members ham sab yeh jantay hain k forex ka business poory world main popular hay agar yeh business poory world ka na hota to ham yeh keh saktay thay k is main sifarish say bhi kaam ho jata hay laikin ab is main in baatonki koi gunjaish nai hay k ham is business k chalanay walon ko rishwat day kar khareed lain ,is liye maira aap sab ko mashwara hay k jub tak ham forex ko seriosely discipline k sath join nai karaingay tab tak ham is main kabhi bhi kisi surat main success aur earning nai kar saktay hain ,maine khud is main tukkay laga k daikha hay laikin lose aur sharmindagi k ilawa kuch nai mila hay laikin ab seriosely lia hay to baat kuch agay barrh rahi hay apki is main kia raye hay?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим