lot size kya rakhna chaye?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size kya rakhna chaye?
    yaha pr 1 baat mai khna chahta hoo log new hai forex trading mai.mai yaqeen se kh skta ho jo log iss tip pr amal krain gy un ko loss ka chance bohat kam ho jai ga.jesa k title se ahir hai k humain lot siza kya rakhna chye.lot size humesha trade krty waqat dekhna chaye k jo chez ki ap trade kr rhy ho agr wo wromg mai chli jai to ap k pas max money ho k ap ka account wash na ho.misal k tor pr agr hum oil buy krty hain 80.00 se .to iss mai ager oil sell hona start ho jai to humary pas 8000 dollor ka account hona chaye oil ki kimat 0 honay tk.or agr humare pas itnay dollor nai hain to hum us hisab se lot size chota kr dain gy iss se ye o ga k humara account kabi b wash nai ho ga.q k oil ki kimat minus mai to nai jai gi ya 0 to nai ho gi.iss tra krny se hum loss ka chance kam bulky khtam kr sktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: khan1991 پيغام ديکھيے
    yaha pr 1 baat mai khna chahta hoo log new hai forex trading mai.mai yaqeen se kh skta ho jo log iss tip pr amal krain gy un ko loss ka chance bohat kam ho jai ga.jesa k title se ahir hai k humain lot siza kya rakhna chye.lot size humesha trade krty waqat dekhna chaye k jo chez ki ap trade kr rhy ho agr wo wromg mai chli jai to ap k pas max money ho k ap ka account wash na ho.misal k tor pr agr hum oil buy krty hain 80.00 se .to iss mai ager oil sell hona start ho jai to humary pas 8000 dollor ka account hona chaye oil ki kimat 0 honay tk.or agr humare pas itnay dollor nai hain to hum us hisab se lot size chota kr dain gy iss se ye o ga k humara account kabi b wash nai ho ga.q k oil ki kimat minus mai to nai jai gi ya 0 to nai ho gi.iss tra krny se hum loss ka chance kam bulky khtam kr sktay hain.

    Bhai AP ny bhot hi achi bath ki ha laken Mary Khayal ma jtna Kam lot size ho ga itna hi Kam hmra account wash ho ga is leya him logo ko chya ky him log Kam sy Kam lot size rky or ager him logo ko loss bi hoti ha to wo buot Kam ho ga him logo ko is ky sath sath achi planning or mhnat bi krna hoti ha jis ky bad hi lot size phir trad open krna hoti ha to bhai AP lot size ko Kam ay Kam rakha
    • #3 Collapse

      0.01 ,0.02
      • #4 Collapse

        Lot Size Ka Intekhaab
        Lot size Leverage say jurra hua hai. Jitna lot size hoga utna he margin zaida use hoga aur margin agar zaida use hoga to apka account stuck hony ka chance hota hai. Ise liey leverage aur lot size ka intekhab bari samjhdari sy karna hota hai.

        Risk Ko Daikhain:
        Jab bhe lot size ko daikhna jo to sab sy pehly risk ko daikhain k kitna risk ap lena chahty hai. Us hisaab sy lot size ko chunnin. Kun kay Lot size say profit aur loss Per PIP count hota ha. Aur jitna loss apny pips ma lagana ha us hisab sy lot size bhe lagana ha.
        Example: Agar aap ka 1000 dollar ka account hai aur aap us main 50$ ka risk lena chahty hain to apko ye daikhna hoga k kitny pips par apne Stop loss set karna ha. Phir us hisaab sy lot size select karna ha. Agar stop loss 25Pips ka ha to phir apko instaforex ke lot 2.0 ke lot lagani ha. Aur agar stop loss 100Pips ka ha to phir apko instaforex kay account ke Lot 0.50 ke lagani hai. No kay dono soorton main 50$ loss k risk par honge.
        • #5 Collapse

          New traders jab pehli trade karty hain tu in kay mind mai yeh question zaroor atta hai lot size kon c select karne cahiye. Kafi saray new trader ko yeh masla hota hai ke who sahi say decision nai kar sakty hain ke trading kon say lot size kay sath karne hai .

