Lot size ki importance forex main???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bhai forex trading main lot size ki bohat ziyaada ahmiyat hay kiun kaay hamm jo bhi positions letay hain market main unn per profit yah phir loss ziyaada ter aap ki lot size per depend kerti hay. Dekhain ager aap kissi bhi pair per koi position letay hain for example EURUSD per koi position letay hain or ager aap nay lot size 0.01 use kiyaa hay to aap ko 1000 pips ka siorf 10 dollars hi loss hoga lekin ager aap same position bari lot per letay hain for example 0.10 ki lot lagaatay hain toh aap ko sirf 100 pips ki oppsite movement hi 10 dollars ka loss dai jaayein gi issi tarah profit bhi kam lot per thora or ziyaada volume per bara hoga to forex trading mai lot size bohat depend kerti hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex trading main jitna hmara account hota hai osi hisab se humain lot lagni hoti hai aghr hmary apss bara account hai tu hmain lot bari lga deni cahhye laken achi trah se nalsye karty howe q k bari lot ka yahi matlb hota hai k hmain aghr profit hoga tu wo bhi bara hoga or aghr loss hoga tu bhi bara hoga or bary account ka hum bari lot ks ath bonus ko zayaa nahi kar skty hain es k sath sath hmara account jub chota hota hai tu hum apni trading main lot kam set karty hain q k hmary apss pechy loss ki sorat main bonus ka margin nahi rahata hai es liye choti lot lgaty hain maghr mera khyal hai k bonus zeyda ho yah kam hmain lot minimum he set karni chahye q k jitni lot hogi otna he trading main risk hoga tu risk ko kam se kam use karen yahi hmary liye bahtr hota hai
      • #18 Collapse

        Forex ke business Bank working karne ke liye aapke paas information ke sath sath capital Kabhi hona lazmi hai Jitna Jyada aapke paas capital Hoga aap ke paas account ko miss karne ke liye lot size be put nahi Jada Hogi aap lot size ke sath hota hai Jyada kam kar Sakenge aur uski direction Mein working ka Sakenge isliye Aaram Ke Saath Apne account ko Dekhte Rahe
        • #19 Collapse

          Yadav business ko develop karne ke liye Forex ko Samjhane ke liye Hame iske sath sath market ko Vash karna hota hai Jitna market ko baat karenge hamara kaam karne mein investments generate karne mein Hamari Yaad help mil sakti hai hame market Mein kaam karna Yaad Se ID nikalna bahut Mushkil ho jata hai ideas for dinner ideas key helps am working Auraiya say help ke sath business develop karna Hamare liye bahut jyada important ho jata hai hame time Ke Sath Sath Hai Aap bahut jyada kaam karna hoga toh kaam Karenge learning Hogi
          • #20 Collapse

            him log forex ma jtni kam lot rakhy gye him logo ko itna kam profit or itna kam loss ho ha or ager him log lot kam rkhty ha to phir hmry experience ma ezafa hota ha or him log kamyabi sy trading kr skty ha
            Removed by Moderator.
            • #21 Collapse

              g bhai forex main lot size bohat ziyaada matter kerta hay aap ko kitna profit hota hay ya phir kitna loss hota hay sab kuch aap kay lot size per depend kerta hay ager aap 0.01 ki lot per 100 pips loss kertay hain to yeh 1 dollar banay ga jiss say itna koi khaasa farqnahin peray ga lekin ager aap yehi 0.10 ki llot lagaatay hay to yeh 10 dollars ka loss hoga jo kay achaa khaasa loss hay to lot apnay capital kay mutaabiq lagai jaye ager to bara capital hay or loss bardasht ker sakta hay to bari lot laga lain nahin to chotay capital per 0.05 say uper ki lot nah laggain aap apnay capital ko safe rekhnay ki koshish kerain taakay aap ko recovery main aasani ho.
              • #22 Collapse

                Re: Lot size ki importance forex main???

                lot size ki importance forex market main boht hay trader ko chahy keh woh trading main low lots ka use kray trading market main lots kay sahih use ka trader ko experience ho trader ko forex trading main planing say trading krna hay low risk trading main use krna hy high risky lots ka trading main use krna loss day ga is liay trader kay pass jo bhi account ho chahay woh big account ho ya small account ho trader ko market main low volume ki lots ka use krna hay aor trader ko forex trading market ki ahmiyat ko smjhna hy aor trader forex trading main experience say work kray aor trading market main lot size ki importance ko smjhy is say trading main boht faida ho ga trader kabhi lots ka high use na kray aor trading main big earning kay liay high lots ka use na kray high lots kabhi bhi trading kay liay profitable sabit nhi hoti hian.
                • #23 Collapse

                  Re: Lot size ki importance forex main???

                  lot size ke selection to forex trading main bunyadi ahmiyat ke hamil hay. jis traders ko lot size select karny ke smajh aur technique a gaye ya jis trader nay apny account balance kay mutabiq lot size select karny par sabar kar liya aur apny emotions ko control main kar liye wo trader kamyab trader ban gya aur anqareeb wo professional traders ke list main apna nam darj karwa sakta hay.aur jin traders main ye khoobian paida na hoen wo puri zindgi achay traders ni ban sakty bas rozi roti to shayd kama saken par wo bhi boht mushkil hay kiyun kay unhen to aksar loss he ho ga.agar ap kay account main kam balance kay to lazim hay kay ap mini lot size select karen aur agar ap kay account main balance strong hai to fr ap lot size bara bhi select kar sakty hain. jahan lot size kam ho ga wahan profit bhi kam ho ga aur loss bhi kam ho ga aur jahan lot size ziada ho ga wahan profit bhi ziada ho ga aur loss bhi ziada ho ga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Lot size ki importance forex main???

                    Assalamualaikum bhai kaise hai aap Umeed Karti Hoon ke aap khairiyat se Honge aap ke is Baat ke jawab Main Kehna Chahun GK forex mein trading ky liye apko lots ky istemal ki makamal maloomat honi chhaye trade karnay lagay sab sy pehla kam ye hota ha ky ap kitna capital ap risk pr ly rahay hein aur lot size apnay kitna select kia ha q ky ye baat janana boht xarori ha is mein galti ki waja sy ap bari mushkil mein apr saktay hein
                    sab sy pehlay micro lot ye lot sab sy chota size ha lot ka ye lot 1000 units ky barabar hoti ha aur is mein 1 pip ki value 10cent ky barabar hoti ha dollars mein ye 0.10 dollars banay gi ye lot chotay accounts ky liye hoti ha
                    is ky baad ati ha mini lot ye lot apko broker daita ha jis mein lot 10000 units ky barabr hoti ha aur 1 pip ki qimat 1 dollar ky barabar hoti ha ye lot darmiyanay accounts ky liye hoti ha
                    is ky baad ati ha standard aur akhri lot ye lot un logon ky liye ha jo trading mein expert hein ya jin ky baray account hein ye lot micro lot sy 100 guna zaida bari hoti ha aur mini lot sy 10 guna standard lot 100000units ky barabar hoti ha Mujhe game Hai Kya Aap Meri Baat se Ittefaq Karenge Shukriya Allah Hafiz
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Lot size ki importance forex main???

                      forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky ache lot laga kar amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain agar kabe hamare lot pance jy to hamy isy remove kar dana chahey or is ke jaga new lot lagane chahey agar hum forex mai new hain to hamy km amount invest karna chahey taky agar hamy loss be ho jy to zada nuqsan nahi ho ga forex aik international business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X