making the new thread
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    making the new thread
    koi mujhy ye bata skta hha k haam yahans ay daily base par kitny thread bana skty han or thread banay say yahan say hamari income ko kuch milt a b ha k nahi ye nahi ye useless cheez ha kiya is say hamen milye ga kaam karnay k against is may say
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jnb aap nain acha sawal kiya hai thread create kar nain k bht say faiday hain aur is say aap ko bht say faiday hasil hotay hain aik to aap ki knowledge main izfa hota hai aur aik aap ko bonus ziada milta hai agar aap ki thread achi ho GI to ziada log view karain gay air thanks bhi ziada milain gay is liye useful air knowledge waali thread great karain ta k logon aap ki thread ko like or thanks dainaur aap ko acha bonus milta air han g forum main posts air thread ki kuch limitation hai doosray portion main to aap maximum 4 thread great kar saltay ho PR idher ka ni pata air ISSI tarah post ki kuch limitation hai agar aap ziada created karo gay to delete kar do jayen GI...
    • #3 Collapse

      dear mery khayal me jab tak threads ki limit finish nahi ho jati tab tak threads agar ham start karty be hey to koi masla nahi, jab daily threads ki limit hi complete ho jati hay to per ham koi be new thread next day se pehly kabi be start nahi kar sakty hey, rules ko dake kar hi threads aur posts limit pori karni chaye, agar rules me 4 threads daily start karna allow ho to 4 threads se zeyda kabi be threads start nahi karny chaye, agar ham rules ko follow nahi karty to hamari posts aur threads rating up se down move kar sakti hay.
      • #4 Collapse

        Yes dear forex forum main threads ki ak limit di gye ha .jb agr wo poori nahi hui to thread lagay ja skty hain.or agr daily ki limit poori ho gye to us k bad new threads nahi laga skty .phir members ko next day ka wait krna pary ga .daily 4 threads laga skty hain.threads ki quality achi honi chaye.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd08 پيغام ديکھيے
          koi mujhy ye bata skta hha k haam yahans ay daily base par kitny thread bana skty han or thread banay say yahan say hamari income ko kuch milt a b ha k nahi ye nahi ye useless cheez ha kiya is say hamen milye ga kaam karnay k against is may say
          Bhai Main Coffee Bar Is thread ko reply kar chuka hoon aap sirf rosana Ke Char new threads create kar sakte hain aur usse aapko bahut jyada fayda Hoga Kyunki aap Jab Koi new thread create Karenge toh usko reply Karne Wale Bhi Jyada Honge aur usko thanks Karne Wale Bhi Jyada Honge Jiski wajah se aapko bahut hi accha profit Hasil ho sakta hai Kyunki new threads ki Bole Jyada jarurat hoti hai posting ko Gari rakhne ke liye
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd08 پيغام ديکھيے
            koi mujhy ye bata skta hha k haam yahans ay daily base par kitny thread bana skty han or thread banay say yahan say hamari income ko kuch milt a b ha k nahi ye nahi ye useless cheez ha kiya is say hamen milye ga kaam karnay k against is may say
            Bhai ma AP ki bath sy bilkol agree krta ho is leya him logo ko chya ky jib bi him log posting kre ya phir him log new thread create krty ha to him logo ko Chaya ky pakistan forex forum ky rules ko follow krna Chaya or or zayada informative thread or posting krni chaya phir hi log is sy fida hasil kr skty ha
            • #7 Collapse

              Asalm o alaikum apnay boht hi acxha sawal kia ha g han bilkul thread create karnay ky boht sy faiday hein is sy hamein boht sy faiday hasil hotay hein aik to ham,ein knowlwdge hasil hoti ha dosra is sy hamein zaida bonus milta ha jab log ham,ara thread view kartay heinm to wo hamein likes aur thanks dein gy jis ki waja sy hamein zaida bonus mil jay ga is liye hamein chahye ky zaida sy zaida achay aur knopwledge wlay thread create karein takay log jab hmaray thread ko view karein to wo zaida syu zaida likes karein aur thamkls dein aur apko zaida bonus mil sakay
              • #8 Collapse

                dear jaisy ap ne baat ki hai k hum agar ais forum par kaam karty hai to hum ais mai aik din k andar kitny thread generate kar sakty hai to aus mai dear ye hai k hum aik din mai 4 thread bana sakty hai aus se zayda hum ni bana skaty agar hum ais mai 4 se zayda thread generate karty hai to aus mai humry thread delete bhi ho jaty hai ais liay hum ko chaye k hum ais mai posts zayda kary aor ais mai thread generate na kary ta k hum ko ais mai kisi kisam ka masla na aye aor hum ais mai acha bonus hasil kary jis k liay rules ko follow karna zarori hai.
                • #9 Collapse

                  MAKING NEW THREAD
                  New thread bnana ke daily limit 4 say 5 hay aor forum main thread bnanay sy hamari income hoty hay qion kah forum say hmain har thread banay ka bhy bonus mily ga aor thread main jo knowledge share ho woh forum rules kay mutabiq hona chhy aor thread koi unliess cheez nhi hy aor forum main thread say jitna zayda fiada dosry members ko mily ga us hisab say hy thread bnaany waly members ko bonus mily ga aor forum main jitna bhy working karain hmain km mahsoos hota hay qion kah forum main knowledge and experience ka big zakhira hay jo kah na khatam honay wala hay aor forum main hmain honesty say working karni hay forum members aik dosry ko good information waly thread share karain aor forum main best things share krain jin kay use say sbhy members ko faida ho aor forum aik best world level ki forex market main joining kay liay place hay aor forum main good thread daily jo forum allow karta hay utny hy karain aor forum rules ko follow kartay howay thread create karain unless aor less use thread na hon good information walay thread hon is say hamari income mean kah bonus zayda ho ga
                  • #10 Collapse

                    forex trading main new roles k according hmain aik din main 10 thraeds banny tak ki ijazat hai es se zeyda main thareds nahi karni chahye q k yah new roles hain zeyda karny main kiya hota hai es bat ka nahi ilm laken sunny main yahi aya hai k itni threds bna skty hain threads banany k bhi roles hoty hain k forex se related informaton add karni chahye q k threds ki quanity se zeyda quality best honi chahe ta k oka acha bpnus mil skay or jo threds bnaty hain wo ayse threds bnaen jis main bar bar aik he bat ko discus na kiya jay ta k threds lki qality par bhi acha empact kary or es ka logun tak faida bhi ho
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: making the new thread

