forex me first month ki trading me bohat km log profit gain krte hen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g dear jaise k ap janty hain k forex aik risky or difficult business hai es main start main humein loss face krna parta hai jsi sy humein agy brhne main help bhi milti hai humien chahye k hum os loss sy lesson lein or un mistakes ko again again repeat na krein or mujhy start main loss hota tha pr ab kam
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      My friends men to abe tak pakistan forex forum ka new member hn,likn jo new traders hoty hn un k pas trading ke knowledge nhn hote ha ,us lie wo loss gain krty hn,to first of all trader ko is ka experience and knowledge lane chaie,on k bad trading start krne chaie.
      • #18 Collapse

        Jab trade new start ki jati ha to us wakt chi tarah na to mrket ka andaza hota ha aur na hi hum ko parta hota ha kay hum iss account main yada achi tarah kaam kar kay paisay kama lain gay to phr jab hum ko andaza hota ha to phr humari trade bhi behtar hho jati ha aur kaam bhi kar sakty hain
        • #19 Collapse

          First month ma kam profit gain karan ki main waja ya ha k aksar traders baghair kisi practice k real forex trading start kar daytay han, jo k maray khyal ma nuksan deh ha, pehlay app ko demo account ma maray khayal ma achi tarhan practice kar laini chaheya.
          • #20 Collapse

            g bro ap ny bilkul thick kaha first month mi mostly traders loss karty ha ku k zayada experience ni hota trading ka or market k trend k bary mi si pata ni chalta or forex trading k rules ka b sahe ni pata hota or jin chizo sy bachna chaheya ham un ko ignor ni karty lalach karty ha rato rat rish hony ki koshish karty ha es lia loss ho jata ha.
            • #21 Collapse

              bht sy logo ko first time loss hota hai lkn apki jitni learning achi hoti hai demo ccount py outna profit hota hai yeah zarori nai k first time hi apko loss ho jata hai yeah sara ap k learning py hota hai k apny trading ko kitna sumja aur kaysy learning ki hai .
              • #22 Collapse

                jee my dear me agree karta ho ap sa kyo ka ap new hoty ah our ap ko market trend our order replacement ka pat nahi hot ah our ap ko ya bh bata do ky first month me new trader loss bh bhhot zayda karty ah
                • #23 Collapse

                  apki bat theak he k first month men trading men lose hota he kyun k ap new hote ho forex men iss se apko itna zyada nhi pata hota lekin jaise jaise ap forex men time spend karte ho ap ko samj ana shuru ho jati he or next time ap better trading ki koshish karte ho isi liye kha jata he trading karne se pehle seekh lo ta k apko lose na hobut let me tell you one think agar kisi bhi kaam karnay se pehlay us k baray main achi tarha se jaan jaye to hamain nahi lagta k hum nuksaan utha paye gain...hamain profit bhi ho sakta hai depend on us k hum apni information kaisay utilize kartay hain aur trading k waqat
                  • #24 Collapse

                    bhaiya mera bhi loss he hua tha first month main, lekin maine ab smjha hai k pehle demo account bnao us pe work kro 1 ya 2 month jb sae kam krne lgo tb real money lgao aur kam kro, ese zyada best hai.
                    • #25 Collapse

                      agar ap market k rule ko follow kar k trading karta ha or sabar sy kam laty ha to ap month k star ma he acha profit hasil kar skyta ha agar ap socha smj trading karta ha to phr he ja kar ap ko loss hota ha is lia ap ko cha trading relax ho kar he kara phr he ja kar ap ko kuch profit hasil ho ga.
                      • #26 Collapse

                        Muje to acha khasa loss hogaya tha 1st time me lekin mene kabhi bhi back off nai kia mene abhi tak trading se kuch khaas hasil nai kia lekin me janta hon k is bussiness me wo sab kuch ha jo hume 1 achi life guxarne k liye chahiye hota ha bus muje sekhne ki zarorat ha
                         
                        • #27 Collapse

                          yes pahlay month sab k liye bohat riski hota hai sab dehan se trade krna chahtay hain is liye sab kam profit he laitay hain
                          • #28 Collapse

                            han g taqriban traders ke sath aisey hota aur iske wjha yeh hoti hey keh woh is main abhi new hotey hain jiski wjha se woh apne emotions ko control nahin kar saktey hain jiski wjha se unhen yahan par loss hota hey.
                             
                            • #29 Collapse

                              han pahlay mahinay to sab kay sath aisa hi hota hay is ki aik bari waja ye hay kay hamaray pas real trading ka experience nahi hota lakin ahista ahista loss kay bad her koi seekh jata hay kay trading kasy karni hay or profit kasy bnana hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                us ki bhi aik waja hai wo hai experience k na hona hai. agar hum kyun k forex mein jo beginners hota hain tu un k pas experience nahi hota hai jis ki waja se wo first month mein koi bhi profit ko get nahi kar skta hain jisa jasa un k pas experience ata hai tu wo forex mein earning karna start kar deta hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X