Forex ma broker ka spread difference
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ma broker ka spread difference
    My dear friend mera aj ap sy aik swal ha k ma ny trading krty huy aik bat note ki ha k muktlif broker ka spread kafi different hota kuch ka bout zayda hota ha tu kuch ka bilkol hota hi ni ha jesy hm insta forex py kam krty hn tu is ka or spread ha dosry broker ki nisbat ye na srf spread difference broker ma ha balky kuch pair ka bi aps ma ha tu dear kia is ki koi khas wjha ha ye kis base py hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Spread asal main broker ka commission hay ya uskay charges hain jo kay us kay profit aur akhrajaat k ly wo istemaal karta hay. Har broker ka apna tareeka kaar hota hay spread ka. Kuch main spread nahi hota lekin commission hota ha. Lekin jis broker main spread na ho ya bht kam ho to us ko lazmi check karna chahey ka kahin wo dhoka na ho.
    • #3 Collapse

      Spread her broker different deta hai kuch brokers ka spread fix hota hai jesy insta forex ky sath fix spread hai aur kuch brokers main spread bhi vary kerta hai jesy xm hai ya exness broker main varying spread hota hai tou yeah broker ka apna commission hota hai jo kisi bhi broker apni marzi sy select ker sakta hai
      • #4 Collapse

        yes dosto ye to forex main different broker ka different spread hai liken ager diekha jeay to instaforex humean fix spread day raha hae jin ka humean boht faida hain koin k other brokers k spread fix nahe hain variable hain our news k time un k spread bharnay say trader ko kafi loss hota hai to humena un ko controll kerna chahy our instaforex k sath he trading kerni chhay
        • #5 Collapse

          Forex main different brokers work ker rahy han our un k spread insta say kum hain but variable hain our jo news traders hoty hain un k leay best nahe hain humean forex main just insta he free learning our earning kerwa raha hai our fix spread day raha hai jo bra zarror hai but customer k leay faida mand hai
          • #6 Collapse

            Ap ki baat darust ha spread hota ha broker sab ka aur sab brokers ka alag alag spread hota ha asal mei spread broker ki earning ha broker jo kamata ha wo per lot per pair spread se he earning leta ha kyun k ap jab b lot close kero gay to kabhi minu kabi pluss ussi mei e ap ka spread b charge keya jata ha isliye kuch brokers acha spread detay hain kuch bohat ziada detay hain magar insta forex ka spread sab sey best ha kyon k iska spread fix hota ha humey pata hota ha k kitna spread ha ossi hisaab se hum profit loss calculate ker letay hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              dear spread aysal mein her broker ka commision hai aur her broker ka commision rate farak hai is laiye ap ko yeh farak mesus howa hai sb k apnay apnay rules hoty hai k wo kitna commision rakhty hai.

              اب آن لائن

              Working...
              X