Gold pe Trading bohat risky hai, Phir bi zayda tar log Gold pe hi Trade Q karte hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold pe Trading bohat risky hai, Phir bi zayda tar log Gold pe hi Trade Q karte hain?
    Gold pe Trading bohat hi Risky hoti hia, Gold ka spread bi zayda hota hai, Phir bi log Gold pe hi Trading Q karte hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ye bat sahe hai k gold pai trading bht zadia risky hote hai laiekn main ap ko btata chalo k zadia tar log gold pai trading is lie karte hain q k gold ki market kim movement bht tez hote hai market up and down bht jaldi jaldi hoite hai aur jahan si ka spread bht zdai hiota hai wahan is ki market ki agar bthre se bhe movement ho to apko acah khasa prfoit mil jata hai q k ye metal currency hai aur metal currency humesh apko bht zdai profit daite hai q k is ki market value bht zaida hote hai is lie i thinkm so zadi log is p[ai trading karan pasand karte hain
    • #3 Collapse

      Gold ke Trading Risky he ya Na


      Gold aik profitable trading ka pair he yeh bat to he keh es mein spread zyada hota he laken hmein spread se koi dr nhe lgta he aur gold ka agr spread zyada he to es ke profit ke sharh bhe to zyada he es lie trader ko gold ke pair pr trading krna acha profitable sabit hota he gold mein trading risky tab hote he jb trader ko gold ke news aur updates na hon aur trader ka experience gold pair ke bare mein sahih na ho to us sorat mein trader ke lie gold mein trading krna loss ka sbb bn skta he to mein yeh kahon ge keh forex trading mein gold mein bhe ap trading ache kr skte hein bsharte keh ap ka trading mein acha experience ho aur ap gold pair ke updates aur news ko watch krte hien aur apne trading mein gold ke sahih price movement ko smjh kr apne trading gold mein krte hien to gold se acha aur koi trading pair ap ko nhe lge ga aur ap asane se gold ke trading kr ke acha profit rozana hasil kr skte hien to gold ke trading mein risk management krna to trader ke apne zimadare hote he aur risk tab trader khtm kr skta he jb trader gold ke trend ke saath chl kr apne trading kr rha hota he to phr trading mein koi risk nhe rhta he aur gold boht acha profit trader ko de jata he.
      • #4 Collapse

        Gold Par Zaida Trading Ke Wajha
        Ye baat aapki kaafi had tak drust hai k gold par trading bht zaida risky hoti hai aur gold he trading main logon k liey bht bary loss aur bht bary profits ka zarieya banta hai. Aur kafi zaida traders aapko sirf gold ko samjhny aur es par trading karny ka mashwara dety hain. Lekin gold par trading karny k liey es ko sahi samjhna aur es ke price movement ke wajha aap ko pata honi chahey jis say aap gold main acha profit hasil kar sakty hain. Gold par trading chand pairs k baad sab sy zaida ke jaati hai uske wajha kuch aise hai.

        Market Crash Nahi Hoti:
        Gold main log zaida tar es liey bhe trading karty hain kay gold ke price market main zaida tar crash nahe hoti aur market bahut zaida stable rehti hai. Goo kay gold ka trend time k sath sath tabdeel hota rehta hai magar gold ke overall price trend k hisaab say he move karti hai. Jis main market crash ya aik dam say bht zaida movement jis say aapki saari investment aik he baar urr jay aisa gold par nahe hota hai.

        Volatility:
        Gold ko agar daikha jaay to baki market kay hawaly say sab sy zayda volatile samjha jaata hai. Volatility ka matlb hai kay market main value up down kafi zaida hoti hai. Jis ke wajha say day trading or short term trading kay liey ye best choice kaha jaata hai. Jo log volatile market pasand karty hain un kay liey gold he sab sy best choice tasawar kiya jaata hai. Aur phir gold ke price dollars main hoti hai jo kay bara plus point hai k agar aapko dollar ke direction samjh aa jati ha k up jana hai ya down to us hawaly say aapkoo gold ke price ka bhee idea ho jaata hai.
        • #5 Collapse

          g han other pairs se zeyda risk gold trading me hota hay magar traders me gold trading bahot zeyda popular es waja se hay key es me profit be bahot zeyda ho sakta hay, esy expert traders jo candle stick ko understand karny me master hoty hey wo kabi be gold me loss nahi karty aur hamesha hi gold me esy traders ko profit hi hota hay, mery jesy traders jes ka experince es level ka nahi hota key ham candle stick aur news ko samj sakty hey hamy gold me trading nahi karni chaye, gold me expert aur market master traders hi trading kar sakty hey.
          • #6 Collapse

            gold pay trading karna bohat risky nhy hay gold profitable hay aor wasy to all forex market high risky hay aor jo bhi trader trading ka pair choose karta hay us main risk hota hay aor is tarah gold bhi aik trading ka pair hay aor is main bhy risk hay phr is main trader zyada trading is waja say karty hian kah gold ki trading main un ko profit earn zyada hota hay aor gold ki trading main trader ko experience ho trading main gold kay pair kay trend ko follow karain aor gold ki price action aor price movement ko follow karty howay trading karain phr gold profitable hay aor jo trader gold main without knowledge aor experience aor baghar kisi information kay gold pay trading start kar dain gay phr un kay liay high risky hay aor in ki trading main investment waste ho jaty hay
            gold pair main profit earning kay liay is ko smjhna must hay aor gold daily trader ko good profit day ga jb trader is ki movement ko follow karain gay aor traders ko gold ki information ho gy aor trader gold market kai news ko time say dakhay ga aor trader gold pay nzar rakhay ga aor gold kay right simat ko follow kar kay trading gold main karay ga big profitable trading gold say ho jay gy
            • #7 Collapse

