kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?
    jaisa kay humaray mulk mai ghurbat buhut zada hai, aksar log itna earn nahi kar sakte kay wo aik livelyhood earn kar saken tu agar hum unahi forex mai introduce karain tu kia poverty khatam hu sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han sir me ap se agree hu or me ye kehna chahata hu k forex aik aesa bussiness hai jaha hum itne paise kama sakte hain jitne hum soch bi ni sakte so if we want to make much money here so we have to good trading and do our best here to get much money..
     
    • #3 Collapse

      ji haan janab kia nahi forex aik aisa business jis ko join kar ke hum apni boht sari zaruriat puri kar sakte hain aur sath main hum is business ko join kar ke boht se ghurbat se bach sakte hain achi si trading kar ke hum apni boht si zaruriat puri akr sakte hain
      • #4 Collapse

        ji bhai ya tu bohat hi achi baat ho gi jesa k ham forex-pak par work kar rahy hain or forex sa apny liyea earning kar rahy hain agar isi trah ham aam people ko forex business k bary main bataingy tu wo bhi forex main join ho jaingy or is sa hamary country ko bohat faida ho ga or poverty bhi khatam ho jaygi.
        • #5 Collapse

          yes ofcource is sy hamari society kafi strong hosakati hy, agar hamari society k log is business ko seriously join karen or ismain learning experience k sath kaam karen to yaqeenan strong hosakte hain,
           
          • #6 Collapse

            G han forex ak asa business hy jis sey boht kum waqt main boht ziada earn kar sakty han es lie society main tabdili a sakti hy
            • #7 Collapse

              dear agr yahan per forex seekhnay k liay agr reguler school hun ya is tra ki acadmy ho jahan per reguler cource kerwaaey jaain to phir society ki poorty is business se door ho sekti ha .maximum logu ko is baaray me koi pta hi nahi
              • #8 Collapse

                g bhai forex sa apki society ki poverty khatam ho sakti hain.lekin ak banda hi kam karey to impossible hain sab mil kar kam karey to zaror ho sakti hain.ap is sa taraki bhi kar skaty ho...
                • #9 Collapse

                  Dear friend forex trading aik aisa online business hai jis mein kaam kerkay hum apni bohat si zarooriyat ko poora kersaktey hein aur dosron ki ghorbat bhi dor kersaktey hein.
                   
                  • #10 Collapse

                    brother main ye tu ni keh sakta ky forex trading say humai scocity say povety khatam ho jaye laikun agar huary student or nojawan part time main bi thora thora time forex trading ko den tu poverty kam zaror ho sakti ha
                    • #11 Collapse

                      Bilul traders jasay kay hamaray mulk main ba rozgarey ha or . logon ko koe saseta rozgar nhe milta or w dar b dar phertay hain to Forex tradin g asay main hamaerey madad kar sata ha . or hamaray mulk say ba rozgarey khtaam kr ay logon ko aik aha profitable kam or sasta kam jo her koe start kar sakay da sakta ha.
                      • #12 Collapse

                        g han bilkul forex ek bht hi profitable business hy, or ye business hamari society k liye ek bht hi achi opprtunity hy, is sy hamare society ki ghareebi bilkul khatam hosakti hy, or har koi is business sy ek achi earning kar sakta hy,
                         
                        • #13 Collapse

                          dear aesa bilkul mumkin hai because forex aek aesa buissness hai jo bahut normal paison sy start ho skta hai aur hr koi isy asani sy kr b skta hai agr national level py isy promot kya jay to ye humary mulk sy gareebi khatam krnen men ahm kirdar ada kr skta hai
                          • #14 Collapse

                            g nai ham ye harkkg nai keh sakty abi abi to forex ko khud itna time nai howa new hai ye kam or poverty khatm koi juldi ho jati hai bhala .
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              gee mre bhai forex bohat acha busineess hy me forex trading ko like bkrtaa ho kyu ke es ne trading krny se kaafi ziada earning kr skty hy ye forex trading busineess hmary society ke greeby khatam kr sktaa hy kyu ke es busineess ko hr bndaa kr skta hy bs pehly knowledge aur experience haasil kr ly phr hr bndaa easy se earning kr skltaa hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X