Robot sa trading karty waqt account ma kitna balance hona chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    Bro, I think auto trading is dangerous for us..some times we r on loss..robot can't think like us n all money will be wipe out from account. So I like to use manual trade.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      main to ye kahoon ga bhai sahi baat hai main nay aaj tak khud he trade ki hai or main nay kabhi bhi robot trading nahen ki hai or mera to manna he yehe hai kay humein yahan pay khud he trade karni chahiye nay kay humein kisi per bhi depend nahen karna chahiye hai
      • #153 Collapse

        Agar aap Robot sai trading krna chahtay ahin to aap k account mai kamazkam 300 dollers hoan zaroori hai q k agar aap k account mai capital kam hoga to aik galti sai aap ko loss bhi hoskta hai.
        • #154 Collapse

          dear ager hum manually trading kertay hain to to us saurat main 100$ ko survive ker saktay hin laikn ager robot say kerayain to 1000$ kam az kam hona chaiyeh.
          • #155 Collapse

            Ye to trading robot pe depend karta he kay wo kitnay dollars pe kaam karta he es kay liye ye he kay kuch to minimum two or five hundred se kam pe kaam nai karty es liye ap k pass agar koi ea he to os ko pehly check kar lain phir os ko use karin.
            • #156 Collapse

              Bhai jan agr ap forex market mai robot say trading krna chahtay hai to mai apko btana chahoo ga k robot say trading krnay k liye robot ko minimum 1000$ jitna balance zroor dena chahiye Q k is say robot ko acha money management or back up calculate krnay mai madad milti hai.or robot b wohi use krna chahiye jo k trader ki trading strategies k sath familious ho.
              https://t.me/pump_upp
              • #157 Collapse

                bhai robot se account me kam se kam 1000$ hone chaiye agar zyada earn karna hai to but robot starting me profit dea hn but 1 bar me account hi ura deta hn to robot na use karey manual trading krey thankxx :)
                • #158 Collapse

                  main to ap ko yeah mashawara dun ga k ap khud hi trading karo jo ap k liye behtar hai aur agar ap automatic trading kerna chahtay ho to pehlay demo account per auto trading ker k check ker lo is say ap ko andaza ho jaye ga k auto trading k through ap monthly kitnay kama saktay hoaur kitna loss ho sakta hai ya phir kama bhi saktay ho ya nahi.
                  • #159 Collapse

                    forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai experiencea ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha manual trading ker focus kerahe.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #160 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: chsultani پيغام ديکھيے
                      main to ye kahoon ga bhai sahi baat hai main nay aaj tak khud he trade ki hai or main nay kabhi bhi robot trading nahen ki hai or mera to manna he yehe hai kay humein yahan pay khud he trade karni chahiye nay kay humein kisi per bhi depend nahen karna chahiye hai
                      Dear robot trading sy manual trading kafi achi hoti hai. ap ki manual trading mai ap ko experience hota hai kay ap ko kiya seekhna hai or ap ko kaisy apni trade ko sahi tarha sy manage karna hai. Robot trading mai ap kay pas jitna be capital ho.Robot api builtin indicator sy apni trade ko behtar kar sakty hain. ap apny trading mai jab tak es ko loss karty hain tu ap robot pay he depend kar rahy hoty hain. ap apni trading mai robot ki jaga manual trading ko chose kar kay achi trade kar sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X