Agar aap jannat mein daakhil hotay hain to kya aap aik Forex Trader banin ge ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar aap jannat mein daakhil hotay hain to kya aap aik Forex Trader banin ge ?
    Agar aap jannat mein daakhil hotay hain to kya aap dobara Forex Trader banin ge ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pehli bat tu ye k jesy hmary km hain ham easily dakhil ni ho skty jannat mn lekin Hazur Pak s.s ki shafat se hm dakhil ho gye tu inshallah mn to treding ni krn ga
    • #3 Collapse

      allah pak hum sab ko apny hifo iman ma raky or hamari bakshish kary huamain janat ma jaga day dunia k kam to dunia ma e reh jain gay agy kia honay wala ha kia zindgi milay gi wo to buss hamaray khuda ko e pta ha so hum ni keh sakty k hum agly jahn ma ja k yh karain gay wo karain gay .yh dunia arrzi hay yahn pa hun jo tradding karain ya jo b kam karain apny liay e karty hain apni zarorat ko poara krny k liay but agy jo ho ga kisi ko nahi pata
      • #4 Collapse

        Allah Pak sb pe apna reham kre r tamam musalmano ko jannat main jaga dy (ameen)
        Ye dunia to fani hai is k bad kia hony wala hai koi ni janta r ye trading ye dunia k kam hian yhn hi rh jany hain Allah pak frmaty haijnk janat m jany waln ko kuch b krne ki zarorat ni ho gi bs un k dil k khawahish paida ho gi kisi chez ki to wo foran un ko mil jye gi. R agr hm akhirat main b trading krna chahty hain to Allah k sath trading krn us ki raah main kharch krn to akhirat main us ka badla kayi guuna mily ga r yhi asal trading hai
        • #5 Collapse

          Bhai jannat mebin chewzo ka taswar b nai hoga..na mobile honge na laptop to trading to door ki bat hai ye baten to sb duniya ki hi hai .hr admi zyada se zyada kmany ki justujo me rehta hai..ye tmam system to dunya k hi hain.ALLAH pak hmare liye asaniyan paida frmaye ameen.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Asslam-o-Alikum!
            Jannat momnon k liyey hogi or ye forex pe jo trading ho rahi he is se ap income jo hasil krtey wo apki zindagi ki zaroryat k lieye he jis se pa apni zindagi ko sakoon se guzaar saktey hn lakin Jannat me pahley hi jannat hi sakoon ho ga jo ap ka dill kahey ga ap ko wo mil jaye ga isi liye ap ko jannat me kisi device ki zaroorat ni ho gi or na is pe income hasil krney wali trading wali koi forum chahye.

            اب آن لائن

            Working...
            X