Jaiza: Forex me 1000$ amount se 100,000$ ki currency kesy purchase ki jati hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex me 1000$ amount se 100,000$ ki currency kesy purchase ki jati hay
    Newbies key mind me ye sawal hota hay key forex market me 1000$ se 100,000$ ki currency kesy purchase ki ja sakti hay ya 100$ jesy little amount se 10,000$ ki currency kesy khareedi ja sakti hay, hamari ye problem broker hi solve karta hay broker ki taraf se leverage key milny ki waja se little amount par trading karna easy kar dia hay, 100$ amount se 10,000$ ki money lot khardi ja sakti hay jes me pip ki velum 1$ ki hoti hay agar ham 400 pips daily earn karen gey to hamy 400$ ka profit ho sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brokers ke taraf sy leverage ke sahoolat

    Jesa kay aap nay hmaary sath explain kia k kis tarha brokers hmaary ko loan ya jis ko leverage ke sahoolat ham kehty hain, wo dety hain. Asal main leverage ka istemaal jis tarha hamary liey faiday ka baais hay. Esi tarha ye hamary nuqsaan ka baais bhe ban sakta hay. Ye cheez bhe ham daikhin gy kay kis tarha leverage hamary liey kahatarnaak hai lekin us sy pehly ham thora leverage ke details daikhty hain.
    Har broker aap ko choice deta hai k aap apni leverage ko select karin aur us kay baad aap kaam start karin. Basically aap ka question kay mutabik kay 1000$ sy 100,000$ kis tarha purchase hoty hain to us account main 1:100 ke leverage use hoti hai. aur agar aapkay pass abi 4000$ hon to aap 4000$ sy 400,000 Khareed sakty hain. Aur 100,000$ k liey aapka 1000$ ka margin use hoga.
    Jesa kay pehly mabe zikar kiya kay leverage kay faidy hony k sath sath nuqsanaat bhe hain. Leverage ko 2 Dhaari Talwaar bhe kehty hain. Matlab jab aap kay hak main hoge to aapko faida aur aap kay mukhalif hui to aapko nuqsaan. Ham ny jitny zayda $ khareedy huy hoty hain us hisaab sy hamin profit hota hai. To banda lalach main aa kar zayda purchase karta hai. Lekin jab market mukhalif simt main jaati hay to us ka nuqsaan bhe usi tarha hota hai jis tarha faida. To leverage ka istemaal nehayat ehtiyaat aur professional tareeky sy karna cahey.
    • #3 Collapse

      Dear muje nhn pata es k bare mai jab ap es busienss mai seekh k aur smjh k kam karo gy tu no doubt ap ko boht he kam waqt mai kehte hain k acha profit ho skta hai lekin jab tak ap es ko seekho gy nhn ap ko faida nhn ho ga forex mai ap kam investment se zyda earning tabi karo gy jab ap es business ko araam aur sakoon se learn karo gy warna amuje nhn lagta k ap es businesss e acha kam kar k enjoy kar skte ho soo ap ko chaiye ap mehnat karo...
       
      • #4 Collapse

        dear har broker ap ko apni marzi ki sahooliyat faraham karta hai esi tarha ap ko instaforex b ap ko boht c abhii sahooliyat faraaham karta hai jab ap es business ko seekh k aur smjh k karo gy tu ap ko no doubt acha reward hasil ho skta hai lehaza ap ko tension free ho k kam karna hai ap behtar fadia ho skta hai soo ap ko mehant akrni ho gi lehaza ap mehnat akro aur apnii lif ekos e karo aur acha earn b kar lo aur mazeeed behtar eaenring ki tarf aap tabi jaa skti ahin soo ap ko mehant k sath he kam karna hog a soo ap acha kam akro...
         
        • #5 Collapse

          forex trading main jub hum invest karty hain tu hmara basic yahi hota hai k hum ny jitna invest kiya hai otna he hmain izafy main profit mil skay tu hmain chhyae k jub hum trading karty hain tu hmain market koa chi trha amlsye kar k trading karni chhyea jis main aghr hmary apss 100 dollras hain tu hmain 1,00,00 ko kis trha lot ko set kar k haisl karni hai es k liye hmain mahnt ki zarort hoti hai jub hmary pass capital zeyda hota hai tab hmary apss choice hoti hai k hum bari lot ks ath bhi trading kar skty hain jis main hum apni trading se acha orofit earn kar skty hain
          • #6 Collapse

