shortcuts leena choor dain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    shortcuts leena choor dain
    salam to all pakistan forex forum users,

    mene ye dekha hai k forex trading me log a kr bus shortcuts dhundna shuru hojate hain jo humare lia subse danger baat hai or hum kia krte hain
    hum signals lene lag jate hain
    hum traders ki trades ko copy krna shuru hojate hain
    hum account manage krne k lia dedete hain

    dekhen me apko ye baat clear batadun k humare account ka loss ka dukh hume he hoga kise or trader ko ni hoskta hai dosto es lia hume chahe k hum apnay account par kise bhi kisam ka shortcut apply na karen khud he sekhen or trading karen chahe loss ho ya profit yahe best hai humare lia and please shortcuts dhundna chor dain mehnat karen q k kamebi ka rasta lamba hota hai koi shortcut ni hota hai.

    ap sub kia kehte hain es baray me please reply kr batain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main short cuts tou just apny account balance ko zaya kerny ky mutaradif hota hai ky agar apny apna balance zaya kerna hai tou ap short cuts lagana start ker dain apka pura balance bahot jald khatam ho jaey ga apko jo bhi trade open kerni hai soch samajh ker kerni hai ky loss ka risk kam sy kam ho aur profit ky chances zyada hony chahiaen
    • #3 Collapse

      dear forum members short cut method hamesha arzi hota hy permanant ni hota ,isi tara khush dost forex trading main bh earning ke liy short cut use kerty hn lkn ye method thody din hi chalta hy,ager ap ne forex trading ko permanent buisness banana hy to phir short cut use na kren bulkey aik proper way se work kren chay kitna hi time lug jai
      Signature removed by moderator
      • #4 Collapse

        Dosto bht sy log Forex trading ma shortcut lyty hy jis sy wo ye smjhy hy k hm shortcut ly kr zyda profit hasal kr ly gy lkin aisa ni hota hy jo trader Forex trading ma shortcut lyty hy wo kamyabi hasal ni krty es Forex trading ma shortcut sy bachy
        • #5 Collapse

          forex mein koshash karen k ap long term trading ko apnae apny profit ki ratio kam rakhen.short cut mein loss k chance zyada hen.agar ake bar account wash ho jy to dobara ballance any tak wait karny se time zaya hota hy.behtar hy margan kam rakhen aur continue trading karen
          • #6 Collapse

            app ki baat say main agree kerti hoon humean forex man short cut say bachna ho ga pher he hum forex ki learning pay tawja dain gay dosara hueman others ko follow kerna chorain gay to pher he khud ki learn k oper khuch tawaaja day k hum forex say ache earning ker pain gay
            • #7 Collapse

              dear friend mein aop ki bat sy bilkul agree krta hon k hamein forex mein shortcut nahi lena chaheye Q k shortcut leny sy hamein loss ka samna hota ha .
              agar hum forex k new users hein to hamein chaheye k hum forex k bary mein ziada sy ziada knowledge hasik kr ky apna experience acha banayen jis sy hum forex sy paisy earn kr skty hein , aur forex ko life time business k toor par bhi istamal kr skty hein .
              • #8 Collapse

                hna g ap ny thek kaha hy is mn jo bhe shotcut mary ga yahne is ko jis taarh knowledge ko samjhney ka haq hota hy is ko moqamil tareqy sy samjhey is k bad is mn kam kary kaun k jo bhe agar is mn begair kisi expernice mn kam kary ga tu is ko loss ho ga lazmi ...
                • #9 Collapse

                  Ali bhai ap bay bri piyari bat ki ha me ap say agree kru ga jis ka account wash hota ha dukh usi ko hota ha agr apni kisi trade ki vja say account wash bhi ho jaye to itna dukh nai hota jitna kisi aur k kehnay pay trade lganay say agr account wash ho jaye to meray khayal main hmain short cut lenay ki bjaye trading ki learning pay dhiyan dena chaheay aur apno trading skills ko practice say improve krma chaheay. Jb tak hum apnay mind say short cut nai nikaalain gay hum skamyab trader nai ban skain gay
                  • #10 Collapse

                    Bhai agar aap forex mein shortcuts letay hain tiu yeh aap apnay sath ghalt kar rahay hotay hain kyun kay forex mein shortcut ka matlab hai aaposs ko khud se dawat dae rahay hotay hain forex mein kaam soch samajh kay karna parta hai na kay aap tuka lagain aur short cut banda tab lagata hai jab ussay kuch samajh na aa raha ho
                    • #11 Collapse

                      bohat acha sawal ha ager hum forex ma shortcut lata ha to per hum ko achi profit nhi ho sakte ha laken ager hum achi tara of legal kaam karta ha to per hum ko praticies ka sath sath experience be ho ga or hum ko achi earning be ho ge es leya short cut is so bed in forex .......
                      • #12 Collapse

                        Bhai aap ki baatain bilkul theek hain aur forex mein shortcut marnay ka maqsaad hai khud ko loss ki taraf lae jana aur forex mein shortcuts lena rules kay against hai iss se aap koi ghalti kar saktay hain jis se aap ka account bann ho sakta hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          g dear mn ap ki bt sy agree krta hm ye baat clear batadun k humare account ka loss ka dukh hume he hoga kise or trader ko ni hoskta hai dosto es lia hume chahe k hum apnay account par kise bhi kisam ka shortcut apply na karen khud he sekhen ..............

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X