loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ho to himat na haro dosto loss forex ka hisa ha
    forex me bohat se dost loss ki waja se apna dill har bethte hen or bohat mayoos ho jate hen but mere hayal me ak trader ko forex me himat nahi harni chahye or mehnat or lagan se forex trading ko seekhna chahye or ak baar pher forex ko ak nai umeed se shru krna chahye loss is business ha hissa ha ap kia kehte ho ??????
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear koi bi business ho us me profit ore loss saath saath hotay han ..forex me loss ore profit short timing me hota ha is liay humain agr loss hota ha to zaroor sochna chaahoay k kis mistake ki weja se loss hua ha .ore mistake ko control kerain ore himmet na haarain
    • #3 Collapse

      yes dear i agree with u ke forex mein ap ko loss tou hota he ya ho nai sakta ha ke ap ko loss na ho is liye hmein is mein himat nai harni chaye is q ke aik waqat asa be ata ha ke ap ka wohe loss ap ko profit be data ha is liye ap ko himat nai harni chaye
       
      • #4 Collapse

        g han loss to har buissness ka hisa hota hai humen kabhi b loss sy mayoos nahn hona chahye balke us sy sekhna chahye aur forex tradng ko chornen k bary men nahn sochna chahye balke aur zyada confidence k sath trading krni chahye ta k hum next time loss na kren
        • #5 Collapse

          My dear brother ap ne theek kaha hy huma jab loss hota hy ya humara account wash hota hy to huma hemmat nhi harni chaye hum hammat se kam lana chaye business ma to loss or profit hota rahta hy huma phr khub practice or hard working se is ma kam karn chaye or phr hum yahan per kamyab ho jate he but hamaat har k peche nhi hatna chaye
          • #6 Collapse

            correct if you wants to groom your business you have a taste the loss than you will know how much your grooming is important.
            • #7 Collapse

              yes brother ji hamin forex treadeing me or kisi bhi kam me loss or profit dono hi hoty hain is liy hamin jab loss hota hy to hamin haimat nahin harni chahiey balkih hamin chahiey keh ham kisi achy teacher sy learn karni chahiey
              • #8 Collapse

                Please ap log hardwork karo and experience logo say instruction lo and time du is kam ko aor risk tu her kam ma he huta hai.ap logo nay jitna time du gy itna he sekhu gay and lose ka chances kam hain baht.and net pay bahut material hai ap usko study karay.
                • #9 Collapse

                  jaanb aap nay bikul theak kaha hai forex main loss to hota hai humyen himat bikul ne harni cheya loss to busnise ka aik hissa hai jis busnise main loss na ho to wo busnie hwe ne hota hai
                  • #10 Collapse

                    yes pyare bhai jan ap ne theek kaha hy huma jab loss hota hy ya humara account wash hota hy to huma hemmat nhi harni chaye hum hammat se kam lana chaye business ma to loss or profit hota rahta hy huma phr khub practice or hard working se is ma kam karn chaye or phr hum yahan per kamyab ho jate he but hamaat har k peche nhi hatna chaye.
                    • #11 Collapse

                      forex me bohat se dost loss ki waja se apna dill har bethte hen or bohat mayoos ho jate hen risk tu her kam ma he huta hai.ap logo nay jitna time du gy itna he sekhu gay and lose ka chances kam hain karobar ma nafa our nuksan dono hote ha
                      • #12 Collapse

                        profit ke tarah loss bhe forex main routine ka hissa hey. but agar musalsaal loss ho reha he to aap ko apni trading strategy change kerne ki zaroorat hey.
                        • #13 Collapse

                          profit or loss to forex ka aik part hai agar profit horaha hai to loss hona to bnta hai ab kafi log hote hain usmian ghamgeen hojate hain is sai agli dafa trade krte wqt nuqsan ho sakta hai isliye loss ho ya na dhukhi ni hona chaiye.
                           
                          • #14 Collapse

                            bilkul g .. loss k age ho to jeet hai .. jab hame loss hoti hai to hame pta chalta hai k hamri mistake kya hia jis say hame loss ho raha hai .. jab hame apni mistake ka pta chal jata hai aur hum us mistake ko theak kar laite hai to us say hum loss say b bach jate hain aur pehaly say dugna earn b kar sakte hai ,, loss say bilkul b degrade ni hona chahiye kyun k success k graph mai ups and down lazmi ate hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g dear loss aik hisa hai business ka .es lie humain kubhi bhi loos sy himat nahi harny chahye . humain or achha kam karna chahye or achi trading karny chahye ta k hum loos sy buch sakain.
                              Azadar Morai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X