loss ko recover karnay ka ak aicha idea kya hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko recover karnay ka ak aicha idea kya hai ?
    Sab Log Yahan Se earning karna chahte hain lekin yahan se Woh long time ke liye earning nahi kar sakte hain aur yahan par ho nuksaan kar Jaate Hain loss ho jata hai is loss Ko Hum Kaise aur Kis. Se recover kar sakte hain Hame Apne. Par kaise focus karna hota hai hame koi guide Kare yahan se
    Last edited by ; 03-09-2018, 09:36 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    loss recovery kesi idea se nahi ho sakta es key ley proper achi strategies ko use karna chaye aur agar ham trading technique se karen gey to hamary ley loss ko recover karna easy ho sakta hay, traders ko kabi be loss key bad over trading karny ki ghalti nahi karni chaye agar loss ko recover karna ho to es key ley limited lot size ka use karna zarori hay agar ham loss key bad be over trading karny ki koshish karen gey to hamy aur be zeyda loss ho sakta hay jo key traders key ley ye bilkul be acha nahi hota, hamesha loss kam profit earn karny se hi recover kia ja sakta hay.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
      Sab Log Yahan Se earning karna chahte hain lekin yahan se Woh long time ke liye earning nahi kar sakte hain aur yahan par ho nuksaan kar Jaate Hain loss ho jata hai is loss Ko Hum Kaise aur Kis. Se recover kar sakte hain Hame Apne. Par kaise focus karna hota hai hame koi guide Kare yahan se
      Instaforex ke bonus wale account mein trading karne ka fayda Yeh hai K Hum is bonus Ko Agar Khatam kar de aur account wash Ho Jaye to Hame Apna bonus recover nahi karna padta isliye Mere Khayal Mein bonus wale account pay Apna bonus recover karne ke Baje account ko Vash karwa Diya Jaye Toh Jyada better
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
        Sab Log Yahan Se earning karna chahte hain lekin yahan se Woh long time ke liye earning nahi kar sakte hain aur yahan par ho nuksaan kar Jaate Hain loss ho jata hai is loss Ko Hum Kaise aur Kis. Se recover kar sakte hain Hame Apne. Par kaise focus karna hota hai hame koi guide Kare yahan se
        Bhai Mary khayal ma AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ager him logo ko loss ko recover krna ha to is ky leya him logo ko mhnat krna hoti ha or jtni him log mhnat kre gye itna hi him logo ko profit mhiota havis leya him logo ko zayada sy zayada mhnat krna hoti ha
        • #5 Collapse

          Apple usko recover karne ke liye Aap Yahan Par analysis ki help Le sakte hain jitne Jyada abhi aapka technical analysis ki help se kaam Karenge aap yaha par investment co increase Karenge aap ko Jaan Se long time ke liye working karna hoti hai aapko yahan se profit to generate Ho Jayega aap ka Kasi maximum ap yahan say earning kr paye gay yahan sya
          • #6 Collapse

            Meri nazar main forex trading main loss ko recover karna bohat mushkil kaam ha yeh baat main is liye keh raha hon kyun kay forex main loss main nay bohat bar face kiya hai aor isi liye apney personal experience ko apkay samney pesh kar raha hon. Forex main ap agar loss ko recover karna chahtay hein to apko pehlay to apney mind ko fresh karna hoga. aor apko positive rehna hoga.
            Daily ka apna target set kar lein aor thora thora profit daily lay kar side per ho jayen agar ap loss ko recover karna chahtay hein agar inko follow karen gein to success ho jayen gein.
            • #7 Collapse

              Mery khiyal k mutabiq loss ki tbb e recover kia jaa skta hy jbb ap k pass bht ziada knowledge and experience hoo ga app us knowledge and experience sy e mehnet krr k us loss ko recover krr sktey hoo orr phir bht ziada profit gain krr sktey hoo....
              • #8 Collapse

                Ager insan ky bus ma Ho To wo kabe be apna nuksan na kary mager har chez ka malik Allah ha sub kuch use ky ekhtar ma ha
                Forex Ma Loss na ho asa ho nahe sakty lakin recovery ky liya zayada mahnat ki zarorat ha tab ky app is ky bary MA zayada jany isay zayyada time day apni galteyu sy sekhy or hemat kabe mat hary in sha Allah App ka loss profit Ma badal jy GA yad rahy jo log dar jaty ha ya hemat har jaty ha asy log kamyab nahe hoty wo dabay dabay rahty ha or jo loss ko apni galte sy sekhnay ka sabak laty ha wahe kamyab hoty ha
                • #9 Collapse

                  forex trading main loss hona aik yakini mala hai jis main hum yah kabhi nahi akhs kty hain k hmain loss kbhi na ho es liye jub hmain hmari trading se loss ho jata hai tu hmain osko recover bhi karna hota hai jo k aik boht mushkil kam hai es liye hmain sub se pahly tu apni trading ko kabhi bhi bari lot ks ath na lgaen q k jub hum bari lot lgaty hain tu hmain loss bhi bara he hota hai tu es k liye hmain he mshkil hoti hai tu hmain chhaye k hum apni trading main jub choti loss lhgaty ain tu hamin os k bad margin main itna bonsu hota hai k hum agli trade lga kar apna loss cover kar skty hain es liye apni trading main lot kam rakhen or es k bad pani trading main tsop loss ko alzmi lgaen jis se apko apka lsos recover karny ka chance bhi lazmi mil jata hai or ap kar bhi skty hain
                  • #10 Collapse

