Indicators kisay hahtay hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators kisay hahtay hain ?
    Dosto mera aap sab say aik sawal hai k kitnain indicator kaam kar rahay hain is waqat forex main aur har aik ki kia quality hai aur best indiactor kon sa hai firex main jo ziada accuracy rakhta hai aur is ko kesay use kartay hain aur keday samajh saktay hain easy tariqay say...
    Last edited by ; 05-09-2018, 02:32 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Some Recommended Indicators For Trading:

    Waise toh Forex trading mai bahut Sare indicators istemaal Kiye Ja Rahe Hain aur ab toh bahut sari companies bhi ban gayi hai jo sirf aur sirf indicators on robots bana rahe hain Agar toh Aapne acche paid indicators ka istemal Kiya Hai toh phir aap ko apni indicators ke baare mein pareshan nahi hona chahiye lekin agar aap paid indicators Nahi kharid Sakte toh phir aap ko mein Chand indicators recommend karunga.
    1. Simple Moving Average
    2. Exponential Moving Average
    3. MACD


    1. Simple Moving Average:
    Simple moving average Ek bahut accha aur aazmuda indicator hai. Simple moving average mein aap pichle kuch dino Ki ya kuch arsy ki closing price ko jama karte hain aur phir usko uski total dino ki tadad par taqseem arte hain tu Is tarah aapke paas moving average aa jati hai. Lekin yeh sab kuch aapko karne ki zarurat nahi parti kyun k yeah indicator maujood hai jo aap ke liye sara kaam kar raha hota hai.
    Simple Moving Average (SMA) aap ko ye btaata hai kay pichly arsy main market ka trend kiya rahaa hai aur aapko kis trend main trade lagany sy faida ho sakta hai. Market main sab sy mushkil trend ka pata lagana hota hai. Aur jab aapko trend ka pata chal jaata hai to aap kay liey trading kadry asaan ho jaati hai.

    2. Exponential Moving Average:
    Exponential moving average indicator price ki changing main simple moving average ky lehaaz se jaldi respond karta hai aur ye lamby arsyy kee moving average ko nahi nikalta hai balke choty arsy kee moving average ko nikalta hai. Exponential moving average aapko short term trading mein bahut zayda madad karta hai. Aur thoray arsay wale trend ko zaahir karta hai. Exponential moving average indicator Scalping ke liye bhi accha Samjha jata hai aur day trader is indicator ka bahut zyada istemal Karte Hain. Aur is indicator ke zariye lag gayi trades chand ghanton ya chand dino tak chalti hain.

    3. Moving Average Convergence Divergence (MACD):
    Moving average convergence divergence indicator aapko market ka momentum batata hai ye momentum ko mapne ke liye istemal kiya jata ha. Ye Forex ka one of the best indicator hay. Moving average convergence divergence indicator aapko trend ki strength batata hai k trend kitna mazboot hai aur aap trend par kitna aitbaar kar sakte hain. Ye indicator be moving average Ke chalte hue silsile ki ek kari hai. Lekin Ye un dono indicator says behtar nataij deta hai. Ye indicator fast exponential moving average aur slow exponential moving average ki divergence ko jaaanchny liye istemal kiya jata hai.
    • #3 Collapse

      dear agar best aur reilable indicator ki bat ki jaye to sab se zeyda use hony wala indicators (RSI, market moving average) hey, new traders ko indicator ko select karny key ley esy indicators jes ko wo real account me use karna chahty hey esy indicators ki performance ko demo account ki trading me test karna chaye, me samjta hon key RSI indicator ko agar understand kia jaye to es se behtar indicator aur koi be nahi ho sakta hay, zeyda tar expert traders RSI indicator key sath moving average ko be zarori samjty jes me market ki daily movement ka andaza lagany me traders ko asani ho jati hay.
      • #4 Collapse

        bhai forex tading main sub se zeyda use hony wala or best indicators moving moving avourage hai es main boht se trador trading karty hain or apni trading main best profot earn karty hain es k ilwa RSI indicators bhi boht use kiya jata hai or yah hum par depend hota hai k hum apni trading main kis ko achi trah use kar k trading kar skty hain en k liye hmary apss en se realted knowledge hona boht he zeyda zarori hota hai es liye en indicators ko aghr hum use karty hain tu hmain achi trah se nalayse karty howeuse karna chahye ta k hmain indicators se acha profot mil skay
        • #5 Collapse

