risk within limit and risk beyond the limit!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    risk within limit and risk beyond the limit!
    Dear members! Risk 2 tarah k hoty hen. Aor ye clessification inki loss raatio ko mad'e'nazar rakh kr ki jati he, no.1 risk within limit wo hota he jis k baghair trading nai ho sakti air agar loss ho bhi jay to to blance ko zeyada damage na kry, no2 wo risk jo gjair zaruri lia jay, jis risk k baghair bhi thoora bahot profit mil sakta ho wo risk kha makah ly lena ,ye un recoverabla hota he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sir meray nazdeek risk na lyna behter hai lakin kahin py lyna py parhta hai lakin koshis ki jaiy kam say kam risk lia jaiy aur trafing shoro us time ki jaiy jb ap fully familiar hon risk say b aur trading say b jahan tk mera khayal hai knowledge zrori hai with in limit nam sy hi zahir hai k limit k ander aur e sk bagair trading kr hi nei saktay hain aur dosra yeh k wo risk jis bharpae nein ho sakti
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum ki bhai aapne thik Kaha display Na Tu chahiye lekin aapko jab tak market analyse nahi kar lete aap ko race nahi Lena chahiye Agar market ja rahi hai yaad aa rahi hai aapko Uske baare mein Maloom Nahi Hai aur aap theek lete hain toh aisa koi bhi trader Jo ke accha ho woh nahi karta
      • #4 Collapse

        Ap nay kafi achi baat shre ke . Trading kay doran loss ke possiblity har trade kay doran rehti hai aur traders chay kitna he acha decision lain lakin loss ka chance trading kay doran majood rehta hai jis ke waja say traders ko chaye ke woh trade open karty time he iss ka stop loss use define karin ta ke traders ko apny haony walay loss ka b sahi idea ho saky .
        • #5 Collapse

          forex trading aik risky business hai es iye hmari trading main risk ki ratio kafi miqdar main hoti hai es liye hmain apni learning ar depend karna hota hai k um kis qadar risk kokam rakhty hain or trading karty hain tu forex trading main risk ko kam karny k liye knowledge ko enahnce karna boht zarori hai os k bad har rsik ko cover karna asan hota hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            G friends bilkul thek kah rahay hain ap, risk 2 tarah ka hota hay...ek risk woh hota hay jo ap lalach k leay nai letay aur aisa risk har trade main hota hay aur es say loss aa bhi jay to zayada nai hota...but jo dosra risk hota hay woh lalach k leay hota hy aur yah risk zayada profit ki lalach main leya jata hay aur es main anay wala loss bahut zayada hota hay.

            اب آن لائن

            Working...
            X