hum zada profit apnay knowledge ki waja se banate hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum zada profit apnay knowledge ki waja se banate hain
    salam dosto,
    hum zada profit apnay knowledge ki waja se banate hain

    han je dekhen jitna zada humare pas knowledge hoga forex trading kr or hum phir es knowledge ki madad se hum demo practice krte hain to wo he humara expirience banjata hai or us k bad jab hum en sub cheezo ka nishoor apne real account par azmate hain to hum us se phir 1 achi earning krne lag jate hain or acha profit hume milta hai to esi lia dosto aj he forex trading ko ap sub serius lain esko proper sekhen time dain mehnat karen to phir wo din door ni hai jab apko kise or kaam krne ki zarorrat ni paregi apki earning etni achi ho rhe hoge forex trading se shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Zyada tar wohi trades profit main jati hain jin ko best analysis ker ky ham open kerty hain jin main both technical aur fundamental analysis shamil hain aur aesy analysis kerny ky liay bhi maximum forex trading knowledge hona chahiay tab ap is qabil ho sakty hain ky forex market ko achi terha read ker sakain
    • #3 Collapse

      forex trading main 3 aisy factors hn jin ke baghair hum forex trading main kamyab ni ho sakty in main experience knowledge and skills hn ,yahan ap ne knowledge ka zikar kia ke is ke baghair ap forex main kamyab ni ho sakty to ye bat ap ki thk hy ,forex trading ke bary main ap ke pass jitna knowledge ho ga utny ziada earning ho ge ,forex ke bary main jahan se ap ko knowledge milta ho ap ko hasil kerna chay
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        forex market ka knowledge traders key ley bahot ehmeyat rakta hay traders ko agar profit hota be hay to wo us key knowledge aur good experience key sath good trading strategies ki waja se hi ho sakta hay, traders ko apna knowledge esy time me use karna chaye jab market slow motion me move kar rahi hoti hay, esy time me market ko samjna aur trend line ka andza knowledge aur expernice se hi lagaya ja sakta hay.
        • #5 Collapse

          trading ma hm zyda profit apni information k mutabik bnaty hy jo hm ny learn kia hota hy or jitna zyda hm ny learn kia ho ga utna zyda Hmry ps knowledge ho ga or otna he zyda hm apny knowledge k boniad pr hm profit hasal kr Sky gy
          • #6 Collapse

            Bilkul janab humein forex trading mein jitna ho saky knowledge hasil karni chahiye kiyon k forex trading ka base forex trading ki knowledge par mubni hy aur forex trading ek esa business hy k jo isy karta hy wo ya to isy chorta nahin hy ya forex trading usy chorny ni deti aur agar kisi ko forex ki knowledge unlimited ho jaye to phir usy kam karnay ki zarorat hi ni parti bas forex ki practice karta rahy aur forex trading mein kamiyabi pata jaye bas to profit unlimited hoga aur achi income bhi ban jati hy ap ki thread bilkul thek hy aur ye bat to zahir hy k jo jitna work kary ga utna faida paye ga
            :1f63b:​BE HAPPY
            • #7 Collapse

              dear friend g han mein ap ki bat sy bilkul agree krta hon Q k forex aik online business ha jis sy hum asani sy paisy earn kr skty hein , forex mein hamein asani sy paisy earn krny k leye knowledge ki bhut ziada zarorat hoti ha Q k jitna hamein knowledge ho ga utna ziada hamein forex k bary mein experience ho ga aur hum asani sy paisy earn kr skty hein .
              • #8 Collapse

                hna g ap ny thek kaha hy is mn hum apna jitna bhe agar wo zaida os mn rakhey gy tu ap ko is mn itna he faida ho ga yahne knowledge kaun k forex ak aisa business hy jis mn agar hum knowledge rakhey gy tu hum is mn kamyab tareen hny kaun k is kaam mn knowledge lazmi hy ...
                • #9 Collapse

                  Dear aap ki baatain bilkul theek hain humaray pas forex ka jitna zayada knowledge ho ga hum utna hi zayada iss ka experience gain kar saktay hain aur uss kay sath sath humari income bhi zayada ho gi aur knowledge kisi bhi kaam ka jitna zayada ho ga aap uss ko utna zayada hi aasan samjhain gay
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ma apka sath 100% agree karta hu ager hum ko profit lane ha to per hum ko knowledge lana ho ga ager hamara pass knowledge ho ga to per hum ko achi profit hoge es leya hum ko first of all knowledge lana hoga us ka baad hum ko trade karna hoga taaka hum ko achi profit ho saka so knowledge is more important for success..............
                    • #11 Collapse

                      yes dear mn ap ki bat s agree kerta hun ku kih ager hamarey pas kisi bhi kam k liye experience ni hoga to hum kisi bhi kaam mn success ni ho saktey hen is liye is liye hum jo bhi profit hasil kertey hen wo sirf or sirf apney knowledge or experience ki bna per hi hum apna profit hasil ker saktey hen is liye humen chahiye kih hum achi tarha demo per practice ker k apney knowledge or experience mn izafa karen or apney profit ko acha bnaen....
                      • #12 Collapse

                        forex par jitna time do gai jo jo waqat guzaray ga aap ki forex achi hoty jay gi best tab jab aap new new sikho forex ko forex main changing karte jao jo galtian ho usay khatam karte jao apny koshash jari rakho phir aap jitny aap main himat howi 1 ya 2 year main professional trader ban jao gai
                        • #13 Collapse

                          Of course friends, forex trading ka profit hamaray knowledge pa depend karta hay...hamara knowledge jetna zayada hoga hamaray loss k chances kam hotay jain gay and profit k chances increase hotay jain gay...so agar ap foex say apni life change karna chahtay hain to zayada say zayada learning karain.
                          • #14 Collapse

                            g han bahi jan ap ny thek kaha hy agr humy ismy knowledge na ho to hum ismy kamyab nahe ho saqkty.hr kam k liay us ka mutilk knowledge zururi hota hy.is liay humary pass jitna zayda knowledge ho ga hum ismy utna he zayda profit earn kr sakty hn.or sath my experience b use krna pary ga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              o dear bilkul thak kaha h aisa hi ap forx m ilm k bagair kamyab hune ka tasawwar hi nhi kr skte kio k is ilm ki sab se zeyada zarorat hoti h jis se trde kamyab hu jati ha aur soch samajh kr hi trade krni chahiye.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X