trading krty waqat kin batao ka khayal rakhna chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading krty waqat kin batao ka khayal rakhna chaiye
    hello dosto mein yeh ap sb se puchna chati ho jb hum trading krty hai to kin kin batao ka khayal rakhna chaiye sb koi na koi baat ka khayal rakhta ho sb yaha share karay ta k hum ek dusaray se sikay kuch hum kon si mistake krty hai ta k hum b wo mistak na karay dubara. jo newhai wo b zarur share karay ta k agr ap galt howay to ap ko sb batanay walay ho gay yaha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    agr app ny Forex main achi trading karna hain tu phr app ko Forex main knowledge hona zarori hian, app jo bhi trad karta hian os time app nay market ki moment ka khas khyal rakhna ho ga phr he app Forex main ek acha say trading kar sakta hain, or sath sath main ap nay es bat ka bhi khyal rakhna ho ga k jo app ny trad lage hain wo app nay apna balance ko dakh karn lage hain ya app nay wasy he laga ge hain es bat ko bhi zahan main rakhn ho ga, app nay khas karn news ka buhat he khyal rakhna ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Dear Forex trading market ma aysi bout c batain hn jin ka khyl rakty huy hmain trading life ma kam krna hota ha sb sy pyli bat hmara knowledge acha hona chaiy us sy hmary analysis or experience kmal ka hona chaiy hmain trading krty huy bout hi fresh and cool mind hona chaiy money management aysi karni chaiy ye kuch asy points hn jo hmain aik acha trader bna skty hn

      اب آن لائن

      Working...
      X