              g may ko is batt k sath mukamal aggree ho k yahan say ap ko kaamkarnay k lye buhat difficulties atai ha yahan say ap ko kaam karnay say ap ki mahant ko kafi samjh kar karna hot ah jis ki waja say ap ko kuch samjh kar working karna hoti ha phr ap ko kakam
              • #8 Collapse

                dear jitni zayda gold par trading k faidy hai atny ho sakty hai k ap ko currency par bhi faida na ho kun k jab hum ais makret mai kaam karty hai to hum ko ye ni pata hota k currency kitna aik din mai move kar jaye magar gold mai agar hum lot kam use karty hai to ais mai trading bahot hi safe hai kun k ais mai jab bhi hum trade karty hai to hum ko ais profit acha ho jata hai agar humra account 100$ se bara hai to hum ko gold par trading mai masla ni hota aor hum ais mai acha profit bana skaty hai ais liay ais mai trading zayda log karty hai.
                • #9 Collapse

                  G han ap.ki bat bilkul.theek hay gold waqai main aik boht riski pair hay aur is par trade karn bhi boht riski hay boht se log hay jo sirf gold par hi trade karte hay jab k main samjhti hun humae gold par trade nai karni cahiay kiu k is main spraed boht zada hota hay aur is main hunae profit bhi boht kam hota hay aur is k ilawa gold ki jab bhi news aati hay tou gold ki movement boht zada hoti hay is liay gold news par chote capital wale trader aur kam expiriance wale trade ko news par trade nai karni cahiay gold par wohi log trade karte hay jin ka capital zada hota hay aur us k ilawa jin ka expiriance zada hota hay big trader karte hi gold par trade hay kiu k un ka gokd par expiriance boht zada hota hay
                  • #10 Collapse

                    Aise logon ka yaha par ye Pyar Hota Hai Kya Kar Hum Bole Mein investment kar dete hain toh Hame Aur nuksaan Hoga Jab Ke Aasan Nahi Hai gorki direction do cycle of karti hai kya Rakhna padta hai ki market kis. Par aapko Jyada profit generate karke de Jayegi aur kis jagah se aapko Yahan Se Bojhena nuksaan uthana padh sakte hai aapke paas kuch na kuch backup hona chahiye kaam karne ke liye
                     
                    • #11 Collapse

                      G app ke yeh baat durust ha ke Gold ke trading baqi currency market ke nisbat bohot ziada risky hai. Lakin phir b log iss mai trading karna pasnad karty hain tu iss ke main reason yeh hai k :

                      Gold ke market jitney ziada risky hai iss hisab say yeh rewarding b bohot he ziada hai aur traders ager iss mai achi trading kar rahy hon tu phir in ko apni trading kay against reward b currencies ke market ke nisbat bohot he acha milta ha.
                      Waise gold ke market baray account holders kay liye bohot he ziada risky b nai hai lakin chotay account holders kay liye iss mi risk kafi ziada hota hai aur in ko lazmi toor per iss mai trading avoid he karne chaye
                      • #12 Collapse

                        gold ki trading main zeyda log es liye karty hain q k es ki moving bpoht fast hoti hai or es main har kmyab trade apko boht acha profit de jati hai es main expert trador boht achi tading kar rahy hain or har trador k pass gold ki trading main acha experince hony ki wajah se wo achi trading kar rahy hain baki mera khyal hai k aghr hmain har pair ain trading karny ka expernce ho tu hum bhi boht achi trading kar skty hain or es k liye bahtr yahi hai k apni learning ki traf focusrakhen or jitna ho sky otna he forex ko time den ta k hum bhi achy tradors main shamil ho jaen
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ahmedazhar پيغام ديکھيے
                          Gold pe Trading bohat hi Risky hoti hia, Gold ka spread bi zayda hota hai, Phir bi log Gold pe hi Trading Q karte hain?

                          G Bhai gold py trading krna bhot hi riski Kam ha kau ky ager him log gold py trad open krty ha to hmra account loss ma ja skta ha or hmra account wash bi ho skta ha kau ky gold ma market bhot hi tazi movement hoti ha or Mary khayal ma him logo ko currency ma trading krni chya na ky gold py
                          • #14 Collapse

                            G han jnb aap nain bilkul sahi kaha hai market main gold and oil woh do cheezqin hain Jo k bht risky hain jin PR trading karna bht mushkil hai air risk hai lakin phri bhi logon ka barhta hoya tujhan is taraf bhtziada hai q k is main aik to movement bht ziada hoti hai air doosra profit ka chances bht zida hotay hain in ko samjhnain k liye aapko both type of analysis PRtawajyh deni ho GI tb hi aap kamyah hun gay otherwise kamyabi hasil karnan bht mushkil ho jata hai is liye gild PR trading zaroir karain lakin technical air fundamental analysis donon ko ziada tawajuh dain aur donon ko sath sath lay kar chalian tb hi kamyab hun gay...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yeh Toh Sach baat hai kya gold Mein Kaam bahut difficult hai aur Main Agar Hum a long time ke liye Ja Pareshan Karte Hain Is Pal working karte hain toh hum Yahan Par Jyada time ke liye Ja se profit nahi nikal sakte hain Hum Yahan Par Aksar Insaan Ho Jata Hai Lekin Iske bawajood bhi bahut gold Mein kaam karna pasand hai Jiski wajah se market mein bahut jyada mobile Dekhne Mein Milti hai aur main kaam bhi bahut aasani Se Mil Jata Hai karne ke liye
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X