            forex trading main jub hum trading karty hain tu hmara basic yahi hota hai k hum jitni invest kar rahy hain os se double main hmain wapas mily tu hmary liye yahi bhar hai k hum apni trading main apny expernce ko achi trah gain akren ta k hum bari amount main aghr trading karen tu hmain so main double profit bhi mil skay or hum apni trading ko achi trah mange kar k trading karen ab jub k itny bonus se jub hum trading karengy tu hmain es main acha profit gain karny k liye lot size ko achi trah se set karna hota hai ta k hmain loss na ho saky
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Newbies key mind me ye sawal hota hay key forex market me 1000$ se 100,000$ ki currency kesy purchase ki ja sakti hay ya 100$ jesy little amount se 10,000$ ki currency kesy khareedi ja sakti hay, hamari ye problem broker hi solve karta hay broker ki taraf se leverage key milny ki waja se little amount par trading karna easy kar dia hay, 100$ amount se 10,000$ ki money lot khardi ja sakti hay jes me pip ki velum 1$ ki hoti hay agar ham 400 pips daily earn karen gey to hamy 400$ ka profit ho sakta hay.
              My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him log mhnat krty ha to is ky leya him logo ko mhnat krna hoti ha is ky leya jtni zayada him log ko itna hi zayada profit hasil KR skty ha ha or exoexperie ka hona zarori ha jtna Aaj kal forum pr robot ka zikar bht hota hai bht say log robot k baray main poochtay hain in ki taraf logon ka rujhan bht barh gaya hai aur ziada logon ka sawal yeah hota hai k robot kitnain ka milta hai to meray bhai har robot ki apni aik price hoti hai jo robot softwere bananain walay ko di jaati hai aur aap jitna gurh daaolgay itni chaye meethi ho gi kahawat to aap nain suni ho gi robot ka bhi yeahi silsala hai aap jitna mehnga robot khareedo gay woh aap ko itna profit dayga mtkb aap jitna mehnga robot khareedo gay us main itni ziada programming indicator function feed hungay aur woh itna acha kaam experience itna zayada profit
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex me 1000$ amount se 100,000$ ki currency kesy purchase ki jati hay

                Jo traders Aisa Karte Hain ke pahle Apne seniour se trading college mein karte hain aur bandar ki main unhi sundas ke sath competition karne lag Jate Hain Aise junior traders Apne Saath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka hi Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge isliye Apne seniors all teachers ko respect den
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex me 1000$ amount se 100,000$ ki currency kesy purchase ki jati hay

                  Daikhy yah bat to ham jatny hai k forex se ham achi income haisl kar skty hai or forex main earning ki koi limit b nahe hai per is k lai lazmi hai k hamain forex per grip ho or ham forex k nature ko samjhty ho tab he ja kar ham atni earning kar skty hai warna yah ho ga agr ham atna bara target rakhin gy or hamain forex ki samjh pori nahe ho gy to ham ko bejain income k ham ko loss b ho sakta hai. yhana per ham ko yah pta hona chahy k ham forex se us time earning kar skty hai jab hamray pass acha skill ho or learning ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex me 1000$ amount se 100,000$ ki currency kesy purchase ki jati hay

                    Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main broker ki tarif sy humy leverage di jati ha asal main leverage he sy hum log 1000$ sy 100000 $ ki currency khared sakty han jtni ziada leverage hoti ha to hum utni he bari trade laga sakty han mains utny he ziada currency khared rehy hoty Han jtni leverage Kam ho ge hum utni he kam currency khared rehy hoty han main 1:100 karny gy to 1 dollar main 100 ki currency khared sakty han 1:1000 ho to 1 main 1000 ki currency khared rehy hoty han or jab ap ka account 1000 ka ho to AP 100000 ki currency khared rehy hoty han
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex me 1000$ amount se 100,000$ ki currency kesy purchase ki jati hay

                      Ap ny sahi kaha hai or new traders k liye ap ny achi information share ki hai . leverage bohat achi cheez hai kuch broker kam dety hai instaforex kafi leverage deta hai ap ko agar ap k pas balanc km hai to b ap leverage zeyada rakh kar achi trading kar sakty hai.
                      leverage ap ki bohat help b karti hai lekin is k nuqsan b hai ap ko agar is sy ap kam balance sy zeyada trading kr sakty ho to agar loss huwa to wo b ap ko zeyada loss ho ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex me 1000$ amount se 100,000$ ki currency kesy purchase ki jati hay

                        Dear friend forex market Mein Ab Jab aap apni Pehle Se Jyada currency kharidna Chahte Hain to uski reason yahi hai ki Forex trading hi aisi market hai jismein aap kam balance ke sath Bade. Per Ek chij Ko khareed sakte hain jaise ki koi bhi currency ho to usko kharidne ke liye leverage kam Aati Hai Jab aap ke liye chai Hogi to aap jitni Marzi about Badi ko khareed sakte hain jaise ki aap ek dollar se 100 dollar ki chij badi sakte hain aur pfaudler se hazar dollar ki chij ko khareed sakte hain to isliye jitni Jyada leverage Rakhenge utani hi badhiya Maut ko aap khareed sakte hain Bade lot size ke sath lekin Ye bahut jyada risky ho jata hai isliye aapko free trading karne ke liye apni leverage ko kam Rakhna chahie aur kam lot size use karna chahie Taki aapko Jyada nuksan Na Ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex me 1000$ amount se 100,000$ ki currency kesy purchase ki jati hay

                          Forex trading business mai account create kertay waqt traders kay paas itna knowledge nahi hota hai jiss ki wajah say unhain bohat si technical baato ka bhi pata nahi chalta aur yehi baat baad mai unn kay liye pareshani aur sawalaat ka baaes banti hai. Forex trading account kertay huay aik option ata hai jo leverage kay name say hota hai aur uss ka use he traders ko aik say hazaar dollar kay business ki sahoolat day daita hai. Jabb traders 30$ balance say 1675$ price waley gold mai trade open ker laitay hain tou yeh sirf leverage say he mumkin hota hai. Pak forex forum kay bonus say trading kay liye affiliate kiye gaey account ki leverage instaforex ki taraf say 1: 50 rakhi gai hai jiss ka Matlab hai kay trader 1 kay bad lay 50 dollar ki trade ker sakta hai.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X