Strong knowledge wali currencies mein trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strong knowledge wali currencies mein trading
    Jo traders new hain woh aise pair mein trade laga detay hain jin per unn ka koi experiance nahin hota aur jis per pahele kabhi unhoun nay trade nahin lagai hoti iss lye unn ko loss bhi hota hai aap agar trading mein kamyabi sae kaam karna chahtay hain tou jo currency pair aap ko acha lagta hai aur aap ka uss mein experiance bhi hai aur aap kay lye suitable hai unn per trade kya karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jin currency men apko ziada experience hota hae agr aap pakka unhi py hi trade karren to apko ziada behtr natija milly ga aur agr aap ny har currency ko hath dala hua hoga to sab py hi apki grift dheeli hogi lihaza aap kuchh currencies ko hi pakka pakka trade karren to apka experience ziada barhy ga.
    • #3 Collapse

      Ftl Hame forex market Mein Jab metre reading Karni chahiye toh Jeene currency pair ke upar Hum a strong knowledge Ho only currency pairs ke upar Hame trading Karni chahiye Hame chahiye ke hum JP trading Kare gbpusd aur jitne bhi major currency pairs hai Janatha support and resistance area very clear Hota Hai phone ke upar Hame trade Lena chahiye apni instaforex bonus account Shaitan Ke Humse Zyada losses Ka Khazana hu
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai aap ne bilkul theek kaha hai humain unnhi currencies mein trade karni chahyea jis ka humain knowledge ho uss ki marjet ki movementt ko hum samajhtay hoon aur jis ko hum nahin samajhtay pahele uss ki practice karain phir uss per trade karain
        • #5 Collapse

          Jee bhai jn bhot hee achi maloomat de apnay - meraa zaati torr par yeh khyaal hy ky kam sy kam los ki stretgy apnani chahye beshak wo kisi bhi tarah ki ho mein ajj sb logo ko khnaa chahta houn ky satrategy koi bhi hoo apnay aik kam zaror karnaa hay ky mony mangmnt ko nahi chornaa icc ki sb sy badi wajah yeh hy ky jb bhi ap ic ko chorein gy to ap apnaa acount gnwaa bthn gy
          • #6 Collapse

            Jo new Traders hian wo jab Forex ki market mai enter hote hian to wo start main sahi tara se practice karte hain or practice karte hue unain bohat se pairs pe trading karne ka moqa mita hai or wo apni strategies ko tmam pairs pe set karte hai islye unain jo bi pair us time sahi lage ke right direction main jaye ga us favor main wo us main trade lga lete hian even unain us ke bare main knowledge km ho ya zyada ho matter nae karta hai.
             
            • #7 Collapse

              agar hum knowledge ko enahnce kar kay trade karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach say market main earning nahi hoti ulta humay market main loss ka samna karna parta hay humay sabar kay sath he kam karnay main faida hota hay
              • #8 Collapse

                Ap ko jin currencies ke bare main zyda knowledge ho try karian usi pe trading karain ap ku ke bohat zaruri ha ke humain trading main winning bi ho or agr hum Trading main successful hona chahte hai to huamin uni pairs ko select karana chaiye jin pe humain zyda knowledge ho zyda experience ho usi pe trade lain to sahi ha.
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
                  Jo traders new hain woh aise pair mein trade laga detay hain jin per unn ka koi experiance nahin hota aur jis per pahele kabhi unhoun nay trade nahin lagai hoti iss lye unn ko loss bhi hota hai aap agar trading mein kamyabi sae kaam karna chahtay hain tou jo currency pair aap ko acha lagta hai aur aap ka uss mein experiance bhi hai aur aap kay lye suitable hai unn per trade kya karain

                  My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma ager him log ki kiss bi currency ki market ky trand ka pta ho to phir AP is waqat is ma trading KR skty ho

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X