forex ko smjna ak din ka kam nahi ha dosto arsa lag jata ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    G bilkul theek kaha apne ke forex ko samajhna koi ek din ka kaam nahi hai,isko samajhne ke liye saalon lag jaate hain aur tb bhi insan isko seekh hi raha hota hai,to ap bs isko seekhne ke liye raat din ek karden,phir dekhega ke apko kaisi kamiyabi milti hai forex trading mein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      jee bilkul sahi kah rahay hai aap forex ko samajhna k lya aik ara darkar hai aur is main sucess hasil karna k lya asahi mehnat karni parti ha jasa doctor aur engineer bannay k lya 4 ya 5 sal log parhtay hai aur sath practice bhi karty hain
      • #33 Collapse

        gee haan dear sahi kaha app ne k forex ko samajany ka kam ek din ka nahi hai es ko samjaty samjaty kafi arsa lag jata hai kue k es ko samjna bohat hi hard or difficult hai kue k es main risk kafi zayada hota hai.
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
          forex trading me bohat se log kam kr rahe hen or baz ko to is me kam krte hue 5 5 saal ho gay hen but abi tk un ko forex ki smj nahi ai forex me kam krte hue mje 2 saal ho gay hen but me hud abi tk perfact nahi keh skta hud ko ap kia kehte hen forex me kai ap hud ko perfact smjte ho?
          Bhai main forex mujhe forex ko join kiye huye abhi tak aik maah bhi nahi hua aur main abhi aisa samjh lo kay forex ki abc ko parh raha hon lekin inshaALLAH iss main hard wor karta rahun ga aur issko musalsal seekhta rahun ga.
          • #35 Collapse

            Ap koi bhi kam ek din mein nahi seekh sakte kafi arse tak ise seekhna parta hy pehle forex ko samjhe then practice phir kam kar sakte hy forex mein kafi din nahi balke kafi sal chaye ap tab perfect hosakte hy aur forex mein ap jitni zyada practice karege utni zyada apki knowledge barhegi
            • #36 Collapse

              Really Forex ko samhjna koi ek din ka kam nahe, Forex ka experience hasil karny k liye buhat time lag jata ha, kion k humain Forex k baray main knowledge ek dam say hasil nahe ho sakta is liye humain daily Forex par seriously kam karna chahiye.
              • #37 Collapse

                Bilkul kisi be dosaray business ke trah is business ko samajh nay main time lagta hai .market kay ups and downs aur behavior ke samajh nahi aati foran q kay yeah aik high risk business hai aur is main loss ko nazar andaz nahi kar saktay. kisi to new comer ko time chahyia hota hai is business ko seekhany kay lia. jitan bazahir yeah asan nazar aat hai utan hianahi
                • #38 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                  forex trading me bohat se log kam kr rahe hen or baz ko to is me kam krte hue 5 5 saal ho gay hen but abi tk un ko forex ki smj nahi ai forex me kam krte hue mje 2 saal ho gay hen but me hud abi tk perfact nahi keh skta hud ko ap kia kehte hen forex me kai ap hud ko perfact smjte ho?
                  forex ko samajhney main kam az kam 3 mahiney lagtey hain aur jjo internet k barey main ziada na janta ho to phir to usey aur bhi ziada time lag skta hai.
                   
                  • #39 Collapse

                    han g forex ka knowledge bht deep he or is ko thori der me achio tara se smje ni ja skta is k lie lamba time chahie ta k hum is ka ilm achi tara se hasil ker ske or is oer practice ker k acha experience b hasil ker ske.
                    • #40 Collapse

                      ap ki bat sahi hai k forex business ko samjhne men kafi arsa lagta hai aik din men tu koe bhi nhi smajhta forex business ko ye bhi sach hai k kafi traders ko salon guzer choke hen un ko phir bhi forex ki smajh nahi aae lekin men smjhta hon k agar sachi lagon ho tu forex atna moshkil bhi nahi hai
                      • #41 Collapse

                        ye baat bhi theek hai ke forex trading ko samjhna koi asan baat nahi hai is ko samjhne ke liye kafi time requied hota hai app jitn aziada is ko samjhen ge app keliye hi better hai apka experience hi apka profit hai
                        • #42 Collapse

                          haan yeh bath toh sahi hay kay learning ek din ka kaam nahi..Balky hum esko gradually and slowly jari rakhngy oor esi way se he hum ziada oor reliable experience hasil ker sakty hain. Learning ke koi limit toh nahi hoti esly koi bhe perfect nahi hota..
                          • #43 Collapse

                            agr ap kois ka bar ma kamkarn ka bar ma jan ha to is a p ko demo account ma kamkarnho ga is sa ap ko is ka bar ma sab koc pat cal ja ga sab is kam ko boht like kart ha sab ka liy ha forex ak aponline jop ha
                             
                            • #44 Collapse

                              well i do not think that i am perfect because i am new in this trading and you are doing this trading since two years and you are saying that you are not perfect so how i can be perfect if we want to do trading this trading so we should teach it fully from our teachers and do working as well
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g dear main apki baat sy agree krn gi k forex ko smjhna itna easy nhi hai jitna hum smjhty hain qk forex aik difficult or risky business hai es ko smjhne k liye bht mehnat krni parti hai es liye humein chahye k hum mehnat krein learn krein

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X