Gold Trading Market Movement?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold Trading Market Movement?
    Gold market kafi der sy sell me ja rahi hai to kya ye sell me hi jati rahy gi? Or ye kafi der sy down q hai is k pichy reason kya hai or next kis tarf move kar sakti hai seniors members zaroor bataye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab Hum market me invest kar dete Hain gold pandra kiski movement was Jyada market perfect Karti Hai Yeh Sach Tha Main control karna hoti hai ki market ki movement kab kis site par kaise manage ki Ja sakti hai market kit direction to follow kaise kiya Ja sakta hai kaam Kaise manage Kiya Ja sakta hai
     
    • #3 Collapse

      gold ki market kafi sell main ab ja rhy hain aor gold kay buying aor selling kay session bhy hoty hian aor baqi bhut sary issues bhi gold ki trading main hoty hian aor world kay demand level par gold ky prices ko up down kia jata hay aor gold ki market abhy mazeed down jay gy aor gold ki price ko down dollar kay up ki wajah sy kia jata hay aor dollar ka rate high hota jay ga gold ka rate down hota jay ga mean kah gold selling main jay ga aor trader ko gold main trading karty hian woh gold ki news ko watch karain gold ko fundamental analysis karain aor gold ki price movement ko smjha karain aor gold ki market selling main bhy trader ko profit day jaty hay aor buying main bhy profit day jaty hay aor gold kay trend ko understand karna aor gold ki price movement ko follow kartay howay trading gold main karna profitable hay aor gold ki selling position world level ki gold ki demand par kay jaty hay agr demand world main gold ki km ho gy gold sell main jay ga aor gold ki demand zyada ho jay gi gold buying main jay ga
      • #4 Collapse

        dear jaisy ap ne suna hoa hai k Trend is your friend to aisy hi agar ap gold par trading karty hai to ap ko ais mai agar kaam karna hai to ap ko trend mai hi sirf trade karni chaye kun k agar ap ne trend se hat k trading ki to ap ko ais mai ye hai k loss ho sakta hai magar gold mai ye hai k pull back par log entry le lety hai aor aus k baad kehty hai k market stop loss hi hit karwa rahe hai aus mai ghalti hum ye karty hai k hum jo bhi trade lagaty hai aus ka phly hum ko trend dekh lena chaye kisi bary time frame mai agar market ka time frame ap ko down trend bata raha hai to ap ko kabi buy mai trade open ni karni chaye hamesha trend k sath hi trade open kary ta k ap ko aus mai faida hi ho.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
          Gold market kafi der sy sell me ja rahi hai to kya ye sell me hi jati rahy gi? Or ye kafi der sy down q hai is k pichy reason kya hai or next kis tarf move kar sakti hai seniors members zaroor bataye.

          Bhai gold ma market bhot tazi sy move krti ha kabi bhot hi zayada up side ki trd move hoti ha or kabi down side ki traf move hoti ha ager him logo ny gold py trading krni ha to phir him logo ko sub sy phly apny account ko charge krna hota ha jib hmra account charge ho jat ha to phir him log gold star acha profit bna skty warna hmra account wash bi ho skta or boht zayada loss ho skta ha
          • #6 Collapse

            me apki baat pe agre krta hon k forex trading me gold ki movmet bohat hi teez hoti hai or aj kal gold k hawala se me ye kaho ga k gold up jany ki tayari me hai ye gold apne trend banany ki koshishs me hai to apko sell trading lgana seve ni hai apko buy hi trade lgna lazmi hai
            ALWAYS BE HAPPY
            • #7 Collapse