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      dear mery khayal me jab tak threads ki limit finish nahi ho jati tab tak threads agar ham start karty be hey to koi masla nahi, jab daily threads ki limit hi complete ho jati hay to per ham koi be new thread next day se pehly kabi be start nahi kar sakty hey, rules ko dake kar hi threads aur posts limit pori karni chaye, agar rules me 4 threads daily start karna allow ho to 4 threads se zeyda kabi be threads start nahi karny chaye, agar ham rules ko follow nahi karty to hamari posts aur threads rating up se down move kar sakti hay.
                      Ji bhai jan main ap ki bat say bil kul agree karta hon lakin aik bat thread kay hawalay say maray knowledge main jo ai hay jo main nay Pak Forex Forum say mukhtalif members ki posts reed kar kay hasil ki hay us main kai logon nay thread ki quantity kay baray main different remarks diay han koi kehta hay k aik din main 4 threads create kar saktay han koi 5 aor koi 10 threads create karnay ki bat karta hay koi bonus kay baray main kehtay han k thread create karnay say bonus milta hay koi kehta hay k nahen milta is taran har new member confusion ka shikar ho jata hay k kon thek hay aor kis ki bat mani jay maray khial main behtar to yahi hay k forum kay rules and regulation ko reed ki jay aor thread create karnay ki bajay posts kay jawab day kar ziada say ziada posts karni chahiay threads bhi posts main account hotay han aor in ka bhi bonus milta hay agar threads Forex trading kay baray main hi hon to aor un ki waja say member kay knowledge main azafa ho fazool thread ko shumar nahen kia jata
                      • #12 Collapse

                        Re: making the new thread

                        bhai pahli bat tu yah hai k hmain yahn par threads bnanay ka bonus milta hai aysa nahi hai k hmain bonus nahi milta hmain har posts ka bonus milta hai laken oski requaired k hisab se q k hum yahn par posts karty haiun tu hmain un posts ka jo bonus milta hai wo withdrawable hota hai es liye aghr hum yahan par thrdes bhi bnaty hain tu oska bhi hmain faida he hoga tu ap aghr yahn apr thrdes bnaty hain tu apko daily base par 4 thrdes bna leny chahye wohi boht hoty hain q k jub hmara kam thora ho ora cha ho bhi hmain acha bonus mil jta hai or hmain acha bonus bhi mil jta hai jub k zayda kam karny or khrab karny ka hmain koi faida nahi milta hai tu kam thora kar lena chahye laken best kar lena chahye
                        • #13 Collapse

                          Re: making the new thread

                          bhai aghr ap es forum main threads bnana chahty hain tu ap 4 daily k threads bna skty hain or yahi best hoty hain es k ilwa aghr ap threads bnana chahty hain tu apko out class k threads bnany hoty hain jin main forex ka knowledge ho or ap os knowledge se dosron ko trading k kuj types or roles bsmjha sken es k sath apko yhan se acha bonus milta hai or ap apni trading main es bonuys ko use bhi kar skty hain or sath main ap k apss choice hoti hai k ap es ko wothdrwa bhi ly skty hain tu aysa hai k aghr ap apni yahan par posts kar rahy hain tu apni posts ko miyari bnaen aghr acah bonus ahsil krna hai tu
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: making the new thread

                            bhai ap forex contest main daily base par 4 threads create kar skty hain tny he kafi hoti hain es se zyda ap ko nahi karny chahye mera khyal hai k aghr hum thora kam karen laken acha kam kar len yahi best hota hai aghr hum zyda kam karen or acha na karen tuu hmain koi faida nahi milta hai tu es liye contets main acha kam karen or miyari karen ta k apk kamm ko log pamsnd karen or apko thanks bhi milen or apko thanks se he acha bonus milta hai or apko acha bonus jub mily ga tu ap osko withdraw krwa skty hain or es contets main ap jitna cah akm karengy otna he apko acha bonus milta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: making the new thread

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd08 پيغام ديکھيے
                              koi mujhy ye bata skta hha k haam yahans ay daily base par kitny thread bana skty han or thread banay say yahan say hamari income ko kuch milt a b ha k nahi ye nahi ye useless cheez ha kiya is say hamen milye ga kaam karnay k against is may say
                              Dear friend Pakistan forex forum pe jo new thread post karty han ye same aik post reply karny ki tahra han agr ap thread quality or quantity k lihaz sy acha post karty han to ap ko is k likes milty han un likes ka ap bounce mily ga wasy koi farq ni ha
                              Is ley dear humy chae ha jab bi post karny to quality or quantity k lihaz sy ache thread post karen or maximum bounce hasil karny jtna thread main knowledge or experience share karny gy utna he ap ka thread like kea jay ga or ap ko ziada sy ziada bounce mily ga is ley humy ziada sy ziada post ache quality or quantity waly karny chae han post ka bounce alada milta ha or likes ka bounce alada milta ha post hon ya new thread in ka bounce same hota ha sirf quality or quantity ki waja sy farq parta ha jis k quality or quantity ache ho ge us ka bounce bi ziada ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X