          Indicators :

          Dost forex trading mein indicators ke koi tadad mahdod nhe he meta trader 4 ka jo hmara software he us mein phle se to kuch indicators jo zyada istemal hote hien woh die gae hote hien aur baqe indicators hm khud bhe download kr skte hien aur indicators downloading ke boht sare online sites hien jahan se ap indicators ache ache talash kr ke apne trading mein istemal kr skte ho aur indicators jo bhe meta trader 4 mein istemal ho rhe hien sb ache hien aur in ka result bhe sahih hota he agr trader ko in indicators ka acha experience he aur trader in indicators ko sahih tareeqe se istemal krne ke tareeqe janta he to trader asane se forex market ko analysis kr ke forex market ke trend ko smjh pata he aur indicators ke jo chand names hein woh to yeh hein.
          1- Moving Average
          2- Bollinger Band
          3- ADX
          4- RSI
          5- Momentum
          6- Popular
          7- Volume
          8- Williams


          Yeh woh indicators hein jo hmein phle se meta trader 4 ke software mein download aur installed mil jate hien aur in sb ka result acha he jb trader ko in ke use krne ka sahih experience ho to dosre bat keh sb se best indicator kon sa he to mera jahan tk knowledge aur experience he to moving average he sb se best indicator he.

          Moving Average Indicator :

          Moving average indicator sb se best indicator mana jata he aur es ka agr trader ko sahih istemal ata he to trader asane se market ke ane wale trend ko aur market ke change hone wale price movement ko phle se indicate kr deta he to trader ko lazme he keh woh apne trading mein moving average indicator ka istemal kre aur trader es indicator se market ke trend ko follow krte howe apne trading kre to trader ke hr trade profitable ho ge aur trader successful trading kr ske ga aur es ka istemal krna boht asan he es ke phle se point jo adjust hote hein wohe sahih hote hien aur time frame trader apne mrze se jo bhe istemal krna chahe woh kr skta he.
          • #6 Collapse

            G han dost aap nain bht acha sawal kiya hai waqia yeah bht ehm hain forex main is waqat forex main bepanah indicator use ho rahay hain exect quantity to koi ni bata sakta but itna pata hai k in main say chand aik bht ehm hain jesa k main aap ko batata chalon k sab say ehm hai moving average indicator is main pichlay kuch arsay time frame k mutabiq tammam closing value ko jama kiya jata hai aur kul tadaad say us ko divide kqr detay hain aur phir jo average nikalti hai us k mutabiq hum trade lagatay hain ya sell kartay hain ya buy yeah hamara moving average indicator kehlata hai...
            • #7 Collapse

              Aslam o alaikum g apnay boht hi acha swal kia ha forex mein boht sy indicators use ho rahay hein in mein sy kuch ky to paisay laitay hein aur kuch bilkul free hein lakin ye sab ky sab indicators 100 percent sai ni hotay in mein sy kuch to sai hein lakin kuch sai ni hein is liye ankhein band kr ky in pr trust karna galat hoga is liye cahahye ky pelay usay achi tarha daikha jaye aur phir azmaya jay warna is sy boht loss ho sakta ha waisy forex mein sab sy zaida istimal honay wala aur meray khial sy best indicator moving average indicator ha to meri apko ye advice ha ky ap moving average ko use kr ky daikhein inshallah apko pasand ay ga is ky alawa apko trading ka experice hona bhi zarori ha sirf indicator sy ap profit ni kama saktay
              • #8 Collapse

                forex trading main boht se indicators use kiye jaty hain jin main achi trading ki jati hai or acha profit bhi earn kiya jata hai jub k sub se zeyda use hony wala indicators moving avourage hai es main achi trading kar k acha profit earn kiya ja skta hai es k ilwa RSI INdicators bhi boht acha hai or profitable hai jin main trador apni trading ko kafi profitable ban skty hain es k ilwa main ap se indicators ko share kar rha hun jo k forex trading main use hoty hain jin k nam yah hain
                1- Moving Average
                2- Bollinger Band
                3- ADX
                4- RSI
                5- Momentum
                6- Popular
                7- Volume
                8- Williams
                yah 8 indicators forex trading main use kiye jaty hain best trading k liye
                • #9 Collapse

