trading ko real life se dour rakhen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jaha takk real life ka sawal hain us ki experiance ko bi agrr app forex may use kary ga to mary khayal as app agay jaye ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      aesi koi baat nahi hai agar hum apni trading ko he achi tarha say samjhe to is tarha say he hum sub kam kar len gay aur yaha pay he her cheez ko samjh len gay k kesay kya jae.
      • #18 Collapse

        mere liye to forex ek kaafi acha source banne wala hai future main or mujhe isse koi problem nhi hai mujhe yahan forex main apne aapko strong banana hai or mujhe kabhi bhi aisa nhi lagta hai ki meri life forex sai tabah ho rahi hai kyonki main hamesha forex main positive thinking rakhti hu
        • #19 Collapse

          jee han mere dos ap sahy baat kar rahay ahain, hamay apni business ya earning life ko apni private life say dhoor rakhna chahye kiunke mere khayal say ager aap in ko ek doosray say alag nahy karenge toh aap tension ka shikar hojaenge
          • #20 Collapse

            agr forex me trading karty wqt iski personal life me positive r negetive impact parta hai agr apko profit hoto ap apni personal life ko standard position pe la skte hain,,,,r jitna ziyada sikhain ge utna ap k experience r knowledge me izafa hoga r ap achi earning kar k standard of living life ko behter karskte hain....
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: syed پيغام ديکھيے
              aj me ap sab k sath 1 bilkul hi alag bat share karna chahta hon bohat se aise traders hote hen jo bohat hi ziada time dete hen trading ko to kia koi trader aisa bhi he jo trading ko itna time deta ho jiski waja se uski personal life distrub ho rahi he to hum is se kese bach sakte hen or trading ko kitna time den??
              dekhiay ager ap ka koi karobar hay jis say ap ke ghar ka guzara ho raha hay or ap ke karobar may zyada time lagta hay or trading kay liay time nahi milta to bayshak ap trading na karain.lakin ager ap apna kaam bhi kerna chahtain hain or trading bhi to ap ko ek timetable benana perday ga takay ap apna kaam or trading sahi tarikay say ker sukain takay ap ko koi perayshani na ho.phir ap ka karobar bhi chalay ga or ap ki trading bhi chalti rahay gi
               
              • #22 Collapse

                dekhiay ager ap ka koi karobar hay jis say ap ke ghar ka guzara ho raha hay or ap ke karobar may zyada time lagta hay or trading kay liay time nahi milta to bayshak ap trading na karain.lakin ager ap apna kaam bhi kerna chahtain hain or trading bhi to ap ko ek timetable benana perday ga takay ap apna kaam or trading sahi tarikay say ker sukain takay ap ko koi perayshani na ho.phir ap ka karobar bhi chalay ga or ap ki trading bhi chalti rahay gi
                 
                • #23 Collapse

                  trading bhi real life k ak hissa hi he oor hm khud ki apnay andazy k muthabiq qudrathi thor pr real life k hr hissy ko us ki ahmiyath k muthbiq time banthy rehthay he tho is leye is ki tensions lene ki zarorath nahi jo logh money ki zyada zaroorath hogha wohi zyada time dengha
                  • #24 Collapse

                    bhai jan main to yehi kahoun ga k is main utna hi time dein jitna k hum is main asaani se de skty hain q k humain utna hi mily ga jitna k humary naseeb main likha hoa he lakin aghr hum is main ziada time dete hain to hum apni family ko time nahi de skty or is main tension b bht hoti he or is main humain profit ki bjaye is main loss ho jata he
                    • #25 Collapse

                      G bhai humain forex trading ko agar thk sa smj jatay hain aur hum earning start kar datay hain to yeh kasay mumkin ho sakta hai k hum forex ko apni real life sa dur rakh saktay hain hum forex trading ko phir kbi apni real life sa dur nhe kar sakty hain.
                      • #26 Collapse

                        Trading main is bat ka khayal rakhna chaheye keh aap ki personal life disturb na ho aur aap ki family aap key is kam sey khush ho. Aap aik schedule bana kar kam kia karain, takeh trading ko bhi aur family ko bhi time dia ja sakay. Koshish karain keh apni family ko trading key barah main complete inform karain, takeh woh bhi aap key sath is business main shamil ho kar aap ki income ko increase kar sakay.
                        • #27 Collapse

                          nahi trading mana ke 24hours and 5days a week open rehte hai lekin is ka matlab yeh bikul bhi nahi hai ke app jo hai woh market mai he working kerte rahe session wise trading hote hai.london session mai trade krhe.
                          • #28 Collapse

                            yaar har bndy ka apna opinion hai but mera to trading ke bagair guzaara hi nai hai iswja se mein trading ke software apny mobile mein rakhta hun or trading se door nai reh sakta mein
                            • #29 Collapse

                              salam to all friends asa doo log kry gy first jo greedy ho ga second jesy loss hota hy wo bechry froft k ly trading may day and night busy rehty ho gy first lalach nhi krna chahiy family ko bi time dyna chahiy and second agr masalsal loss ho raha hy to kisi achy trader sy advice ly and forex trading atna acha business hy hum jb chahy esy kr sakty hy so family time distrub nhi ho ga thankx
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: trading ko real life se dour rakhen

                                Bhai ny bilkul thik keha ha kuch asy treader bhi hotay hain jo bilkul hi apni life ka daromadar asi pa krny lag jatay hain lakan ya kuch k liay thik sabit hota or kuch k liay galt.
                                Jin k liay thik sabit hota ha wo earning k sth learning bhi krty hain ya bat bahut zaroori ha or learning nai krta us k liay bura sabit hota ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X