Improvement of your mistakes, big step towards your success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Improvement of your mistakes, big step towards your success
    Dear friends sab se zaroori hota ha k ap apni trading ko judge kro ap check kro k ap se mistakes kahan ho rahi hain jab ap iss method se apni mistakes ko improve kertay ho ap ki trading mei behteri aati jay gi step by step ap apni mistakes ko find out zaroor keren ye aik sab se best way success ki jaanib janay ka isliye ap daily apni mistakes check karen ap ki trading performance achi hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Right bro aap ne baja kaha hai aapki baat bilkul correct hai aapko chahiye k aap apni mistakes ko important len aur in oe bar bar practice kren ta k aap successful ho saken agar aap apni mistakes ko ignor kr den ge to next time aap phir se wohi mistakes kren ge aur aapko phir se loss ho jay ga isliye aap apni mistakes ko important len aur iss pe practice kren ta k aap apni trading se apni mistakes ko avoid kr k khud ko better bna saken
    • #3 Collapse

      yes dear ye to ap ne bahot hi baat ki hai agar hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko sab se phly ye pata hona chaye k hum ne phly kon si ghaltian ki hai jis ki waja se hum ko loss hoa hai aor hum ko chaye k hum wo apni sari ghaltian sahe kary ta k hum ko loss dobara na ho kun k kai dafa hum ais market mai kaam karty hai aor wohi ghalti repeat karty hai.
      • #4 Collapse

        ​G han dost jub ap apny mistakes per ghour kren ge aur phir in mistakes ko dor kren ge to phir ap ki trading skills improve hon ge aur ap aik ashy trader ban jain ge, lkn ager ap aik mistake ko bar bar kren ge to phir ap kabhi bh kamyab ni hon ge bulkey loss hi khaty rahin ge aur aik din aisa ay ga ke ap forex ko shod dain ge
        • #5 Collapse

          Dear friends bohat sey asay log hotey hain jinko trading mei loss horha hota ha wo jaantey b hain k onko lazman mistakes se loss horha ha wo onko improve kernay ki bajaiy trading ko jaari rakhtey hain aor wohi mistakes repeat pe repeat pe lagay hotay hain ap new traders jo arahay ho asay mat kro ap ko jab lagay k loss horha profit kam hota bar bar ap samjh jaen k ap se kahin na kahin mistakes horhi hain jiski wajah se ap ko loss face kerna parr raha ha then ap unn mistakes mei improvement lain ap success ki taraf move ker jaen gay
          :p Yes You Can Do :p
          Honesty + Sincerity = Prosperity
          • #6 Collapse

            Agr apni galtio ko man kr un ko dobara nai kiya jaye to phr ham bhot zeada agy bhi ja sgty hy bhot zeada ham phr losss sy bhi bach sgty hy our ham bhot zeada profit bhi hasil kr sgty hy bhot sary faidy hoty hy jo ham kr k bhot zeada kamyab ho sgty hy is my koi shak nai hy
            • #7 Collapse

              G han ap ki bat bilkul theek hay ismain koi shak nai k humay trading main apni kistakes ko zaror follow karna cahiay isi trha hunay apne mistakes k bare main pta chalta hay aur hum apni mistakes ko isi trha dor kar sakte hay ye hunare liay boht zarori hay k hum apni mistakes dor kare tabhi hum aik success full trader ban pay gay kamiab trader apni mistakes se hi sikhte hay
              • #8 Collapse

                ye to ap ne bahot hi baat ki hai agar hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum ko sab se phly ye pata hona chaye k hum ne phly kon si ghaltian ki hai jis ki waja se hum ko loss hota ha agar aap apni mistakes ko ignor kr den ge to next time aap phir se wohi mistakes kren ge aur aapko phir se loss ho jay ga isliye aap apni mistakes ko important len aur iss pe practice kren
                • #9 Collapse

                  G hanap nebilkul theek kahaaur maina.ki bat se bilkul agree karti hunk forex trading main agar humse kahai koi mistake ho rai hay tou humay apni mistake ko zarorfollow karna cahiay aur ye zaror dekhna cahiay k hum se kon si mistake kidar ho rai hay take hum apni mistake ko follow kar k dor kar sake yehi aik ache aur kamiab trader ki nishani hay aur isi main humari success hay k hum apni mistakes se sikhte hay aur apni mistakes ko for karte hay
                  • #10 Collapse

                    apni galtio ko man kr un ko dobara nai kiya jaye to phr ham bhot zeada agy bhi ja sgty hy bhot zeada ham phr losss sy bhi bach sgty hy our ham bhot zeada profit bhi hasil kr saktay hain agar aap apni mistakes ko ignor kr den ge to next time aap phir se wohi mistakes kren ge aur aapko phir se loss ho jay ga isliye aap apni mistakes ko important len aur iss pe practice kren
                    • #11 Collapse

                      Ji haan aap for studying main Jyada Se Jyada bolna Sahil kar sakte hain aur apni mistakes ko improve bhi kar sakte hai agar aap chahte hain kya aap ki mistakes ki improvement Ho Jaye to aap ke liye both achi baat hai Kyunki is se aap bahut jyada profit bhi Aasan kar sakte hain aur apne mistakes ko improve kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko profit lane ha to per hum ko apni mistake ko correct karni hoge per hum ko experience be hoga or sath sath ma hum ko achi profit be ho ge esleya ager hum apni mistake ko correct karta ha to per hum ko achi profit hoge i think it is better for us if we correct our mistake............
                        • #13 Collapse

                          Dosto trading ma jha ap ko profit hota hy to wha ap ko loss b hota hy ye loss ya profit ap ko kisi b wakt ho skta hy es ly jb b kbi kisi galti sy ap ko loss ho jy to ap apni is mistake ko improve krna chy es ap bry kamyab ho skty hy or ye big step by ap ki kamyabi ki trf
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            ap ne yeh bohat achi baat kahai hai insan ko apni mistakes se sikna chaiye aur gor krna chaiye k wo kaha galti kr raha hai jis ne apni galti per gor kr lia wo zindagi mein kamiyab hai aur galti kr k phir galtti jo krta hai wo bewakoof insan hai apni galti se sikna chaye phir kamiyabi hasil hoti hai life mein.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X