              Dost aap nain bht achi baat share ki hai good ka anlyais karnan easy hai aur isko samjhnain k liye fundamental air ttechnaical analysis bht zarori hai is ki market movement kabhi ziada hoti hai kabhi bilkul slow ho jaati hai aur gold PR trading k liye zaroori hai k aap USD ki movement PR tawajuh dena parhaygi tb aap gold ki movements samajh pao gay q k yeah donon aik doosray k ult chaltay hain agar USD ki value up ja rahi hai to gold ki value down jaye GI aur agar USD down ja raha hai to gold ki value up jaye GI Ayr doosra gold ki demand PR bhi isko value bht depond karti hai agar demand ziada ho GI to isko value up jaye GI....
              • #8 Collapse

                zarori nahi key gold agar bearish trend me ja rahi hay to ye musalsal bearish jaye gi market me esi movement be asakti hay key market trend big bullish movement me kesi be time a sakti hay, news par nazar honi chaye, jesy hi bullish signal mily gold ko buy kar lena chaye yahi wo time hay jes se traders faida le sakty hey, traders ko gold me ye advantage hasil hay key agar ab gold market trend bullish trend move kary gi to big movement hi aye gi jes se bahot zeyda profit gold me earn ho sakta hay, jab tak bearish trend end nahi hota gold ko buy nahi karna chaye.
                • #9 Collapse

                  Dear members according to my experience gold yeah metal trading Kisi bhi risk se bahut dangerous hai Forex trading mai new member ko Gold ke paas se b nahi guzarna chahiye Jab Unka experience one year se jyada ho jaye Toh unko gold trading mein real account pay koi bhi trade open Karni chahiye lekin usse Pehle one step very important is demo account pay metal trading gold raiding instaforex broker a demo account pay karne ke baad real account mein trading Karni chahiye aaj kal gold range mein move kar raha hai weekly estate nahi hai gold bullish yeah biresh fight mein hai Kabhi Bulls power main Hote Hain aur Kabhi beers power Mein Aa Jaate Hain
                  • #10 Collapse

                    Market main bas me karne ke liye spin long time ke liye working karne ke liye aapko Yaad se apne account ka Mange karna Hota Hai Jab aap apne account manage karna chahte hain isme investment karne ke liye aapke paas capital aa jata hai aur Aapke Hain Kaun aap apne Gham ko generate karna Chod Kar Dete Hain aap bolega speak Ki Saari Baatein Kar Payenge aur aage Jayenge
                     
                    • #11 Collapse

                      Main kahon ga pori forex trading ki market main sub say dangerous pair jo hai wo gold per trading hai last 2-3 weeks say gold jo hai wo bohat tight ranges main movement kar raha hai aor is ki is tight ranges main movement ki waja say bohat say traders ko loss bhi huwa hai aor kuch kay to accounts he wash ho gaye hein. Mera apna acount wash ho gaya tha gold per galat trade laganey ki waja say. Eak baat aor hai forex main apko patience ki bohat zarorat hoti hai is liye hamesha patience rakhein agar ap realy work karna chahaty hein aor forex main gold say earn karna chahtay hein.
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold Trading Market Movement?

                        Forex trading World ka sabse bada business hai aur Forex trading main daily 7 trillion dollars ki trading ke Jati Hai Yahi wo Jagah Hai Ke Forex trading day by day sabse bada Businessman Ta ja raha hai aur iski popularity mein aisa hota ja raha hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold Trading Market Movement?

                          forex aik bohat bara business hain hamy is mai gold mai kam karna hain to hamy expert banna chahey or hamy mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading be kar sakty gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai hum investment be kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain forex aik real business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold Trading Market Movement?

                            Hamlogoko gold par trading karte waqt bahut hi aisi baat karni chahiye Kyunki gold par market Kafi fast move karti hai aur Aksar aukat logo ko loss hota hai isliye lost or recover bhi karna Mushkil hota hai isliye Hum logo ko isme trading Nahin Karni chahi
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold Trading Market Movement?

                              Gold trading abi ak pattern bana rahi hay jis ki wajah say ab gold ka pair up ja sakta hay. que kay gold per kafi logo ki nazar hoti hay aur is per boht say log trading kerna pasand kertay hain. is liye gold ki trading main invester zayada hotay hain aur har move per nazar rakhtay hain. gold kay up janay ki wajay is ka falling wedge ho sakti hay. aur wo bhi abi break ho chuka hay aur us per gold correction bhi ker raha hay. mumkin hay kay isi level say price up jana shoro ho jaye. is liye apnay weapons ko ready rakhen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X