Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

    Lalaj traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab knowledge Karta Main To traders Kanpur office Bhi Na laws may change ho jata hai isliye traders ko chahiye ki trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye aur Jyada profit banane ki grid na Karen is salons ke chances badh Jaate Hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

      forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hamy aik time table bana kar kam karna chahey forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain forex mai emotions or greed hamary dsman hain hamy inhy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to be hamy loss ho ga forex aik international business hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

        Call manage karne ke liye stop loss ka istemal Jyada Se Jyada karna chahiye Kyunki Itna Jyada Hum Log stop loss for manage karna chahte hain itna hi jyada hamlogoko stop loss ka istemal karna chahiye Agar Hum Log stop loss Kamaal Karte Hain To iska bahut hi jyada fayda Hota Hai
        Removed by Moderator.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

          forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss kjy bad thence nahi hona chhaey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahepy pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum agar kam karty howe market ky rules ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

            Loss ko manage kerna trading ka aik boht hi ahm baab hay. aksar trader jab forex main saal kerna shoro kertay hain to baki saray loss ki wajah shoro main honay walay loss ko manage na kernay ki waja say hoti hay. is liye trading shoro kernay say pehlay apnay account ki aik loss limit set karen. aur us kay mutabiq trade karen. Dear friend jesay ap nay loss management ko explain kia hay aisay boht kam log ker patay hain aur meray khaayal main yeah sab say bet hay kay one thousand account ko isi trah say mange kia jaye.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

              Forex trading main loss manage kerna aik boht bari moharat samja jata hay. jab kay kuch trader ko pata hi nahi hay kay loss ko manage kaisay kerna hay. ager wo ap ki is post ko study kar len to un ko idea ho jata hay kay wo loss ko is trah say manage ker saktay hain. is main aik cheez jo kay different ho sakti hay wo yeah hoti hay kay har trader ka risk level kam ya zayada ho sakta hay aur wo oper bayan kerda 50$ kay risk ko apnay risk kay mutabiq adjust ker saktay hain. ager koe trader 100$ ka risk ley sakta hay to wo apni lot aur stop loss ko 25$ per trade kay mutabiq set karay ga.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

                Ak achi planing hi loss ko rok sakti hai ya kam kar sakti hai is liye agar ap loss ko manage karna chahty hai to ap ko zroorat hai k ap pehly planing kary or phir hi trading kary ap.
                Or planing k liye zroori hai k ap ek pair select kary or phir us pair k bary me information hasil kary k daily movement kitni hai news kab ati hai trend kya hai ye sab pata kary.
                or jab ap ye sab pata kr ly us k baad dekhy k aj trend kaya hai or kahi trend change to ni hony wala or phir wo point find kary jaha sy trade open karni hai or us k baad trading kary ap loss kam hogaa ya hoga hi nahi.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

                  forex trading main loss ko manage karnay kay boht say method hain. Pehla tareeqa to yeh hay kay agar ap ko trading min musalsal loss ho raha hay to ap trading min kuch dino kay liye waisy he stop kar dain. aur market kay achy dino ka wait karen. Market ky clear trend ko find karny ke koshish karen aur indicators ka istemal kar kay buy ya sell kay strong signals ko find karny ke koshish karen.Senior or professional traders say market ke future price predication kay bary main guidance zarur lain. Agar possible ho saky to apny account main urgent deposit karwa kay apny account ko balance kay lehaz say strong karen to ap ka account mazeed secure ho jay ga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

                    Loss business ha hisah hota ha aur forex trading ma to loss aik common si cheze ha lakin ham forex ma loss se bach bhi saktay hain aur asha profit earn kar saktay hain agar ham darj zail step ko ikhtiaar karain to jaisay
                    a. market ma entry lenay ma jaldbazi na karain, puri smajhdari se trade lagayain, trade lagatay waqt profit ka sath sath loss ko bhi zehn ma rakhain
                    b. trading signals ka wait kar k trade karain agar signals na houn to trade hargiz na karian
                    c. lot size ko hamesha small se small rakhain
                    d. analyse karnay k baad entry lain
                    e. hamesha trend ko follow kar order place karain
                    f. stop loss ka use lazmi karain
                    g. emotion ko control karian
                    i. Greed se avoid karain
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

                      Dear friend ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main humy loss ko manage karna ho ga tab he hum log kamyab ho sakty han forex trading hum log apny account k mutabiq trading karny or money management or risk management sy trading karny gy to hum easily loss ko recover kar sakty han or mazid loss sy bi bach sakty han
                      Forex trading jab trading karny to aik pair main bari trade na lagany balky small lots use karny or stop loss take profit 1:2 ratio rakeny ta k agr 5trade main sy ap ko aik do stop loss hit bi ho jany to baqi 3 main profit hasil karny to bi ap ko fayda he ho ga is ley humy ache trading karni chae ha
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

