Forex ma kesy trading kay waqt stress ko dur rakhy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Agar ap forex main continue trading kerty hain aur kisi trade main ap stress feel ker rehy hon tou apko robot trade ker ky khud ko thora relax ker lena chahiay jis sy apko yeah faida hoga ky apki trading bhi continue rehy gi aur ap relax kerny ky sath ko aur routine tasks bhi complete ker sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      ji han forex tradng ayk risky business hai . is ko krny se pely fresh mind ho jana chaye bhtr hai ky aap ayk plan ky sorat me rh kr trading kryn. trade ky doran mind me lalach ko ya khof ky nhi any dena chaye . aap ki ghlti ap ko nuksan dy skti hai.
      "PATIENCE IS THE KEY TO SUCCESS"
      • #588 Collapse

        Forex mn jb ham hamreal account pay trading kr rhe hote han to esa hoa hy k ham stress mn hote han qun k hmri raqam ris pay hoti hy aur yah khof hota hy jis ki waja se ham stress mn hote hn
        • #589 Collapse

          BROTHER SIMPLE SA HAL HA JAB BI AP TRADING SCREEN K SAMNY AEN DEKH LEN PEHLY K AP mentally stress to ni han agar mentally fresh nhe han to trading na akren aur trading k duran rules e trading karne ap ki trade loss men bi hovi to tention nhe ho gi ap ko
          • #590 Collapse

            humain market main stress ho kar kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakay mag rhumain learning karni ho ga ta kay humain market main loss km say km ho sakay
            • #591 Collapse

              Gee mery bhai ap trading ky waqat stress ko srif ak tarah say dura kr sakty ho agr ap es market mai trend ko follow krtay ho kam kray gy. Kyu trend trader ka friend hai.
              • #592 Collapse

                Ap Forex market mai stress ko dur krba hai tou ap Forex market mai discipline say kam kray gy. Tou ap Forex market mai stress ko asani say dur kr sakty ho. Ap ki earning bhe zada ho gy.
                 
                • #593 Collapse

                  Forex main jab aap without planning key kam karain gey to tension to ho gi aur aap stressed rahain gey. Is sey bachney key leye zarori hy keh aap aik target bana kar kam karain aur without planning key is business main enter na hon. Yeh aik risky business hy aur without planning aap ko loss honey key chances buhat ziada hotey hain.
                  • #594 Collapse

                    stress say hum kis tara say khud ko is market say hum kaam ko khud k liay profit ko hasil nahi kr saqty hain kun k in ki madad say khud ko loss say hum ik khushi say kaam ko krna hai or moka nahi milta hai is market say kaam ko krna hota hai
                    I LOVE PAK FORUM
                    • #595 Collapse

                      Forex trading busniss mai humin chahye hy k hum is busniss ko achi terhan sai seekh ker hum is ko learn ker ke hum is busniss ko jub hum kakarin gy tu hum tension free rha gy
                      • #596 Collapse

                        stress ko apni life se door he rakhna chahiye hamesha mehnat ke sath trading pe dehan laga kar rakhna chahiye greed or jaldi ki waja se loss hota hai or stress mind per bana rehta hai is lye hamesha analysis ki madad ke sath kaam karna chahiye takey ham loss se bach saken or stress mind per na ho sake .
                        • #597 Collapse

                          Dost forex market aik online trading market hi apko market ka move ka anadaza hona chue Pakista n forex forum.ma.discuss kea jata hai ap marlet ka analysis kro aor accountko manage kro aor usky bad trading ka career ka start lo.
                          Acha kaam achy daam
                          • #598 Collapse

                            Forex main trading kartay houye hamen stress main bilkul nahi ana chahiye kiun kay is ki waja say ham say kahen na kahen mistake ho jati hay aur hamen loss face karna par sakta hay lehaza esi soorat e haal say bachnay kay liye best way yhi hay k koi bhi trade open karnay say pehlay market ka achi tarah analysis kiya jay aur apnay experience ko use kiya jay
                            • #599 Collapse

                              Ha aise hota hai jub b trade open kere to stress feel hone lagta hai tension hone lagti hai yeh natural baat hoti hai kisi b business me or Forex b Business hai aik terha se to yeh feeling hoti rahe gi but khud per kaboo pana sikhna hai means slowly slowly stress kam hota jaye ga experience ane k sath sath.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                ap ki bat thk ha kay jb humm log trade krty hay to humy kise cheez ka pta nhe hota ha to hum traed kr daty hay is waga say hum log street may chaly jaty hay or na he hum ko forex ki position ka pta hota ha hum ko chahiya kay hum log sbar say kam lay to faida ho ga zroro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X