          New traders ko aik simple baat mind mai zaroor rakhne chaiye ke app jitna bara lot size select kar kay trading Karin gaay leverage b itne ziada use ho ge aur trading mai risk b barh jiye ga aur ager profit ho tu woh b ziada ho jiye ga.

          Iss ka matlab yeh hai ke ager app ke trading achi hai aur analsis acha hai tu bari lot size kay sath trading karna b bura nai hai 

          Lakin achy traders hamesha proper money management kay sath he trading karty hain . aur ager sahi money management na ho tu trader mai aur betting karnay walay mai koi khas faraq nai hota hai. Iss liye traders jo forex mai long term kam karna chahtay hain woh 5 per cent rule ko follow karty hain . yeh 5 percent rule bohot simple hai. iss mai app apny capital kay 5 percent say ziada aik trade per investment nai karty hain

          Yeh janany ke liye ke kon sa lot size maire trading kay liye ideal hai mai yeh simple method use karta hon.

          Kisi b aik trade mai apny total capital kay 5 percent say ziada investment na Karin . (matlab ager app kay account mai 1000 dollars hain tu phir maximum 50 dollars ka risk lain ) , Abhi app kay liye lot size select karna asan hai . apna stop loss select Karin aur phir maximum woh wala lot size select Karin jis mai ager app ko loss ho b tu tab b app ko apny capital kay 5 percent say ziada ka loss na ho .

          Yeh janany ke liye ke kon sa lot size maire trading kay liye ideal hai ya nai aur b kafi sary methods hai lakin yeh maire khayal mai sab sy ziada simple hai aur new traders ko yahi useful hai.
          Last edited by ; 19-09-2018, 11:17 AM.
          • #6 Collapse

            jahan tak mera khayal hai jp apki lot size hai tradeing ka wo ap k sare ks are capital pai depend karta hai jitna nap k pas capital hoga utna he apko lot size us k mutabiq he rakhna chahie q k suppose karo k agar ap k pas capital 100$ ka hai aur ap lot size 1$ ka rakh k trading kar rhy ho to ye bilklo bhe behtar ni hai q k agar market thra bhe uper naiche gaye to apka account use time he wash hojaye ga us se apko trading ka koi faida ni hoga q k apka capital wahs hojaye ga so lot size humesha capoital k mutabiq he hona chahie jahan tak mera khayal hai agar apne achye anring karne hai to he bat hai
            • #7 Collapse

              lot size capital ke mutabik

              Dear Forex trading member lot size selection management Mein Aati Hai jokey trading main management ka part hai dear trading member lot size aapke capital ke amount ke hisab se select ki Jati Hai agar aap scalping kar rahe hain aur aapke paas $200 capital hai toh aapko lot size 1.0 dollar allowed hai bonus account pay qk bonus account Hamare Paas leverage 1.50 hai Main Agar Hamare Paas ek dollar hai Toh Hum $50 equal trading kar sakte hain dear members trading se pahle management important hai without management trading is very risky stop loss take profit treading management ka part hai
              • #8 Collapse

                Yahan par kaam karne ke liye aapke paas investment ka Jyada Se Jyada hona chahiye Aapke Paas Hai Yahan Par trade in tree Lagane ke liye leave average Bhi Jyada Se Jyada hona chahiye Agar Apke Pas leverage Jada Hogi aap ka kaam hai yahan se acche se Mange ho sakta hai aapko working karne mein Kis Ko samajhne ke liye wo Bhi Zyada help ho sakti hai
                 
                • #9 Collapse

                  dear lot size pairs me trading karny par depend karta hay agar ham crude oil me trading karty hey to hamy 0.5 zeyda zeida ki lot size use nahi karna chaye aur agar gold me trading ki bat ki jaye to 0.3 se zeyda lot size bahot zeyda risky trading ho jata hay esi tarha currency pairs esy hey jes ki movement bahot zeyda fast hoti hay agar ham EUR/USD zeyda risky trading karen gey to other pairs se es ki movement teez hony ki waja se hamy loss be bahot zeyda ho sakta hay, hamesha apny capital aur pairs ki movement ko mad e nazar rak kar lot size ko select karna chaye.
                  • #10 Collapse

