over trading se hume loss he hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    over trading se hume loss he hota hai
    salam to all users,

    me ap sub logo ko pehle to ye bata dun k over trading kia hoti hai over trading ka matlab ye hai k hum jab zaroorat se zada trades open krte hain to use hum over trading kehte hain means agar hume 20$ daily k banane hain or us k lia hum 10 trades open krlain to es kisam ki trading ko hum over trading kehte hain
    over trading krne se hume zada tar loss ka samna he hota hai us k elawa hume bht zada tention rehta hai market ki her waqt jiski waja se hum koi or kaam achi tarha ni kr pate hain q k hume her waqt market ki he tention rehti hai dosto shukreya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex mein over trading sy bachny k liey zroori hy k pehly ap apny andar sy laalach ko khatam krein keun k
    over trading ki main reason yehi greed hoti hy aur isay khatam krny ka aasan hal te hy k hr aik trade mein stop loss aur take profit lagaya jaye
    aur mt4 ko open hi na kiya jaye ta k tp ya stop loss hit ho saky lekin agr aap mt4 mein apni trade ko musalsal dekhty rahay to aap usay modify krty rahein
    gy
    • #3 Collapse

      Jab bhi kisi pair main trade open kerain tou koshksh kerain ky aik time main aik hi trade chal rehi ho beshak loss main bhi ho toh kuch time ky bahd profit main bhi ja sakti hai lekin agar zyada trades open hon tou phir zyada chances loss ky hi hoty hain
      • #4 Collapse

        Dear friend over trading say loss hi ata hy jab hum ziada pasay kamany k chakar main 6 say 8tak trade ko opon kar dety hain asay over trading kahty hain asa karna trading main noksan hy hamen trading k asol k sath chalna chahye over trading nahi karni chahye
        • #5 Collapse

          Agar apko kisi aik trade per hi up-to selected target profit hi gia hai ya up-to limit loss ho chuka hai tou next trade open kerny ki jaldi mat kerain kuch dair ky liay sirf market ko observe kerty rehain aur agar koi entry point mil jata hai tab trade open kerain warna sirf loss hi hota hai over trading sy
          • #6 Collapse

            Over trading main bahut ziada loss hota hy aur ap ko chahiy k ap forex trading main trading k liy aik time main aik hi trade open kro jab ap ko us trade main profit aa jay to phr ap trade close kr k tab ap new trade open kro kio k aik time main aik sy ziada trade open krny ka bahut ziada risk hota hy aur ap ko ziada trade open krny sy ziada preshani ka samna krna par sakta hy
            • #7 Collapse

              Mainy ye experience kia hai kuch traders aisy hoty hain jo daily earning kay bad b trade karty hain zyada profit k chakr main lalach main aa kar wo loss krty hain kiyun k wo over trade kar rhy hoty hain profit k bad ki jany wali trade perfect nai krty tuka lgaty hain jis se loss kar dety hain is liye sbko kahun ga over trading se avoid karain....
              • #8 Collapse

                ap ny belkul theek bat ki hai k ager hum forex k trading mien jab zarorat sy zayada trade open kerty hien to hamain es mien yeh belkul ni kerna chahye q k es sy account k wash hony ka bee khatra ho jata hai es lye over trading belkul bee ni kerni chahye
                 
                • #9 Collapse

                  jaaab humhin easy daily 20$ mil jate hain tu over trading kis liye kare forex hain ye koi pesy kamane wali chez nhe hain bhot dehan say kaam karna hota hain yaha forex main agar overtrading kare gy tu kafi loss ka smana karna par skta hain is liye over trading say bachy thora thora earn kare par long time earn kare weekly apko 20$ b milte hain tu mere khayal say ye bhot hain monthly 80usd ho jgy hain 80usd 10000 pakistni milte hain vu over trading kis liye kare over trading say humhain bachna chahiaye
                  • #10 Collapse

                    G Hn Dosto ye bt bilkul sai khe hy trading ma over trading krny sy hmain loss he hota hy hmain sirf aik limit k undr trading krni chy or hmain ye limit cross ni krni chy trading kr kr k Baz Dfa trader Bazar ho jty hy or un ka trading krny ko dil ni krta jis ki wja sy un ko loss ho jta hy es ly limit sy zyda trading krny sy faida ni Bilkay loss he hota hy
                    • #11 Collapse

                      G han over trading se humy loss he ho sakta hai..trading just us time he ki jaye jab trading ka time ho..time se opar trade karnay se apko he loss a skta hai..
                      So pls sabr se kam len aur jab trading ka time ho ap tab trading karen aur zayada fast trading b na karo..lalch se apko he loss a skta hai.
                      • #12 Collapse

                        jab aap target trading nahe kartay aur har time trades karna chahtay ho ye over trading mei count hota hay kyun kay humey sirf wohi trades karni chaiye jo trades hoti hain agar hum bagair analysis kay zabardasti trades karain gay ye over trading hogi ye risky condition hojati hay aik din mei confirm 2 trades bhi kaafi hoti hain
                        • #13 Collapse

                          yes sir ap ny theek bat ki hai k forex mien jab hum over trading kerty hien to hamain es mien sirf or sirf loss he hota hai or es k sewa hamain profit kam o besh hota hai es lye hamain yeh he sochna hai k hum es mien aa ker earning kis tarah ker sakty hien
                           
                          • #14 Collapse

                            achi trade karny k liye hamain learning karni ho gi tab hi hum run karein gay auur hamain market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is forex main greed ko avoid karna ho ga ta k is main achi trade karny main bi asani ho saky gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Ali 4043 پيغام ديکھيے
                              salam to all users,

                              me ap sub logo ko pehle to ye bata dun k over trading kia hoti hai over trading ka matlab ye hai k hum jab zaroorat se zada trades open krte hain to use hum over trading kehte hain means agar hume 20$ daily k banane hain or us k lia hum 10 trades open krlain to es kisam ki trading ko hum over trading kehte hain
                              over trading krne se hume zada tar loss ka samna he hota hai us k elawa hume bht zada tention rehta hai market ki her waqt jiski waja se hum koi or kaam achi tarha ni kr pate hain q k hume her waqt market ki he tention rehti hai dosto shukreya
                              e

                              Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Hum Kisi bhi kaam ko over kare Toh Humein usne nuksaan batana padta hai aur trading Kaisa business Hai Isko Na Paye p o l y Andaaz main karna chahiye Kyun Ke Hum Abhi Trading ko Sikh rahe hain toh Hame choti lots par kaam karna chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X