hum Log is Baat Ko Pallu Karke trading Karenge to Fir Hum logo ko forex market Mein Kafi accha profit mil sakta hai isliye Hum logo ko is Baat Ko follow Kar Ke hi trading Karni chahi Jiska Hum logo ko bahut hi jyada fayda ho sakta hai

          اب آن لائن

          Working...
          X