What is planning ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    haan gee bro app nea 1 bahut achi baat pouchee hea mei ic kea mutaliq yei khian chtaa hao kea Forex mei plans bahut bahut zidaa zaoree hea app logon ko che kea Forex main zidaa sea zidaa earnings kea liyaa Forex mei plans honaa bohut zidaa zaoree hea aor Forex me mukhtalef type kee hot iheaa yanee kab tardi krni hea tridn ko follows krna hea etc.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      Forex aek karobar he r har kam har busuniss kei lie plans kee zraorat hooti hai, iss lie hme chaehiye keh ham 1 special plans say apnaa kam krin jis say loss keh chaense kaam hao jyngey r ham achaa munafa hasil ker len gey.
      • #678 Collapse

        planning kia se muraad yeh huti hain humari puri mansuba bandi hutai hai k hume kia krna chahiye k kia hu raha hain agerkoi mistake aati hai hume sabor aur tehmaal se hum hi ko khmyybi jis ki wja se hum kamyaab hu saktay hain.
        • #679 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwanahmad
          dear planing ka matlab hai k, koi bhi step leny sy pehly market ups and downs dekhny party hain. trend dekhna parta hai. phir accordingly analysis krna hota hai, aur apni strategy tayar krni hoti hai so this whole process is called Planning. . .
          gee haan bhai planing mein sb chezein market ke a jate hein mtlb keh hmein apne trading market ke sahih smjh ho aur hmein apne market ke sahih trend ka pta ho aur hm apne trading mein acha setup kr ke apne trading krien aur apne trading market ko ache trah se analysis kr ke apne trading krein aur apne trading successful krein
          • #680 Collapse

            Plans kaa meaning ha, ky kissi bhi kam ky ley ap oehli say koee mansoobaa yaa tareekaa soch keh rakhti hao ky aapm yeh kkaem aisi kero gy aor es tarha sy kro gay yaa iss wakat kro gay to good sey haoga.
            • #681 Collapse

              kis tara say market main trading business ko manage krna hai yehi is market main kaam ko krny k liay hamari planning hai laikin is ko teek say hum nay follow krna hai jis main koi mistake say humy loss ho saqta hai is liay her ik cheez ko teek say time daina kafi zada zarori ho jata hai ik traders kay liay
              • #682 Collapse

                agar hum forex trading main planning bana kar kam karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay esmain mehnat karni chahey tabhi esmain earning bhi achi kar sakty hay
                • #683 Collapse

                  planing kar kay kam karna ho ga jis say trade main achi earning hasil ho sakti hay hard work karna ho ga is main lack of learning or lack or planing say market main kam karny main kafi loss hho sakta hay earning km hogi
                  • #684 Collapse

                    forex mn planing hr procesess mn ki ja skti hai posts se ly k trading tak q k hmain jo topic discuss krna hota hai osi k liye hmain planing krna hoti hai k hmain next kiya krna hai or kitna krna hai or kub krna hai
                    • #685 Collapse

                      mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi planing kar sakty hain so hamain market main anlayse kar k hi trade karni ho gi ta k acha earn karny main koi mushkil na ho saky gi it is best job
                      • #686 Collapse

                        bhai jub hmain trading karny se pahly planing kar ni hoti hai tu hmain es main har points ko anage karna hota hai jis main hmain risk k factors ko dekhgnhna hota hai or os k sath hmain apnu account or bonus ko bhi manag karna hoata hai k hmain es main kitni invest karni cahye or kitna volumre set karna chahye
                        • #687 Collapse

                          kis tara say in kay pass yehi ik moka hota hai jis ki vaja say her ik ko is market main in ki planning say ye kum bonus say b ik ashi leverage say or sath main in ko yehi maloom krna hota hai jin ki vaja say is main
                          • #688 Collapse

                            Bhai duniya mai aexa koi kaam ny jismay loss naa ho hn hame kaam planing se krna chahye lkn phr bhi zarori ny k hamesha profit he ho aur planing basicaly analysis hai jiskay k behalf pe ap decide krte hai k apko trade lagani chahye yaa ny aur agr lagani chahye tw buy side pe ya sell side pe.
                            • #689 Collapse

                              ye bhetr h k ap forex min plain k sath chalo agr ap forex min plain bana kr chalo gy to ap asani se kamyab ho jao gy is min sari plain hoti ha ktni invest krni chaiye or ktna daily ka target hona chaiye ye sab plain hona bht zarori ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Bhai, Trade open karnay say pehlay jo ham proper research kartay hain aur jin elements ko mad-e-nazar rakhtay hoy ham trading kartay hain ussay Planning kehtay hain. Ismain Capital management, TP/SL, Entry point/Exit point aur proper understanding of market trend shamil hotay hain!

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X