forex ko log taezi se join kr rahe he reason increasing unemployment rate
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yes i agree with u ke unemploymnt boht h humhrey pakistan m but jahn tak mera khayal h log isko is liya join kar rhy h qk yeh ek best online business h r boht kam time m is se hum apny knowledge r experience se kafi earn kar sakte h. iss liya ye earn karne ka kafi acha zariya h is liya log isko join kar rhy h.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g forex busines ka ziada increase is waja se b ho rha he . k ajkal ziada ter log berozgar han aur internet ka use b aam ho rhe he jis ki waja se ye easy accees ho jata he .aur thora c investment p ap profit kama sakte han.
      • #18 Collapse

        acctually am new here . mujhy is ki koi proper knowledge nahi ha . becuz me nay ab tak forex trading ma koi exprnce nahi kia ha abhi postings he complete ker rha ha hun . to mujhy bilkul bhi idea nhi ha .
        • #19 Collapse

          may dear g han log is ko bari taizi s join kar rhe hein us ki main wja ye hei k jo log masrof hote hein to wo is ko part time mein b kar lety hein aur kuch log is ko full time mein kar k dabal parofit hasil kar rhey hein aur dosra is ko karne s log faresh b ho jate hin aur is ka ilam b bar jata hei
          • #20 Collapse

            Jee han brother ap kii bat bikul thk hea mein iss bare mein yeh kehan chataha ho kea forex mein agar ap log ko achi earnin gkea sath apni job bhi milti hea toh yeh ek bhut achi bat hea kehr forex bhi rating mein aur din ba din abrtii jar hi aur logo ko eanrin gka moqa deti hea .
            • #21 Collapse

              jee han aap ki bat sa poora itafaq karon ga main kion k log unemployment ka shikar hai aur is k alawa jo kama bhi rahay hai un main sa bhi aik bari aksariat asi hai jo k apna expenses apni income main poora nahi kar pa rahi so log apni income ko barhnay k lya ya phir un employment sa bachna k lya yahan join kar rahay hain
              • #22 Collapse

                Yes i agree with all of you members .Forex aik bohat hi simple aur profitable business hai .Forex ko ahista ahista bohat saray log join kar rahay hain .is ki aik waja unemployment bhi hai laikan is kay sath sath logon kay ziada join ki waja yeh bhi hai kay is main koi age limit ni hai na hi koi qualification require hai .jis waqat chahain jitna chahain kam kar saktay hain .
                • #23 Collapse

                  Wo is lye bhai jee k forex pe aik forum hai jis k zrye hum log post k throw bonus colecct kr k trading kr skte hai aur ye hai bh real is k elawa is ko her koi like poor log bh join kr skte hai aur work bh.
                  • #24 Collapse

                    ge ha is ma boht pisa ap be kam sakt ha is maboht pisa ha or ham pat tima he is ma kamkar saktha sab ka liy ha forex ak online jop ha sab ko is mboh pisa milt a sab ka lioy ha forex ak acha business ha
                     
                    • #25 Collapse

                      dear brother forex eik boot acha businnes fouem ha jis par hum live tradind karty han or shaid is sy acha or koi business ha b nehy tab is ko log join kar rehy ha n
                      • #26 Collapse

                        Shayd apki baat thek ho lakin unemployement main itna kharcha kon krta hai, yani computer bhi layn sath main internet ka connection bhi lagwayen ya evo ko use kryn, balky yeh ek kisam ka shoq aur chaska hai jo jisko lag jaye wo krta rehta hai jasay main khud mujhe shoq hua tu ab main isko chhor nhe pa rha.
                        • #27 Collapse

                          G apki bat sahih he aaj kal berozgari ka zor he aur log job k lay dar bdar phhir rhe hain aur Pakistan main information technology bhi kafi late ai jis ki wajah se ajkal log ziada dilchaspi lay rhe hain.
                          • #28 Collapse

                            thek kah rhe ho bhai Pakistan ki economy ki condition itne zada unstable ho gaye ha kah ab country mein employment bohat kam rah gaye ha and working population increase howe ja rhe ha to us ko manage krna ka leya log Forex ka rujhan kr rhe hain ya to phir immigration ka leya apply kr rhe hain take woh foreign country mein settle ho jayen.
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: rajug پيغام ديکھيے
                              forex ko 2 saal pehle bohat km log jante they but ab is me log bohat taezi se shamil ho rahe hen mere hayal me is ki waja be rozgari ha g logu ko job nahi mil rahi kisi ko apni taaleem k matabik job nahi milti or is tra net pe online earning ka rujhan bhrta ja raha ha ap kia kehte ho is barey me ?
                              G han Forex trading kafi taizi k saath puri world me Famous ho rahi he, or pakistan me kafi taizi k saath log forex business ko join kar rahy hen, or iss Forum ne ab investment arrange karne k maslaa b Solve kar diya he...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                I m agree with you. because unemployment is a great problem all over the world. so jobless people is joining here to become self sufficient. Forex is really good for the jobless peoples

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X