                    Slam brother. Loss ko recover krny ka asaan treeka mery khiyalmain ya hy k ap aik axhi r bari trade lgain jiss sa apko aik axa sa profit hasil ho ga. Ya mery khial mai bht axa treeka hy apny loss ko recover kr sktain ho. Wesy ap try kaiarain k ap ko loss kbhi na ay is k liye ap ka sara focus trade pr hi hona chaheye . is sa ab mery khiyal main kbhi loss main ni ao gy. Or loss ko recover krny k liye ap proper pakistan forex forum ka use krain is sa ap aik axy traders ban jain gy r ap loss ko reviver kar sktain hain. Thanks
                    • #11 Collapse

                      Loss ki recovery agar ho sakti hay to traders ki trading me behar ehmat e amli se hi ho sakti hay, profit earn karny ki jaga hamy apny loss ko recover karty hey ye bahot hi difficult zaror hota hay key ham mazeed loss be bachy ki har mumken koshish hoti hay es waja se loss ki recovery etni asaan nahi, meri nazar me jo traders loss recover kar sakta hay us key ley trading bahot hi easy ho sakti hay, har trader loss ko recover karny me etna expert nahi ho sakta, demo account me hamy loss recover karny ki be practice karni chaye.
                      • #12 Collapse

                        jesa k hum sab jantay hain k forex main profit our loss hota hai our koi bhe world ka business lay lain us main profit our loss to hota he hai to insta forex main aik to humery pass chota account hota hai our us main pher human ager 200 usd main say 80 usd ka loss ho jaey jo k do ya teen din ki trading k bad hoa ho to pher humeri sab say barey mistake k hum emotional ho jaty hain our us loss ko iak din main recover kerna ki koshsh kerty hain jes ki wja say humean mazeed loss ho jata hai kabhe bhe app aik din mian loss recover nahe ker sagty hain app ko us main sabaar k sath kaam kerna ho ga pher he app slow and study us main apnay account ko recover ker pian gay please zeada info k leay link ko check kker sagty hain


                        http://investsocial.com/ur/showthread.php?...49#post7902049
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ko recover karnay ka ak aicha idea kya hai ?

                          Forex trading business mein insta forex k bonus Account mein trading kartay agr loss ho jata hy tu us loss ko recover karne k liye mehnat ki zaroorat hoti hy aur loss ko recover karne k liye achi planning aur achi strategy ki zaroorat hoti hy aur loss ko hum kise achi strategy ko use kar k aur sabar se trading kar k aur Kam risk se trading kar k apne loss ko recover kar saktay han loss ko recover karne k liye aik achi planning ka hona buht zaroori hy aur is k elawa sabar ka hona bhi zaroori hy kiok sabar se hum achi trading kar saktay han aur forex trading business ki market ko samjhna zaroori hy sabar se market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trading karain gay tu hi hum apne loss ko recover kar saktay han
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ko recover karnay ka ak aicha idea kya hai ?

                            jaisa k ham sab jantay hain k forex trading aik risky task ha is ma loss ho jata ha to loss ko recover karnay k lye hamain in usoolon pe amal karna chahye jaisay
                            == Jab ham trading ma loss ho jaye to os waqt recoer karnay ki koshish mat karian ap ko aur ziadah loss ho jaye ga
                            == Jab loss ho to PC ko chord dain aur next day apni strategy k mutabiq trading karain
                            == Thoda thoda kaam karain jis se recoery ho jaye gi
                            == Tension ma bilkul bhi trade na karain is lye tension ma ap mazeed loss kar jayain gay
                            == Behtar ha loss ko recovery k lye long time frame pe kaam karain lik D1 pe kaam karain
                            == Apni ghalti se seekhain aur next time woh repeat na karain
                            == himmat ko na chordain kabhi bhi q agar himat haar gay to phr ap recovery ni kar saktay hian
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ko recover karnay ka ak aicha idea kya hai ?

                              g han dear forex mein bohat say log is ko join kar lety hein or jald bazi mein is mein deposit kar kay trading karnay lg jaty hein jabhi wo thora sa bhe profit earn kar lety hein to bari lot lga fkar fast profit ki koshihs kartayh hein is liye forex ek easy business ha lekin is mein agar ap achi earning akrna chahty hein to acha hard work or acha experience hona bohat he zarori ha isi tarha apny loss ko recover karnay kay liye first achi or learning bohat he zarori ha us kay sath sath apkay pass achi demo practice or fir kam lot size use karna bohat he zarori ha or apny har trad mein rules jesy kay take profit or stop loss ka istamal karna bohat he zarori ha then ap apny loss ko recover kar sakty hein or zyada loss say bach sakty hein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X