                        Ji mere bhai forex ek aisi market hai ismein hamen profit bhi hota hai aur loss bhi hota hai lekin agar aapko Allah se bachana hai to aapko iske bare mein experience hona bahut jaruri hai jitna aapko iske bare mein knowledge hoga aur jitni aap ismein mehnat karenge aap ko utna hi loss kam hoga agar aapko kisi account mein loss ho chuka hai tu tu soch samajhkar agali train lagaen aur experience ke sath lagaen agar aap usi waqt dusri pata laga denge aur emotional mein a jaenge to aap agali mein blouse kha sakte hain aur aapka account divorce ho sakta hai isiliye aapko experience ke sath aur ismein lalach nahin karni aur apne dost ko recover karne ki koshish karni hai aur agar aapko iske bare mein experience nahin hai to pahle demo account se a trade Karen aur uske bad real account mein
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                          How To Manage Loss

                          Loss forex trading ke aik talkh hakeekat hay aur es ko tasleem karna har kise kay liey mushkil hota hai. Lekin agar aap es hakeekat ko tasleem kar lety hain aur us ko achi tarha manage kar k trading karty hain to us main aapkay losses kafi kam ho sakty hain. Loss ko manage kesy kiya jata hai aur kis tarha sy mazeed loss sy bacha jaata hai ham aaj ye daikhty hain.

                          Trading Plan main loss ko manage karny ka tareeka:
                          Loss jesa k pehly kaha gaya hai kay trading ka hissa hay aur es sy koi bhe trader inkaari nahe kar sakta. Ab es sy nipatny ka tareeka ye hai kay aap apny trading plan main loss ko manage karny ka tareeka add karin.
                          Maslan aap nay trading karni hay 1000$ Kay Account sy to aap apna loss ka jo target ho ga wo 50$ sy zaida na rakhin. Yani 50$ limit ho loss ke. Us kay baad aap 4 mukhtalif Trades lagany ke koshish karin. Es tarha aik trade ka loss 12.50 set hoga. Aur phir profit aur loss ke ratio 1:2 rakhin. Es tarha jab aap ke 2 trades profit ko aur 2 loss ko hit karin ge to overall aap ke trades profit main aa jain ge.

                          Aap ko mera tareeka kesa laga? Aur aap apny loss ko kis tarha manage karty hain?
                          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main successful hony k liay humy proper planning or strategy k sath trading karni ho ge tab he hum successful ho sakeny gy is k ley ap ny bilkal tek kaha ha k hum 4 sy 5 trade open karny jin main stop loss or take profit ka ratio 1:2 rakheny to humy maximum ho sakta ha q k agr kuch trade loss main jati han or kuch profit main to phr bi profit ziada he ho ga is ley humy chae ha forex trading jab bi trading karny to proper planning or strategy k sath trading karny ta k ap ko ziada sy ziada profit ho is ley humy loss sy bachny k ley behtar trading karni chae ha us k ley behtar planning or strategy lazmi ha
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

                            Forex trading mai loss ko manage kerna aik bohat achi soch hai. Loss ki management ko Agar account balance say kia jaey tou aur bhi acha hoga. Kiyu kay Agar aik trader jab tak apnay loss ko manage nahi kerta uss waqt tak success nahi mill sakti hai. Iss liye Agar daikha jaey to traders kay liye profit say ziada loss ki he ehmiat banti hai.

                            Traders ko apnay loss ko manage kernay kay liye apni trading ko bohat manage kerna parey ga. Jab traders over trading kertay rahaengay uss waqt tak loss manage nahi ho sakey ga. Laalach, greed, over trading aur jald baazi loss kay main reasons hain. Apni learning aur knowledge ka focus inn ko khatam kernay aur control kernay pay rakhnay say loss bhi control aur manage ho Jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: Loss ko kesy Manage kiya jaay

                              Loose ko money management k zarye manage krna chahye.
                              Ap ko lot size apny account k hisab sy lgani chahye.
                              Ap ki trade ki ratio 1;2 ki honi chaye.
                              Ap ik pair py double trade lgaen ik reverse ik direct to is sy apko agr ik trade sy 50$ nuqsan hoga to dosri sy 100$ benifit hoga istrha ap ki trade kbhi loos mn ni jaye gi.
                              Is j bawjood bhi some time liis ho jata hy qn k trde hy hi risk. To agr apko loose ho bhi jae to sabr kren or us sy experience hasil kren. Or ainda chi trade lga k profit hasil kr sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X