                    Dear Forex trading members lot size management Mein Aata Hai maximum lot size tab Lagana chahiye Jab aapke paas maximum balance Uske baare mein aapko Kuch Is Tarah Bata sakta Hoon
                    500 dollar lot size 0.50 save lot size Agar Apke Pas minimum capital hai toh aapko minimum lot size Lena chahiye bonus account kaam kya karte hain maximum lot size select karte hain scalping Karte Hain market ka data confirm nahi hota Jiski wajah se Hamara account ho jata hai dear members Forex trading mai planning strategy market analysis management emotional control avoid greed important hai
                    • #11 Collapse

                      Forex Mein kaam karne ke liye aapko Yahan Par Delhi Baras Baras Ke Liye average change karna chahiye Jisme Jyada appsuite Kesariya ka kaam Karenge aap ko Jaan Se Bhi Jyada Speed ke Saath Ho Gaye Aapke Paas Hai Uske UP basic knowledge hona chahiye aap ko kam karne ke liye Nitin Jawab Hum Ne Pukara hai ab Mohabbat ne choda Speed ke sath working Karenge
                       
                      • #12 Collapse

                        First of all apko main yeh baat batana chahta hon kay forex eak best business hai earning karne kay liye aor is main working karne kay liye apko bohat hard work karna hota hai. Zahir si baat hai is main apko lot size use karna hota hai ap jitna zayada big lot size ko use karen gein apkay liye zayada earning kay chances hongein lakin on the other side ap yeh bhi dekh lein apko loss bhi usi calculations say he hoga. Lot size apko hamesha kam he use karna chahiye agar ap kay pas balance zayada bhi hai to bhi apko minimum 0.01 aor maximam apko 0.03 say bilkul zayada lot size ko use nahi karna chahiye. Main khud 0.02 say bilkul zayada lot size ko use nahi karta.
                        • #13 Collapse

                          Aslam o alikum Dear friends Instaforex mein lots size agar apky pass 500$ hey tu kam say kam 0.12 lots size raky tu zayd lose say risk say Bach sakty hey
                          • #14 Collapse

                            dear lots size ka intekhab hamari trading me bohat zada eham kirdaar ada karta ha or lots size kay zariey hi hum apnay risk factor ko control kar saktay hain lots size ka intekhab humainy zada profit earn karnay ki lalach me nehi set karna chahiey balkay market me pairs ki movement kay hisab se hi select karna chahiey
                            lots size ko apnay capital or risk factor par choose karna chahiey
                            dear traders humainy lots size ko is hisab se select karna chahiey kay pairs ki price kitni ha or kitni move day sakti ha or os movement par ap ka account save rehay or ap jub b lots size ko capital kay hisab se choose karay to kam az kam ap kay pass 1000 plus pips ka loss against bardasht hona chahiey
                            money management kay hisab se lots size
                            dear ap ko apna lots size money management par select karna chahiey or ap ka risk har trades me same hona chahiey jub ap money management par trading kartay hain
                            pairs ki pips ki movement ko lots size se control karay
                            dear jo pairs me pips ki movement ka farak hota ha ap ko chahiey kay ap os ko lots size ko kam kar kay ya zada kar kay control karay agr pairs me pips movement zada ha to lots size kam rakhainy or agr pips movement kam ha to lots size zada rakhainy is se ap aik diciplne or high risk kay begair trading kar saktay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lot size kya rakhna chaye?

                              forex mai hum amount invest karty hain to hamy acha profit milta hain hamy ache lot lagane chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik online business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dy gy to hamy loss ho jy ga forex aik international business hain is mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex trading students or house wife's or job less mans ky liye bohat ache job hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X