                  My dear friend indicater ka forex trading ma bhot hi ahim rule hota ha ager to him logo ko forex market ma acha profit bnana ha to sub sy phly him logo ny Jo Kam krna ha wo ya ha ky indicater ko smjna ha ager to him log ya smjny ma kamyab ho jaty ha or is ma him logo ko fida hota ha or him log acha profit hasil KR skty ha or withdrawal bi KR wa skty ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Indicators kisay hahtay hain ?

                    simple shifting common:
                    easy moving common Ek bahut accha aur aazmuda indicator hai. easy moving average mein aap pichle kuch dino Ki ya kuch arsy ki ultimate fee ko jama karte hain aur phir usko uski general dino ki tadad par taqseem arte hain tu Is tarah aapke paas transferring common aa jati hai. Lekin yeh sab kuch aapko karne ki zarurat nahi parti kyun k yeah indicator maujood hai jo aap ke liye sara kaam kar raha hota hai.
                    simple moving average (SMA) aap ko ye btaata hai kay pichly arsy primary market ka trend kiya rahaa hai aur aapko kis trend principal exchange lagany sy faida ho sakta hai. marketplace principal sab sy mushkil trend ka pata lagana hota hai. Aur jab aapko fashion ka pata chal jaata hai to aap kay liey buying and selling kadry asaan ho jaati hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Indicators kisay hahtay hain ?

                      main us barey main ye kahoun ga k meta trader 4 main jo bhe indicators hain humery leay sab ka iak standard hain jes main appn bolinger band ko use ker lain stochastic ko use ker lain gay ye sb achy hain but ager app ko indicator purchase kerty hean to pher us main ap ko us ki confirmation ya standard ka tab he pata chalay ga jab app us main practice karo gay to jo bhe app ko acha munafa karwauy use ko istimaal kaerean agay pechy janay ki zarorat nahe hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Indicators kisay hahtay hain ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: manobhai078 پيغام ديکھيے
                        Dosto mera aap sab say aik sawal hai k kitnain indicator kaam kar rahay hain is waqat forex main aur har aik ki kia quality hai aur best indiactor kon sa hai firex main jo ziada accuracy rakhta hai aur is ko kesay use kartay hain aur keday samajh saktay hain easy tariqay say...
                        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main is waqat both sary indicators use ho rehe Han jin k different function han har indicator apny hessab sy trading karta ha Jo jis maqsid k ley banaya gea ha us pe pura utarta ha is ley forex trading main ap Jo bi indicator use karny us k bary main full knowledge la k us pe trading karny ta k ap indicator ko sahe istamal kar sakeny forex trading main ap ko har indicator ki information lani chae ha is k baad Jo AP acha lagy us use karny ta k ap ziada sy ziada profit ho or loss na ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Indicators kisay hahtay hain ?

                          jo bhe indicators app ko mt4 and mt5 main deay geay hain wohi sab say achy hain jo bhe cheez ap ko app ki trading ko banany main use hoty hain wo app k leay indicators hain jesay k CCI hai Stochastic hai RSI hai bolinger band hain ye sab use hoty hean ap iak chart k oper iak ko istaimall kerty hain ya pher aik say zeada bhe ker sagty hea jo app ko acha lagay app ker sagty hain jesa say ap ka risk kum ho jeay our pher app loss ko kum ker sagain gay our ap ka profit bhar jeay ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Indicators kisay hahtay hain ?

                            Dear agar aap best aur reliable indicator Ki Baat Karen Tu sabse Jyada use hone wala indicator (RSI) ( market moving average hai new traders co indicator ko select karne ke liye Aise indicators Jisko vo real account mein use karna chahte hain Aise indicators ki performance ko demo account key trading mein Main test karna chahiye main samajhta Hoon ky RSI indicator Ko Agar understand kiya jaaye a to is Se Jyada expert traders RSI indicator ke sath moving average ko bhi zaroori samajhte Jis main market ki daily moment ka car under Lagane Mein traders ko Aasan Ho Jati
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Indicators kisay hahtay hain ?

                              jab app meta trader 4 ya 5 open karien gay to oper aik list main MCAD ho ga moving averages hoon gay RSI ho ge oscillators hon gay ye sab aik aik ker k app chart k oper set kerty hain to ye sab indicators hain jin ki apni khasosiat hian appn ay jab bhe trade leni hai un iki help say lain gay to pher trading app k leay boht asaan ho gee ouir app ko acha profit un ko use ker k he milta hai koin k market ki thori direction wazeaya ho jatai hai our short ya long app trade ker acha profit bna lety hea n

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X